अब क्या मिसाल दूँ Ab Kya Misaal Doon Lyrics in Hindi from Aarti (1962)

Ab Kya Misaal Doon Lyrics in Hindi. अब क्या मिसाल दूँ song from Aarti 1962. It stars Ashok Kumar, Meena Kumari, Pradeep Kumar, Shashikala. Singer of Ab Kya Misaal Doon is Mohammed Rafi. Lyrics are written by Majrooh Sultanpuri Music is given by Roshanlal Nagrath (Roshan)

Song Name : Ab Kya Misaal Doon
Album / Movie : Aarti 1962
Star Cast : Ashok Kumar, Meena Kumari, Pradeep Kumar, Shashikala
Singer : Mohammed Rafi
Music Director : Roshanlal Nagrath (Roshan)
Lyrics by : Majrooh Sultanpuri
Music Label : Ultra

Ab Kya Misaal Doon Lyrics in Hindi :

अब क्या मिसाल दूँ मैं
तुम्हारे शबाब की
इंसान बन गयी है किरण
महताब की अब क्या मिसाल दूँ

चेहरे में घुल गया है
हसीं चाँदनी का नूर
आँखों में है चमन
की जवान रात का सुरूर
गर्दन है एक झुकी हुई
डाली डाली गुलाब की
अब क्या मिसाल दूँ मैं
तुम्हारे शबाब की
अब क्या मिसाल दूँ

गेसू खुले तो शाम
के दिल से धुआं उठे
छूले कदम तो झुक
के न फिर आसमान उठे
सौ बार झिलमिलाये शमा
शमा आफ़ताब की
अब क्या मिसाल दूँ

दीवार ओ दर का रंग
यह आँचल यह पैरहन
घर का मेरे चिराग है
बूते से यह बदन
तस्वीर हो तुम्ही मेरे
जन्नतजननत के ख्वाब की
अब क्या मिसाल दूँ मैं
तुम्हारे शबाब की
इंसान बन गयी है किरण
महताब की अब क्या मिसाल दूँ.

Ab Kya Misaal Doon Lyrics in English :

Ab kya misaal doon main
Tumhare shabaab ki
Insaan ban gayee hai kiran
Mahtaab ki ab kya misaal doon

Chehre main ghul gaya hai
Haseen chandni ka noor
Aankhon mein hai chaman
Ki jawan raat ka suroor
Gardan hai ek jhuki hui
Daali daali gulab ki
Ab kya misaal doon main
Tumhare shabaab ki
Ab kya misaal doon

Gesu khule to shaam
Ke dil se dhuan uthe
Chhule kadam to jhuk
Ke na phir aasman uthe
Sau baar jhilmilaye shama
Shama aaftab ki
Ab kya misaal doon

Deewar o dar ka rang
Yeh aanchal yeh pairhan
Ghar ka mere chirag hai
Boota sa yeh badan
Tasveer ho tumhi mere
Jannatjannat ke khwab ki
Ab kya misaal doon main
Tumhare shabaab ki
Insaan ban gayee hai kiran
Mahtaab ki ab kya misaal doon.

See More Songs of Aarti 1962