बर्बाद कर डाला मुझे Barbaad Kar Daala Mujhe Lyrics in Hindi from Deewani (1947)

Barbaad Kar Daala Mujhe Lyrics in Hindi. बर्बाद कर डाला मुझे song from Deewani 1947. It stars null. Singer of Barbaad Kar Daala Mujhe is Sunanda Kamath. Lyrics are written by Shams Azimabadi Music is given by Gyan Dutt

Song Name : Barbaad Kar Daala Mujhe
Album / Movie : Deewani 1947
Star Cast : null
Singer : Sunanda Kamath
Music Director : Gyan Dutt
Lyrics by : Shams Azimabadi
Music Label : Saregama

Barbaad Kar Daala Mujhe Lyrics in Hindi :

बर्बाद कर डाला मुझे
बर्बाद कर डाला
ग़ुलाबी ने ग़ुलाबी ने
ग़ुलाबी ने
बदनाम कर डाला मुझे
बदनाम कर डाला
शराबी ने शराबी ने
शराबी ने

न मैं पीता
न ग़म होता
न ये रुस्वाइयाँ होतीं
न मैं पीता
न ग़म होता
न ये रुस्वाइयाँ होतीं
तेरी खातिर ज़माने में न
ये बदनामियाँ होती
तेरी खातिर ज़माने में न
ये बदनामियाँ होती

मैं खुद पछता रही हूँ
डाल कर नादाँ से पाला
मैं खुद पछता रही हूँ
डाल कर नादाँ से पाला
मुझे बदनाम कर डाला
मुझे बदनाम कर डाला
शराबी ने शराबी ने
शराबी ने
बर्बाद कर डाला मुझे
बर्बाद कर डाला
ग़ुलाबी ने ग़ुलाबी ने
ग़ुलाबी ने

तेरा मारा हुआ हमने
कभी बचता नहीं देखा
मगर मैंने शरीफों को
बहकता भी नहीं देखा
तुझे पीकर कोई दीवाना
जब मस्ती में आता है
कहाँ है कौन है
किसके लिए है भूल जाता है
मुझे पीकर ही इंसान आता है
मेरी मस्ती ही मैं हर आदमी
पहचाना जाता है

मेरी खूबी को बस पहचान
सकता है नज़र वाला
मेरी खूबी को बस पहचान
सकता है नज़र वाला
मुझे बदनाम कर डाला
मुझे बदनाम कर डाला
शराबी ने शराबी ने
शराबी ने
बर्बाद कर डाला
मुझे बर्बाद कर डाला
ग़ुलाबी ने ग़ुलाबी ने
ग़ुलाबी ने.

Barbaad Kar Daala Mujhe Lyrics in English :

Barbaad kar daala mujhe
Barbaad kar daala
Ghulaabi ne ghulaabi ne
Ghulaabi ne
Badnaam kar daala mujhe
Badnaam kar daala
Sharaabi ne sharaabi ne
Sharaabi ne

Na main peeta
Na gham hota
Na ye ruswaayiyaan hotin
Na main peeta
Na gham hota
Na ye ruswaayiyaan hotin
Teri khaatir zamaane mein na
Ye badnaamiyaan hoti
Teri khaatir zamaane mein na
Ye badnaamiyaan hoti

Main khud pachhtaa rahi hoon
Daal kar naadaan se paala
Main khud pachhtaa rahi hoon
Daal kar naadaan se paala
Mujhe badnaam kar daala
Mujhe badnaam kar daala
Sharaabi ne sharaabi ne
Sharaabi ne
Barbaad kar daala mujhe
Barbaad kar daala
Ghulaabi ne ghulaabi ne
Ghulaabi ne

Tera maara hua hamne
Kabhi bachta nahin dekha
Magar maine shareefon ko
Behakta bhi nahin dekha
Tujhe peekar koi deewaana
Jab masti mein aata hai
Kahaan hai kaun hai
Kiske liye hai bhool jaata hai
Mujhe peekar hi insaan aata hai
Meri masti hi main har aadmi
Pehchaana jaata hai

Meri khoobi ko bas pehchaan
Sakta hai nazar waala
Meri khoobi ko bas pehchaan
Sakta hai nazar waala
Mujhe badnaam kar daala
Mujhe badnaam kar daala
Sharaabi ne sharaabi ne
Sharaabi ne
Barbaad kar daala
Mujhe barbaad kar daala
Ghulaabi ne ghulaabi ne
Ghulaabi ne.

See More Songs of Deewani 1947