भोली सी सूरत आँखों में मस्ती Bholi Si Surat Aankhon Mein Masti Lyrics in Hindi from Dil To Pagal Hai (1997)

Bholi Si Surat Aankhon Mein Masti Lyrics in Hindi. भोली सी सूरत आँखों में मस्ती song from Dil To Pagal Hai 1997. It stars Shah Rukh Khan, Madhuri Dixit, Karisma Kapoor, Akshay Kumar, Aruna Irani, Farida Jalal, Suresh Menon, Shruti Ultaf. Singer of Bholi Si Surat Aankhon Mein Masti is Lata Mangeshkar, Udit Narayan. Lyrics are written by Anand Bakshi Music is given by Uttam Singh

Song Name : Bholi Si Surat Aankhon Mein Masti
Album / Movie : Dil To Pagal Hai 1997
Star Cast : Shah Rukh Khan, Madhuri Dixit, Karisma Kapoor, Akshay Kumar, Aruna Irani, Farida Jalal, Suresh Menon, Shruti Ultaf
Singer : Lata Mangeshkar, Udit Narayan
Music Director : Uttam Singh
Lyrics by : Anand Bakshi
Music Label : Saregama

Bholi Si Surat Aankhon Mein Masti Lyrics in Hindi :

भोली सी सूरत
अरे भोली सी सूरत आँखों में मस्ती
दूर खड़ी शरमाये
एक झलक दिखलाई कभी
कभी आँचल में छुप जाए ए है
मेरी नज़र से तुम देखो तो
यार नज़र वह आये
भोली सी सूरत आँखों में मस्ती
दूर खड़ी शरमाये

एक झलक दिखलाई कभी
कभी आँचल में छुप जाए ए है
मेरी नज़र से तुम देखो तो
यार नज़र वह आये
भोली सी सूरत आँखों में मस्ती
दूर खड़ी शरमाये

लड़की नहीं है
और कहा क्या जाये
रात को मेरे ख्वाब में आई
वह ज़ुल्फ़े बिखराई
आँख खुली तो दिल चाहा
फिर नींद मुझे आ जाये
बिन देखे यह हाल हुआ
देखूं तो क्या हो जाए
भोली सी सूरत आँखों में मस्ती
दूर खड़ी शरमाये
एक झलक दिखलाई कभी
कभी आँचल में छुप जाये ए है
मेरी नज़र से तुम देखो तो
यार नज़र वह आये
भोली सी सूरत आँखों में मस्ती ए है

सावन का पहला बादल
उसका काजल बन जाए
मौज उठे सागर में
जैसे ऐसे कदम उठाये
रब ने जाने किस मिट्टी से
उसके अंग बनाये
चुम से काश कहीं से मेरे
सामने वो आजाये
भोली सी सूरत आँखों में मस्ती
दूर खड़ी शरमाये
एक झलक दिखलाई कभी
कभी आँचल में छुपजाये ए है
मेरी नज़र से तुम देखो
तो यार नज़र वह आये
भोली सी सूरत आँखों में मस्ती
दूर खड़ी शरमाये ए है ए है.

Bholi Si Surat Aankhon Mein Masti Lyrics in English :

Bholi si surat, aankhon mein masti aye hai,
Are bholi si surat aankhon mein masti,
Door khadi sharmaaye, aye hai
Ek jhalak dikhlaye kabhi,
Kabhi aanchal mein chhup jaaye aye hai,
Meri nazar se tum dekho to
Yaar nazar woh aaye
Bholi si surat aankhon mein masti,
Door khadi sharmaaye, aye hai aye hai

Ek jhalak dikhlaye kabhi,
Kabhi aanchal mein chhup jaaye aye hai,
Meri nazar se tum dekho to
Yaar nazar woh aaye
Bholi si surat aankhon mein masti,
Door khadi sharmaaye, aye hai aye hai

Ladki nahin hai, woh jaadu hai,
Aur kaha kya jaye
Raat ko mere khawaab mein aayi,
Woh zulfe bikhrayee
Aankh khuli to dil chaha
Phir neend mujhe aa jaye
Bin dekhe yeh haal hua,
Dekhu to kya ho jaaye
Bholi si surat aankhon mein masti,
Door khadi sharmaaye, aye hai
Ek jhalak dikhlaye kabhi
Kabhi aanchal mein chhup jaye aye hai
Meri nazar se tum dekho to
Yaar nazar woh aaye
Bholi si surat aankhon mein masti aye hai

Saawan ka pehla baadal,
Uska kaajal ban jaaye
Mauj uthe saagar mein
Jaise aise kadam uthaye
Rab ne jaane kis mitti se
Uske ang banaye
Chum se kaash kahin se mere
Saamne wo aajaaye
Bholi si surat aankhon mein masti,
Door khadi sharmaaye, aye hai
Ek jhalak dikhlaye kabhi,
Kabhi aanchal mein chupjaye aye hai
Meri nazar se tum dekho
To yaar nazar woh aaye
Bholi si surat aankhon mein masti,
Door khadi sharmaye aye hai aye hai.

See More Songs of Dil To Pagal Hai 1997