चल चल रे मुसाफिर चल Chal Chal Re Musafir Chal Lyrics in Hindi from Pooja

Chal Chal Re Musafir Chal Lyrics in Hindi. चल चल रे मुसाफिर चल song from Pooja. It stars Bharat Bhushan, Om Parkesh, Raj Mehra, Shakuntala Paranjpye, Badri Prasad, Ulhas. Singer of Chal Chal Re Musafir Chal is Mohammed Rafi. Lyrics are written by Shailendra (Shankardas Kesarilal) Music is given by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi

Song Name : Chal Chal Re Musafir Chal
Album / Movie : Pooja
Star Cast : Bharat Bhushan, Om Parkesh, Raj Mehra, Shakuntala Paranjpye, Badri Prasad, Ulhas
Singer : Mohammed Rafi
Music Director : Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Lyrics by : Shailendra (Shankardas Kesarilal)
Music Label : Saregama

Chal Chal Re Musafir Chal Lyrics in Hindi :

चल चल रे मुसाफिर चल
तू इस दुनिया से चल
जहां दिल का इक इशारा
हो और दुनिया जाए बदल
चल चल रे मुसाफिर

मस्ती भरी हवाएं जिस गली
में जाए फूल खिलाये
यह मदहोश निगाहें जिसपे
अटक जाए अपना बनाये
जहाँ प्यार का
रास्ता कोई ना रोके
कोई ना कहे संभल
चल चल रे मुसाफिर

रूप की प्यासी आँखे दिल
में अरमान सौ तूफ़ान
आखिर कभी तोह होगी
तुमसे पहचान ो अनजान
कभी तोह रिमझिम बरसेंगे
यह रंग बारे बादल
चल चल रे मुसाफिर

प्यार की रीत निराली जो मौसम
जाए जा के ना आये
दम भर की उजियाली जब दिन
ढल जाए दिल घबराये
जहाँ उजड़े ना सिंगार
किसी का फाइले ना काजल
चल चल रे मुसाफिर.

Chal Chal Re Musafir Chal Lyrics in English :

Chal chal re musaafir chal
Too iss duniya se chal
Jaha dil kaa ik ishaara
Ho aur duniya jaaye badal
Chal chal re musaafir

Masti bhari hawaaye jis gali
Mein jaaye phul khilaaye
Yeh madhosh nigaahe jisape
Atak jaaye apna banaaye
Jaha pyaar kaa
rasta koyi naa roke
Koyi naa kahe sambhal
Chal chal re musaafir

Rup ki pyaasi aankhe dil
Mein armaan sau tufaan
Aakhir kabhi toh hogi
Tumse pahchaan o anjaan
Kabhi toh rimjhim barasenge
Yeh rang bare baadal
Chal chal re musaafir

Pyaar ki reet nirali jo mausam
Jaaye jaa ke naa aaye
Dam bhar ki ujiyaali jab din
Dhal jaaye dil ghabaraaye
Jahan ujade naa singaar
Kisi kaa phaile naa kaajal
Chal chal re musaafir.

See More Songs of Pooja