चाँद अपना सफर खत्म Chand Apna Safar Khatma Lyrics in Hindi from Shama (1981)

Chand Apna Safar Khatma Lyrics in Hindi. चाँद अपना सफर खत्म song from Shama 1981. It stars Girish Karnad, Shabana Azmi, Aruna Irani, Kulbhushan Kharbanda, Kader Khan, Raju Shrestha. Singer of Chand Apna Safar Khatma is Lata Mangeshkar. Lyrics are written by Vithalbhai Patel Music is given by Usha Khanna

Song Name : Chand Apna Safar Khatma
Album / Movie : Shama 1981
Star Cast : Girish Karnad, Shabana Azmi, Aruna Irani, Kulbhushan Kharbanda, Kader Khan, Raju Shrestha
Singer : Lata Mangeshkar
Music Director : Usha Khanna
Lyrics by : Vithalbhai Patel
Music Label : Universal Music

Chand Apna Safar Khatma Lyrics in Hindi :

चाँद अपना सफर खत्म करता रहा
शमा जलती रही रात ढलती रही
दिल में यादो के नस्तर से टुटा किये
एक तमन्ना कलेजा मसलती रही
चाँद अपना सफर खत्म करता रहा
शमा जलती रही रात ढलती रही

बदनसीबी सराफों के दुसमन बानी
सज सवर के भी दुल्हन न दुल्हन बनी
टीका माथे पे एक डेग बनता गया
मेहंदी हाथों से शोले उगलती रही
चाँद अपना सफर खत्म करता रहा
शमा जलती रही रात ढलती रही
दिल में यादो के नस्तर से टुटा किये
एक तमन्ना कलेजा मसलती रही
चाँद अपना सफर खत्म करता रहा
शमा जलती रही रात ढलती रही

ख्वाब पलकों से फिरकार फनाह हो गए
दो कदम चलके तुम भी जुदा हो गए
मेरे हर एक हसी आँख से रात दिन
एक नदी आसुओ की उबलती रही
चाँद अपना सफर खत्म करता रहा
शमा जलती रही रात ढलती रही

सुबह मांगी तो गम का अँधेरा मिला
मुझको रॉट सिसकता सवेरा मिला
मई उजालो की नाकाम हसरत के लिए
उम्र भर माँ बनके पिघलती रही
चाँद अपना सफर खत्म करता रहा
शमा जलती रही रात ढलती रही

चाँद यादो की परछाइयों की सिवा
कुछ भी पाया न तन्हाईयो के सिवा
वक़्त मेरी तबही पे हस्ता रहा
रंग तक़दीर क्या क्या बदलती रही
चाँद अपना सफर खत्म करता रहा
शमा जलती रही रात ढलती रही
दिल में यादो के नस्तर से टुटा किये
एक तमन्ना कलेजा मसलती रही
चाँद अपना सफर खत्म करता रहा
शमा जलती रही रात ढलती रही.

Chand Apna Safar Khatma Lyrics in English :

Chand apna safar khatam karta raha
Shama jalti rahi rat dhalti rahi
Dil me yado ke nastar se tuta kiye
Ek tamanna kaleja masalti rahi
Chand apna safar khatam karta raha
Shama jalti rahi rat dhalti rahi

Badnasibi sarafo ke dusman bani
Saj sawar ke bhi dulhan na dulhan bani
Tika mathe pe ek dag banta gaya
Mehandi hatho se shole ugalti rahi
Chand apna safar khatam karta raha
Shama jalti rahi rat dhalti rahi
Dil me yado ke nastar se tuta kiye
Ek tamanna kaleja masalti rahi
Chand apna safar khatam karta raha
Shama jalti rahi rat dhalti rahi

Khwab palko se firkar fanah ho gaye
Do kadam chalke tum bhi juda ho gaye
Mere har ek hasi aankh se rat din
Ek nadi aasuo ki ubalti rahi
Chand apna safar khatam karta raha
Shama jalti rahi rat dhalti rahi

Subah mangi to gum ka andhera mila
Mujhko rot sisakta sawera mila
Mai ujalo ki nakam hasrat ke liye
Umar bhar mom banke pighalti rahi
Chand apna safar khatam karta raha
Shama jalti rahi rat dhalti rahi

Chand yado ki parchaiyo ki siwa
Kuch bhi paya na tanhayiyo ke siwa
Waqt meri tabahi pe hasta raha
Rang takdir kya kya badalti rahi
Chand apna safar khatam karta raha
Shama jalti rahi rat dhalti rahi
Dil me yado ke nastar se tuta kiye
Ek tamanna kaleja masalti rahi
Chand apna safar khatam karta raha
Shama jalti rahi rat dhalti rahi.

See More Songs of Shama 1981