देखता चला गया Dekhta Chala Gaya Lyrics in Hindi from Gateway Of India

Dekhta Chala Gaya Lyrics in Hindi. देखता चला गया song from Gateway Of India. It stars Bharat Bhushan, Pradeep Kumar, Madhubala. Singer of Dekhta Chala Gaya is Johnny Walker, Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi. Lyrics are written by Rajendra Krishan Music is given by Madan Mohan Kohli

Song Name : Dekhta Chala Gaya
Album / Movie : Gateway Of India
Star Cast : Bharat Bhushan, Pradeep Kumar, Madhubala
Singer : Johnny Walker, Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Music Director : Madan Mohan Kohli
Lyrics by : Rajendra Krishan
Music Label : Saregama

Dekhta Chala Gaya Lyrics in Hindi :

देखता चला गया
मैं ज़िन्दगी की राह में
हर कोई कदम कदम पे
मस्त है गुनाहों में

तू भी एक गुनाह कर
ऐ दिल किसी की चाह कर
देखता चला गया
मैं ज़िन्दगी की राह में

कोई कहेगा क्या
कोई सुनेगा क्या
किसी के भी कहे सुने से
तेरा वास्ता है क्या
ख़याल ज़ुल्फ़ ए यार कर
ये लो
ख़याल ज़ुल्फ़ ए यार कर
नज़र को बेक़रार कर

नहीं होती
इधर उधर पड़े कदम
तू कर न ग़म
न सोच ज़िन्दगी में
तेरा रास्ता है क्या
देखता चला गया
मैं ज़िन्दगी की राह में

ये चाँद की हसीं शम्मा
आज तेरे हाथ है
क्या बात है
बड़ा हसीं साथ है
हसीं हूँ मैं
जवान है तू
मगर बता कहाँ है तू

जहा हूँ मैं
वहाँ तो ज़िन्दगी
नशे में चूर है
ज़रूर ही सरुर है
तेरी नज़र का नूर है

ज़रा करीब आ मेरे
अरे अपना भी मजबूर है
और तू बहुत ही दूर है
देखता चला गया
मैं ज़िन्दगी की राह में
हर कोई कदम कदम पे
मस्त है गुनाहों में

तू भी एक गुनाह कर
ज़िन्दगी तबाह कर
देखता चला गया
मैं ज़िन्दगी की राह में

सुराही झूमने लगे
पयाले मुस्कुरा पड़े
सुराही झूमने लगे
पयाले मुस्कुरा पड़े
पहुँच गयी हूँ आसमान पे
किस तरह खड़े खड़े
चल झूठी

यह ख्वाब या ख़याल है
नहीं नै
यह जाम का कमाल है
यह जाम का कमाल है
ये चीज़ बे मिसाल है
बहुत अच्छे

देखता चला गया
मैं ज़िन्दगी की राह में
हर कोई कदम कदम पे
मस्त है गुनाहों में
तू भी एक गुनाह कर
ऐ दिल किसी की चाह कर

देखता चला गया मैं
ज़िन्दगी की राह में
ला ललाल्ला ला ला ला लल्ला ला
ला ललाल्ला ला ला ला लल्ला लल्ला.

Dekhta Chala Gaya Lyrics in English :

Dekhta chala gaya
Main zindagi ki raah mein
Har koyi kadam kadam pe
Mast hai gunaahon mein

Tu bhi ek gunaah kar
Ae dil kisi ki chaah kar
Dekhta chala gaya
Main zindagi ki raah mein

Koyi kahega kya
Koyi sunega kya
Kisi ke bhi kahe sune se
Tera waasta hai kya
Khayaal zulf e yaar kar
Ye lo
Khayaal zulf e yaar kar
Nazar ko beqaraar kar

Nahin hoti
Idhar udhar pade kadam
Tu kar na gham
Na soch zindagi mein
Tera raasta hai kya
Dekhta chala gaya
Main zindagi ki raah mein

Ye chaand ki haseen shamma
Aaj tere haath hai
Kya baat hai
Bada haseen saath hai
Haseen hun main
Jawaan hai tu
Magar bataa kahaan hai tu

Jaha hun main
Wahaan to zindagi
Nashe mein chur hai
Sarur hi sarur hai
Teri nazar ka nur hai

Zara qareeb aa mere
Arre apna bhi majbur hai
Aur tu bahot hi dur hai
Dekhta chala gaya
Main zindagi ki raah mein
Har koyi kadam kadam pe
Mast hai gunaahon mein

Tu bhi ek gunaah kar
Zindagi tabaah kar
Dekhta chala gaya
Main zindagi ki raah mein

Suraahi jhumne lage
Payaale muskuraa pade
Suraahi jhumne lage
Payaale muskuraa pade
Pahunch gayee hun aasman pe
Kis tareh khade khade
Chal jhhuthi

Yeh khwaab ya khayaal hai
Nahin nai
Yeh jaam ka kamaal hai
Yeh jaam ka kamaal hai
Ye cheez be misaal hai
Bahot achche

Dekhta chala gaya
Main zindagi ki raah mein
Har koyi kadam kadam pe
Mast hai gunaahon mein
Tu bhi ek gunaah kar
Ae dil kisi ki chaah kar

Dekhta chala gaya main
Zindagi ki raah mein
La lalalla la la la lalla la
La lalalla la la la lalla lala.

See More Songs of Gateway Of India