दिल है की मानता नहीं नज़र के सामने Dil Hai Ki Manta Nahin Nazar Ke Samne Lyrics in Hindi

Dil Hai Ki Manta Nahin Nazar Ke Samne Lyrics in Hindi. दिल है की मानता नहीं नज़र के सामने. It stars Shilpa Rao, Yasser Desai. Singer of Dil Hai Ki Manta Nahin Nazar Ke Samne is Shilpa Rao, Yasser Desai. Lyrics are written by Sameer Music is given by Abhijit Vaghani

Song Name : Dil Hai Ki Manta Nahin Nazar Ke Samne
Type: Single Song
Star Cast : Shilpa Rao, Yasser Desai
Singer : Shilpa Rao, Yasser Desai
Music Director : Abhijit Vaghani
Lyrics by : Sameer
Music Label : T-Series

Dil Hai Ki Manta Nahin Nazar Ke Samne Lyrics in Hindi :

दिल तो ऐ चाहे हरपल तुम्हे हम
बस यूँ ही देखा करे
हो मर के भी हम ना तुमसे जुदा हो
आओ कुछ ऐसा करे
मर ना जाऊ कहीं होके तुमसे जुदा

नज़र के सामने जिगर के पास
नज़र के सामने जिगर के पास
कोई रहता हैं वो हो तुम
वो हो तुम

बेताबी क्या होती हैं
पूछो मेरे दिल से
तन्हा तन्हा लौट आउ
मैं तो भरी महफ़िल से

मुझ में समा जा
आ पास आजा
हमदम मेरे हमनशी

दिल है की मानता नहीं
हो दिल है की मानता नहीं

तेरी वफायें तेरी मोहब्बत
सब कुछ हैं मेरे लिए
तूने दिया हैं नज़राना दिल का
हम तो हैं तेरे लिए

अब मुझे छोड़ के
दूर जाना नहीं

नज़र के सामने जिगर के पास
नज़र के सामने जिगर के पास
कोई रहता हैं वो हो तुम

ये बेकरारी क्यूँ हो रही हैं
ये जानता ही नहीं
हो दिल है की मानता नहीं

Dil Hai Ki Manta Nahin Nazar Ke Samne Lyrics in English :

Dil to ae chahe harpal tumhe hum
Bas yun hi dekha kare
Ho mar ke bhi hum na tumse juda ho
Aao kuch aisa kare
Mar na jaau kahin hoke tumse juda

Nazar ke samne jigar ke pass
Nazar ke samne jigar ke pass
Koi rehta hain wo ho tum
Wo ho tum

Betabi kya hoti hain
Pucho mere dil se
Tanha tanha laut aau
Main to bhari mehfil se

Mujh mein sama jaa
Aa paas aaja
Humdam mere humnashi

Dil hai ki manta nahin
Ho dil hai ki manta nahin

Teri wafayen teri mohabbat
Sab kuch hain mere liye
Tune diya hain nazarana dil ka
Hum toh hain tere liye

Ab mujhe chhod ke
Door jaana nahin

Nazar ke samne jigar ke pass
Nazar ke samne jigar ke pass
Koi rehta hain wo ho tum

Ye bekaraari kyun ho rahi hain
Ye jaanata hi nahi
Ho dil hai ki manta nahi