दूर का चाँद भी साथ हैं Door Ka Chand Bhi Saath Hain Lyrics in Hindi from Farar Qaidi (1989)

Door Ka Chand Bhi Saath Hain Lyrics in Hindi. दूर का चाँद भी साथ हैं song from Farar Qaidi 1989. It stars Chiranjeevi, Jayapradha, Sumalatha. Singer of Door Ka Chand Bhi Saath Hain is Alka Yagnik, Suresh Wadkar. Music is given by Master Sonik, Om Prakash Sharma

Song Name : Door Ka Chand Bhi Saath Hain
Album / Movie : Farar Qaidi 1989
Star Cast : Chiranjeevi, Jayapradha, Sumalatha
Singer : Alka Yagnik, Suresh Wadkar
Music Director : Master Sonik, Om Prakash Sharma

Door Ka Chand Bhi Saath Hain Lyrics in Hindi :

दूर का चाँद भी साथ हैं
मस्ती बहरी यह रात हैं
ाय मैं तेरे वास्ते
दिल के खुले हैं रास्ते
धड़का बोले राज़ यह खोले
बाहों में ले ले
दूर का चाँद भी साथ हैं
मस्ती बहरी यह रात हैं

उमर खैयाम बना तू जबसे
इश्क़ हुआ हैं पहला तब से
खिल गया बदन यह मेरा
महक रहा चमन यह मेरा
प्यार में मरना हैं
प्यार में जलना हैं
दिल का यह कहना हैं
माना यह दिल वाले होते
हैं मतवाले हुस्न
जो बाहो में हैं
मान जा बात मान जा
पास आ मैना पास आ
दूर का चाँद भी साथ हैं
मस्ती बहरी यह रात हैं

सोलह बरस की तेरी जवानी
चाल मेरी मसतानी दीवानी
ज़िन्दगी हसीं हो गयी
मान लो तेरी हो गयी
प्यार के झूले में
तुझ को झूलाऊंगा
दिल में बसाऊंगा
कभी मैं शोला
कभी मैं शबनम
कभी हूँ चिंगारी
दिलरुबा ओ मेरी दिलरुबा
गले लगा जान गले लगा
मस्ती बहरी यह रात हैं
आँखों में प्यार की बात हैं
आया मैं तेरी ही वास्ते
दिल के खुले हैं रास्ते
आँखों में जादू दिल बेकाबू
बाहों में ले ले.

Door Ka Chand Bhi Saath Hain Lyrics in English :

Door ka chand bhi saath hain
Masti bahri yeh raat hain
Aay main tere waste
Dil ke khule hain raaste
Dhadka bole raaz yeh khole
Baaho mein le le
Door ka chand bhi saath hain
Masti bahri yeh raat hain

Umr khayam bana tu jabse
Ishq hua hain pehala tab se
Khil gaya badan yeh mera
Mehak raha chaman yeh mera
Pyaar mein marana hain
Pyaar mein jalna hain
Dil ka yeh kehna hain
Maana yeh dil wale hote
Hain matwale husn
Jo baaho mein hain
Maan ja baat maan ja
Paas aa maina paas aa
Door ka chand bhi saath hain
Masti bahri yeh raat hain

Sola baras ki teri jawani
Chaal meri msatani deewani
Zindagi haseen ho gayi
Man lo teri ho gayi
Pyaar ke jhoole mein
Tujh ko jhoolaunga
Dil mein basaunga
Kabhi main shola
Kabhi main shabnam
Kabhi hoon chingari
Dilruba o meri dilruba
Gale laga jaan gale laga
Masti bahri yeh raat hain
Aankho mein pyaar ki baat hain
Aaya main teri hi waste
Dil ke khule hain raaste
Aankho mein jadu dil bekabu
Baaho mein le le.

See More Songs of Farar Qaidi 1989