दुनिया में जीने का Duniya Mein Jeene Ka Lyrics in Hindi from Naukri (1978)

Duniya Mein Jeene Ka Lyrics in Hindi. दुनिया में जीने का song from Naukri 1978. It stars Rajesh Khanna, Zaheera, Raj Kapoor. Singer of Duniya Mein Jeene Ka is Kishore Kumar, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey). Lyrics are written by Anand Bakshi Music is given by Rahul Dev Burman

Song Name : Duniya Mein Jeene Ka
Album / Movie : Naukri 1978
Star Cast : Rajesh Khanna, Zaheera, Raj Kapoor
Singer : Kishore Kumar, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Music Director : Rahul Dev Burman
Lyrics by : Anand Bakshi
Music Label : Shemaroo

Duniya Mein Jeene Ka Lyrics in Hindi :

दुनिआ में जीने का मुझे शौक था
खाने और पीने का मुझे शौक था

दुनिआ में जीने का मुझे शौक था
खाने और पीने का मुझे शौक था

मरना भला किसको मंज़ूर था
लेकिन मैं ए दोस्त मजबूर था

गोरी हुकूमत थी काले गुलाम
खत छोड़के बादशाहो के नाम

मैं खुदकशी कर गया
मैं इस तरह मर गया

मैं खुदकशी कर गया
मैं इस तरह मर गया

कमजोर था अब मैं मजबूत हूँ
तब आदमी था मैं अब बहुत हो

सब घर से चलते थे झंडे लिए
गिरते सँभालते से  झंडे लिए

उफ़ देश भगतो की वो टोलिया
सीने पे जिनके लगी गोलियां

मैं मोट से डर गया
मैं इस तरह मर गया

वो साये गुलामी से भी है बुरी
कहती है दुनिआ जिसे मुफ़ली सी

घर में जरूरत की चीज़े न थी
पतलूनें थी तो कमिजे न थी

हर फ़र्ज़ हर क़र्ज़ को छोड़ कर
दरिया पे मैं आ गया दौड़ कर

दुनिआ से दिल भर गया
मैं डूब कर मर गया

दुनिआ से दिल भर गया
मैं डूब कर मर गया

इस ग़म से छति मेरी फट गयी
ये तांग भी जंग में कट गयी

माँ का बहुत ही दुलारा था मैं
भाई बहिन का भी प्यारा था मैं

पर पेट भरते नहीं प्यार से
निकला मैं कुछ लेने बाजार से

तो वापस न मैं घर गया
मैं डूब कर मर गया.

Duniya Mein Jeene Ka Lyrics in English :

Dunia mein jeene ka mujhe shok tha
Khane or pine ka mujhe shok tha

Dunia mein jeene ka mujhe shok tha
Khane or pine ka mujhe shok tha

Marna bhala kisko manzur tha
Lekin main e dost majbur tha

Gori hukumat thi kale gulam
khat chhodke badshaho ke naam

Main khudkashi kar gaya
Main is tarah mar gaya

Main khudkashi kar gaya
Main is tarah mar gaya

Kamjor tha ab main majbut hu
Tab aadami tha main ab bhut hu

Sab ghar se chalte the jhande liye
Girte sambhalte se  jhande liye

Uff desh bhagto ki wo toliya
Sine pe jinke lagi goliya

Main moat se dar gaya
Main is tarah mar gaya

Wo saye gulami se bhi hai buri
Kehti hai dunia jise mufali si

Ghar me jarurat ki cheeze na thi
Patlune thi to kamije na thi

Har farz har karz ko chhod kar
Dariya pe main aa gaya dhoud kar

Dunia se dil bhar gaya
Main dub kar mar gaya

Dunia se dil bhar gaya
Main dub kar mar gaya

Is gham se chhati meri fat gayi
Ye tang bhi jung me kat gayi

Maa ka bahut hi dulara tha main
Bhai behan ka bhi pyara tha main

Par pet bharte nahi pyar se
Nikala main kuchh lene bazar se

To vapas na main ghar gaya
Main dub kar mar gaya.

See More Songs of Naukri 1978