एक साथी और भी था Ek Saathi Aur Bhi Tha Lyrics in Hindi from Loc Kargil (2003)

Ek Saathi Aur Bhi Tha Lyrics in Hindi. एक साथी और भी था song from Loc Kargil 2003. It stars Nagarjuna Akkineni, Puru Rajkumar, Sanjay Dutt, Ajay Devgan, Saif Ali Khan, Sunil Shetty, Sanjay Kapoor, bhishek Bachchan, Akshaye Khanna, Manoj Bajpai, Rani Mukerji, Kareena Kapoor, Esha Deol, Raveena Tandon. Singer of Ek Saathi Aur Bhi Tha is Sonu Nigam. Lyrics are written by Javed Akhtar Music is given by Anu Malik

Song Name : Ek Saathi Aur Bhi Tha
Album / Movie : Loc Kargil 2003
Star Cast : Nagarjuna Akkineni, Puru Rajkumar, Sanjay Dutt, Ajay Devgan, Saif Ali Khan, Sunil Shetty, Sanjay Kapoor, bhishek Bachchan, Akshaye Khanna, Manoj Bajpai, Rani Mukerji, Kareena Kapoor, Esha Deol, Raveena Tandon
Singer : Sonu Nigam
Music Director : Anu Malik
Lyrics by : Javed Akhtar
Music Label : Saregama

Ek Saathi Aur Bhi Tha Lyrics in Hindi :

खामोश है जो
ये वो सदा है
वो जो नहीं है
वो कह रहा है
साथियों तुमको मिले
जीत ही जीत सदा
बस इतना याद रहे
एक साथी और भी था
जाओ जो लौट के तुम
घर हो ख़ुशी से भरा
जाओ जो लौट के तुम
घर हो ख़ुशी से भरा
बस इतना याद रहे
एक साथी और भी था
बस इतना याद रहे
एक साथी और भी था

कल पर्बतों पे कहीं
बरसी थी जब गोलियां
हम लोग थे साथ में
और हौसले थे जवान
अब तक चट्टानों पे
हैं अपने लहू के निशाँ
साथी मुबारक तुम्हें
ये जश्न हो जित का
बस इतना याद रहे
एक साथी और भी था

कल तुमसे बिछड़ी हुई
ममता जो फिर से मिले
कल फूल चेहरा कोई
जब तुमसे मिलके खिले
कल तुमसे बिछड़ी हुई
ममता जो फिर से मिले
कल फूल चेहरा कोई
जब तुमसे मिलके खिले
पाओ तुम इतनी ख़ुशी
मिट जाएँ सारे गिले
है प्यार जिनसे तुम्हें
साथ रहे वो सदा
बस इतना याद रहे
एक साथी और भी था

जब अमन की बांसुरी
गूँजे गगन के तले
जब दोस्ती का दिया
इन सरहदों पे जले
जब भूल के दुश्मनी
लग जाए कोई गले
जब सारे इंसानों
का हो एक ही काफिला
बस इतना याद रहे
एक साथी और भी था
जाओ जो लौट के तुम
घर हो ख़ुशी से भरा
बस इतना याद रहे
एक साथी और भी था
बस इतना याद रहे
एक साथी और भी था.

Ek Saathi Aur Bhi Tha Lyrics in English :

Khaamosh hai jo
Ye wo sadaa hai
Wo jo nahin hai
Wo kah rahaa hai
Saathiyon tumko mile
Jit hi jit sadaa
Bas itnaa yaad rahe
Ek saathi aur bhi tha
Jaao jo laut ke tum
Ghar ho khushi se bhara
Jaao jo laut ke tum
Ghar ho khushi se bhara
Bas itnaa yaad rahe
Ek saathi aur bhi tha
Bas itnaa yaad rahe
Ek saathi aur bhi tha

Kal parbaton pe kahin
Barsi thi jab goliyaan
Ham log the saath mein
Aur hausle the javaan
Ab tak chattaanon pe
Hain apne lahoo ke nishaan
Saathi mubaarak tumhein
Ye jashn ho jit kaa
Bas itnaa yaad rahe
Ek saathi aur bhi tha

Kal tumse bichhadi hui
Mamtaa jo phir se mile
Kal phool chehraa koi
Jab tumse milke khile
Kal tumse bichhadi hui
Mamtaa jo phir se mile
Kal phool chehraa koi
Jab tumse milke khile
Paao tum itni khushi
Mit jaayein saare gile
Hai pyaar jinse tumhein
Saath rahe wo sadaa
Bas itnaa yaad rahe
Ek saathi aur bhi tha

Jab aman ki baansuri
Goonje gagan ke tale
Jab dosti kaa diyaa
In sarhadon pe jale
Jab bhool ke dushmani
Lag jaaye koi gale
Jab saare insaano
Kaa ho ek hi kaafilaa
Bas itnaa yaad rahe
Ek saathi aur bhi tha
Jaao jo laut ke tum
Ghar ho khushi se bhara
Bas itnaa yaad rahe
Ek saathi aur bhi tha
Bas itnaa yaad rahe
Ek saathi aur bhi tha.

See More Songs of Loc Kargil 2003