गरीब जानके हमको Gareeb Janke Hamko Lyrics in Hindi from Chhoo Mantar

Gareeb Janke Hamko Lyrics in Hindi. गरीब जानके हमको song from Chhoo Mantar. It stars Karan Dewan, Johnny Walker, Shyama, Anita Guha. Singer of Gareeb Janke Hamko is Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Mohammed Rafi. Lyrics are written by Jan Nisar Akhtar Music is given by Omkar Prasad Nayyar

Song Name : Gareeb Janke Hamko
Album / Movie : Chhoo Mantar
Star Cast : Karan Dewan, Johnny Walker, Shyama, Anita Guha
Singer : Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Mohammed Rafi
Music Director : Omkar Prasad Nayyar
Lyrics by : Jan Nisar Akhtar
Music Label : Saregama

Gareeb Janke Hamko Lyrics in Hindi :

गरीब जान के
गरीब जान के हम को न तुम मिटा देना
तुम्हीं ने दर्द दिया
तुम्हीं ने दर्द दिया है तुम्ही दवा देना
गरीब जान के

लगी है चोट कलेजे पे उम्र भर के लिए
लगी है चोट कलेजे पे उम्र भर के लिए
तड़प रहे हैं मुहब्बत में इक नज़र के लिए
नज़र मिलाके
नज़र मिलाके मुहब्बत से मुस्कुरा देना
तुम्हीं ने दर्द दिया है तुम्ही दवा देना
गरीब जान के

जहां में और हमारा कहाँ ठिकाना है
जहां में और हमारा कहाँ ठिकाना है
तुम्हारे दर से कहाँ उठके हमको जाना है
जो हो सके तो
जो हो सके तो मुकद्दर मेरा जगा देना
तुम्हीं ने दर्द दिया है तुम्ही दवा देना
गरीब जान के

मिला क़रार न दिल को किसी बहाने से
मिला क़रार न दिल को किसी बहाने से
तुम्हारी आस लगाए हैं इक ज़माने से
कभी तो अपनी
कभी तो अपनी मुहब्बत का आसरा देना
तुम्हीं ने दर्द दिया है तुम्ही दवा देना
गरीब जान के

नज़र तुम्हारी मेरे दिल की बात कहती है
नज़र तुम्हारी मेरे दिल की बात कहती है
तुम्हारी याद तो दिन रात साथ रहती है
तुम्हारी याद को
तुम्हारी याद को मुश्क़िल है अब भुला देना
तुम्हीं ने दर्द दिया है तुम्ही दवा देना
तुम्हीं ने दर्द दिया

मिलेगा क्या जो ये दुनिया हमें सताएगी
मिलेगा क्या जो ये दुनिया हमें सताएगी
तुम्हारे बिन तो हमें मौत भी न आएगी
किसी के प्यार को
किसी के प्यार को आसान नहीं मिटा देना
तुम्हीं ने दर्द दिया है तुम्ही दवा देना
गरीब जान के.

Gareeb Janke Hamko Lyrics in English :

Gareeb jaan ke
Gareeb jaan ke ham ko na tum mita dena
Tumhi ne dard diyaa
Tumhi ne dard diyaa hai tumhi dawaa dena
Gareeb jaan ke

Lagi hai chot kaleje pe umr bhar ke liye
Lagi hai chot kaleje pe umr bhar ke liye
Tadap rahe hain muhabbat mein ik nazar ke liye
Nazar milaake
Nazar milaake muhabbat se muskura dena
Tumhi ne dard diyaa hai tumhi dawaa dena
Gareeb jaan ke

Jahaan mein aur hamaara kahaan thikaana hai
Jahaan mein aur hamaara kahaan thikaana hai
Tumhaare dar se kahaan uthke hamko jaana hai
Jo ho sake to
Jo ho sake to muqaddar mera jagaa dena
Tumhi ne dard diyaa hai tumhi dawaa dena
Gareeb jaan ke

Milaa qaraar na dil ko kisi bahaane se
Milaa qaraar na dil ko kisi bahaane se
Tumhaari aas lagaaye hain ik zamaane se
Kabhi to apni
Kabhi to apni muhabbat ka aasraa dena
Tumhi ne dard diyaa hai tumhi dawaa dena
Gareeb jaan ke

Nazar tumhaari mere dil ki baat kahti hai
Nazar tumhaari mere dil ki baat kahti hai
Tumhaari yaad to din raat saath rahti hai
Tumhaari yaad ko
Tumhaari yaad ko mushqil hai ab bhula dena
Tumhi ne dard diyaa hai tumhi dawaa dena
Tumhi ne dard diyaa

Milega kya jo ye duniya hamen sataayegi
Milega kya jo ye duniya hamen sataayegi
Tumhaare bin to hamen maut bhi na aayegi
Kisi ke pyaar ko
Kisi ke pyaar ko aasaan nahin mita dena
Tumhi ne dard diyaa hai tumhi dawaa dena
Gareeb jaan ke.

See More Songs of Chhoo Mantar