गरीबों की दुनिया है Gareebon Ki Duniyaa Hai Lyrics in Hindi from Tadbir

Gareebon Ki Duniyaa Hai Lyrics in Hindi. गरीबों की दुनिया है song from Tadbir. It stars K.L. Saigal, Suraiya, Mubarak,Jillo ,Sabi Rehana Sultan, Shalini, Shashi Kapoor. Singer of Gareebon Ki Duniyaa Hai is Kundan Lal Saigal, Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya). Lyrics are written by Swami Ramanand Saraswati Music is given by Lal Mohammad

Song Name : Gareebon Ki Duniyaa Hai
Album / Movie : Tadbir
Star Cast : K.L. Saigal, Suraiya, Mubarak,Jillo ,Sabi Rehana Sultan, Shalini, Shashi Kapoor
Singer : Kundan Lal Saigal, Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)
Music Director : Lal Mohammad
Lyrics by : Swami Ramanand Saraswati
Music Label : Columbia Records

Gareebon Ki Duniyaa Hai Lyrics in Hindi :

चाहे तू मिटा दे
चाहे तू बचा ले
चाहे तू मिटा दे
चाहे तू बचा ले
गरीबों की दुनिया
है तेरे हवाले
गरीबों की दुनिया
है तेरे हवाले

अरे हाँ कभी
बहती थीं यहां
दूध की नहरें
हर दिल में उठा
हर दिल में उठा
करती थीं आनंद की लहरें

अब दुःख के समंदर में हैं
हम डूबने वाले
है तेरे हवाले
है तेरे हवाले
गरीबों की दुनिया
है तेरे हवाले

गरीबों की किस्मत
गरीबों की किस्मत
कुछ ऐसी है सोई
कुछ ऐसी है सोई
जहां में नहीं
जहां में नहीं
उनका हमदर्द कोई
सब उनके लहू को
समझते हैं पानी
सब उनके लहू को
समझते हैं पानी
अब इन के लिए
अब इन के लिए
मौत है ज़िंदगानी

ना खाने को रोटी
हाँ ना खाने को रोटी
ना तन पे है कपडा
ना तन पे है कपडा
मुसीबत है
और सहने को झगड़ा
पड़े हैं ये ज़ालिम
ज़माने के पाले
पड़े हैं ये ज़ालिम
ज़माने के पाले
गरीबों की दुनिया
है तेरे हवाले

जहां को बनाएं
जहां में रहें ना
जहां को बनाएं
जहां में रहें ना
मुसीबत सहें और
मुंह से कहें ना
मुसीबत सहें और
मुंह से कहें ना

बेसब्र लाशें
हज़ारों पड़ी हैं
बेसब्र लाशें
हज़ारों पड़ी हैं
बता ऐसी हालत में
आंसू बहे ना
बता ऐसी हालत में
आंसू बहे
यूं बहते हैं
फूटे हुए दिल के छाले
यूं बहते हैं
फूटे हुए दिल के छाले
गरीबों की दुनिया
है तेरे हवाले
गरीबों की दुनिया
है तेरे हवाले
चाहे तू मिटा दे
चाहे तू बचा ले
गरीबों की दुनिया
है तेरे हवाले.

Gareebon Ki Duniyaa Hai Lyrics in English :

Chaahe tu mitaa de
Chaahe tu bachaa le
Chaahe tu mitaa de
Chaahe tu bachaa le
Gareebon ki duniyaa
Hai tere hawaale
Gareebon ki duniyaa
Hai tere hawaale

Arre haan kabhi
Bahti thhin yahaan
Doodh ki nahren
Har dil mein uthaa
Har dil mein uthaa
Karti thhin aanand ki lahren

Ab dukh ke samandar mein hain
Ham doobne waale
Hai tere hawaale
Hai tere hawaale
Gareebon ki duniyaa
Hai tere hawaale

Garibon ki kismat
Garibon ki kismat
Kuchh aisi hai soyi
Kuchh aisi hai soyi
Jahaan mein nahin
Jahaan mein nahin
Unkaa hamdard koyi
Sab unke lahoo ko
Samjhte hain paani
Sab unke lahoo ko
Samjhte hain paani
Ab in ke liye
Ab in ke liye
Maut hai zindgaani

Naa khaane ko roti
Haan naa khaane ko roti
Naa tan pe hai kapdaa
Naa tan pe hai kapdaa
Museebat hai
Aur sahne ko jhagdaa
Pade hain ye zaalim
Zamaane ke paale
Pade hain ye zaalim
Zamaane ke paale
Gareebon ki duniyaa
Hai tere hawaale

Jahaan ko banaayen
Jahaan mein rahen naa
Jahaan ko banaayen
Jahaan mein rahen naa
Museebat sahen aur
Munh se kahen naa
Museebat sahen aur
Munh se kahen naa

Besabr laashen
Hazaaron padi hain
Besabr laashen
Hazaaron padi hain
Bataa aisi haalat mein
Aansoo bahen naa
Bataa aisi haalat mein
Aansoo bahen
Yoon bahte hain
Phoote huye dil ke chhaale
Yoon bahte hain
Phoote huye dil ke chhaale
Gareebon ki duniyaa
Hai tere hawaale
Gareebon ki duniyaa
Hai tere hawaale
Chaahe tu mitaa de
Chaahe tu bachaa le
Gareebon ki duniyaa
Hai tere hawaale.

See More Songs of Tadbir