हसरते बर्बाद हैं Hasrate Barbaad Hain Lyrics in Hindi from Laila (1954)

Hasrate Barbaad Hain Lyrics in Hindi. हसरते बर्बाद हैं song from Laila 1954. It stars Daljit Shakiola, Hiralal, Noorjehan, Durga Khote, Kammo, Shakila. Singer of Hasrate Barbaad Hain is Asha Bhosle. Lyrics are written by Mulkraj Bhakri Music is given by A.R. Qureshi

Song Name : Hasrate Barbaad Hain
Album / Movie : Laila 1954
Star Cast : Daljit Shakiola, Hiralal, Noorjehan, Durga Khote, Kammo, Shakila
Singer : Asha Bhosle
Music Director : A.R. Qureshi
Lyrics by : Mulkraj Bhakri
Music Label : Saregama

Hasrate Barbaad Hain Lyrics in Hindi :

हसरते बर्बाद हैं
अरमान हमारे लुट गए
हसरते बर्बाद हैं
अरमान हमारे लुट गए
प्यार की मंज़िल से पहले
ग़म के मारे लुट गए

चांदनी रातें वो
चोरी की मुलाक़ाते कहा
ख्वाब हो कर रह गयी
वो प्यार की बातें कहा
अब अँधेरा आसमान है
चाँद तारे लुट गए
प्यार की मंज़िल से पहले
ग़म के मारे लुट गए

ा के तुझ बिन हर कदम पर
ठोकरें खाते हैं हम
भूलने वाले कभी
तुझको भी याद आते हैं
हम आसरा तेरा है बाक़ी
सब सहारे लुट गए ऐ
प्यार की मंज़िल से पहले
ग़म के मारे लुट गए

दरबदर हैं जैसे
की मेरा खुदा कोई नहीं
दरबदर हैं जैसे
की मेरा खुदा कोई नहीं
डूबती कश्ती हूँ
जिसका नाखुदा कोई नहीं
मौजें अब रोयें कहा
जाकर किनारे लुट गए
प्यार की मंज़िल से पहले
ग़म के मारे लुट गए.

Hasrate Barbaad Hain Lyrics in English :

Hasrate barbaad hain
Armaan hamare lut gaye
Hasrate barbaad hain
Armaan hamare lut gaye
Pyaar ki manzil se pehle
Gham ke maare lut gaye

Chaandni raaten wo
Chori ki mulaqaate kaha
Khwaab ho kar reh gayi
Wo pyaar ki baaten kaha
Ab andhera aasman hai
Chaand taare lut gaye
Pyaar ki manzil se pehle
Gham ke maare lut gaye

Aa ke tujh bin har kadam per
Thokaren khaate hain ham
Bhulne waale kabhi
Tujhko bhi yaad aate hain
Ham aasra tera hai baaqi
Sab sahaare lut gaye ae
Pyaar ki manzil se pehle
Gham ke maare lut gaye

Darbadar hain jaise
Ki mera khuda koi nahi
Darbadar hain jaise
Ki mera khuda koi nahi
Dubti kashti hun
Jiska naakhuda koi nahi
Maujen ab royen kaha
Jaakar kinaare lut gaye
Pyaar ki manzil se pehle
Gham ke maare lut gaye.

See More Songs of Laila 1954