इन लम्हों के दामन में In Lamhon Ke Daaman Mein Lyrics in Hindi from Jodhaa Akbar (2008)

In Lamhon Ke Daaman Mein Lyrics in Hindi. इन लम्हों के दामन में song from Jodhaa Akbar 2008. It stars Hrithik Roshan, Aishwarya Rai Bachchan, Sonu Sood. Singer of In Lamhon Ke Daaman Mein is Madhushree, Sonu Nigam. Lyrics are written by Javed Akhtar Music is given by A.R. Rahman

Song Name : In Lamhon Ke Daaman Mein
Album / Movie : Jodhaa Akbar 2008
Star Cast : Hrithik Roshan, Aishwarya Rai Bachchan, Sonu Sood
Singer : Madhushree, Sonu Nigam
Music Director : A.R. Rahman
Lyrics by : Javed Akhtar
Music Label : UTV Music

In Lamhon Ke Daaman Mein Lyrics in Hindi :

इन लम्हों के दामन में
पाकीज़ा से रिश्ते हैं
कोई कलमा मोहबत का
दोहराते फ़रिश्ते हैं

खामोश सी है ज़मीन हैरान सा फ़लक है
एक नूर ही नूर सा अब्ब आसमाँ तलक है
नग्में ही नग्में है जगती सोती फ़िज़ाओं में
हुस्न है साडी अदाओं में
इश्क़ है जैसे हवाओं में

ू..नग्में ही नग्में है जगती सोती फ़िज़ाओं में
हुस्न है साडी अदाओं में
इश्क़ है जैसे हवाओं में

कैसे यह इश्क़ है
कैसा यह ख्वाब है
कैसे जज़्बात का उमड़ा सैलाब है

कैसे यह इश्क़ है
कैसा यह ख्वाब है
कैसे जज़्बात का उमड़ा सैलाब है
दिन बदले रातें बदली
जीने के अंदाज़ ही बदले हैं

इन लम्हों के दामन में
पाकीज़ा से रिश्ते हैं
कोई कलमा मोहबत का
दोहराते फ़रिश्ते हैं

समय ने यह क्या किया
बदल दी है काया
तुम्हें मेने पा लिए
मुझे तुमने पाया

मिले देखो ऐसे है हम
के दो सुर हो जैसे मद्धम
कोई ज्यादा न कोई काम
किसे आग में के प्रेम आग में
जलते दोनों ही थे तन भी मान भी
मान भी है तन भी

मेरे ख़्वाबों के इस गुलिस्तां में
तुमसे ही तुम बहार छाई है
फूलों में रंग नहीं थे लेकिन
दिल में खुश्बूं तुम्ही से आई है

क्यों है यह आरज़ू
क्यों है यह ज़ुस्तज़ु
क्यों दिल बेचैन है
क्यों दिल बेताब है

क्यों है यह आरज़ू
क्यों है यह ज़ुस्तज़ु
क्यों दिल बेचैन है
क्यों दिल बेताब है
दिन बदले रातें बदली बाटें बदली
जीने के अंदाज़ ही बदले हैं

इन लम्हों के दामन में
पाकीज़ा से रिश्ते हैं
कोई कलमा मोहबत का
दोहराते फ़रिश्ते हैं

नग्में ही नग्में है जगती सोती फ़िज़ाओं में
हुस्न है साडी अदाओं में
इश्क़ है जैसे हवाओं में
इश्क़ है जैसे हवाओं में.

In Lamhon Ke Daaman Mein Lyrics in English :

In lamhon ke daaman mein
Pakiza se riste hain
Koi kalma mohabat ka
Dohrate farishte hain

Khamosh si hai zameeen hairaan sa falak hai
Ek noor hi noor sa abb aasmaan talak hai
Nagmein hi nagmein hai jagti soti fizaon mein
Husn hai sari adaon mein
Ishq hai jaise hawaon mein

Oo..nagmein hi nagmein hai jagti soti fizaon mein
Husn hai sari adaon mein
Ishq hai jaise hawaon mein

Kaise yeh ishq hai
Kaisa yeh khwaab hai
Kaise jazbaat ka umda sailab hai

Kaise yeh ishq hai
Kaisa yeh khwaab hai
Kaise jazbaat ka umda sailab hai
Din badle raatein badli
Jeene ke andaaz hi badle hain

In lamhon ke daaman mein
Pakiza se riste hain
Koi kalma mohabat ka
Dohrate farishte hain

Samay ne yeh kya kiya
Badal di hai kaya
Tumhein mene paa liye
Mujhe tumne paya

Mile dekho aise hai hum
Ke do sur ho jaise madham
Koi jyada na koi kaam
Kise aag mein ke prem aag mein
Jalte dono hi the tan bhi maan bhi
Maan bhi hai tan bhi

Mere khwaabon ke is gulistaan mein
Tumse hi tum bahar chai hai
Phoolon mein rang nahi the lekin
Dil mein khusboon tumhi se aai hai

Kyon hai yeh arzoo
Kyon hai yeh zustzu
Kyon dil bechain hai
Kyon dil betaab hai

Kyon hai yeh arzoo
Kyon hai yeh zustzu
Kyon dil bechain hai
Kyon dil betaab hai
Din badle raatein badli baatien badli
Jeene ke andaaz hi badle hain

In lamhon ke daaman mein
Pakiza se riste hain
Koi kalma mohabat ka
Dohrate farishte hain

Nagmein hi nagmein hai jagti soti fizaon mein
Husn hai sari adaon mein
Ishq hai jaise hawaon mein
Ishq hai jaise hawaon mein.

See More Songs of Jodhaa Akbar 2008