इस टूटे हुए दिल का Is Toote Huye Dil Ka Lyrics in Hindi from Chhoti Si Duniya (1953)

Is Toote Huye Dil Ka Lyrics in Hindi. इस टूटे हुए दिल का song from Chhoti Si Duniya 1953. It stars Sheela Naik. Singer of Is Toote Huye Dil Ka is G. M. Durrani. Lyrics are written by Bekal Utsahi Music is given by Rajhans Kataria

Song Name : Is Toote Huye Dil Ka
Album / Movie : Chhoti Si Duniya 1953
Star Cast : Sheela Naik
Singer : G. M. Durrani
Music Director : Rajhans Kataria
Lyrics by : Bekal Utsahi
Music Label : Saregama

Is Toote Huye Dil Ka Lyrics in Hindi :

इस टूटे हुए दिल का
अब कौन सहारा है
इस टूटे हुए दिल का
अब कौन सहारा है
अपने न बने अपने
अब कौन हमारा है
इस टूटे हुए दिल का

ऐ दुनिया बेटा हमको
जाएँ तो किधर जाएँ
ऐ दुनिया बेटा हमको
जाएँ तो किधर जाएँ
हमको तो नज़र आती
मंज़िल न किनारा है
अपने न बने अपने
अब कौन हमारा है
इस टूटे हुए दिल का

जीना भी अगर चाहें
किस ास पे हम जिये
जीना भी अगर चाहें
किस ास पे हम जिये
उम्मीद के आकाश पे
अब चाँद न टारा है
अपने न बने अपने
अब कौन हमारा है
इस टूटे हुए दिल का

अब किस से गिला शिकवा
और किस से शिकायत हो
अब किस से गिला शिकवा
और किस से शिकायत हो
तक़दीर के मारों को
तक़दीर ने मारा है
अपने न बने अपने
अब कौन हमारा है
इस टूटे हुए दिल का
अब कौन सहारा है
इस टूटे हुए दिल का.

Is Toote Huye Dil Ka Lyrics in English :

Is toote huye dil ka
Ab kaun sahaara hai
Is toote huye dil ka
Ab kaun sahaara hai
Apne na baney apne
Ab kaun hamaara hai
Is toote huye dil ka

Ae duniya bataa hamko
Jaayein to kidhar jaayein
Ae duniya bataa hamko
Jaayein to kidhar jaayein
Hamko to nazar aati
Manzil na kinaara hai
Apne na baney apne
Ab kaun hamaara hai
Is toote huye dil ka

Jeena bhi agar chaahen
Kis aas pe ham jiyein
Jeena bhi agar chaahen
Kis aas pe ham jiyein
Ummeed ke aakash pe
Ab chaand na taara hai
Apne na baney apne
Ab kaun hamaara hai
Is toote huye dil ka

Ab kis se gila shikwaa
Aur kis se shikaayat ho
Ab kis se gila shikwaa
Aur kis se shikaayat ho
Taqdeer ke maaron ko
Taqdeer ne maara hai
Apne na baney apne
Ab kaun hamaara hai
Is toote huye dil ka
Ab kaun sahaara hai
Is toote huye dil ka.

See More Songs of Chhoti Si Duniya 1953