जगी हुयी फ़िज़ाएं Jagi Huyi Fizayen Lyrics in Hindi from Aur Pyaar Ho Gaya (1997)

Jagi Huyi Fizayen Lyrics in Hindi. जगी हुयी फ़िज़ाएं song from Aur Pyaar Ho Gaya 1997. It stars Bobby Deol, Aishwarya Rai, Shammi Kapoor, Anupam Kher. Singer of Jagi Huyi Fizayen is Asha Bhosle, Udit Narayan. Lyrics are written by Javed Akhtar Music is given by Nusrat Fateh Ali Khan

Song Name : Jagi Huyi Fizayen
Album / Movie : Aur Pyaar Ho Gaya 1997
Star Cast : Bobby Deol, Aishwarya Rai, Shammi Kapoor, Anupam Kher
Singer : Asha Bhosle, Udit Narayan
Music Director : Nusrat Fateh Ali Khan
Lyrics by : Javed Akhtar
Music Label : Saregama

Jagi Huyi Fizayen Lyrics in Hindi :

आगि हुई फ़िज़ाएं हैं
तेरे लिए मेरे लिए
गाती हुई हवाएँ हैं
तेरे लिए मेरे लिए
फूलों में ताज़गी सी है
राहों में रोशनी सी है
दिन में भी चांदनी सी है
मेरे सनम
तेरे लिए मेरे लिए

जागी हुई फ़िज़ाएं हैं
तेरे लिए मेरे लिए
गाती हुई हवाएँ हैं
तेरे लिए मेरे लिए
फूलों में ताज़गी सी है
राहों में रोशनी सी है
दिन में भी चांदनी सी है
मेरे सनम
तेरे लिए मेरे लिए

जागी हुई फ़िज़ाएं हैं
तेरे लिए मेरे लिए
गाती हुई हवाएँ हैं तेरे लिए

लायी है कैसी ख़ुशी
तेरे मेरे पहले पहले
प्यार में खोयी खोयी ज़िन्दगी
लायी है कैसी ख़ुशी
तेरे मेरे पहले पहले
प्यार में खोयी खोयी ज़िन्दगी
कब ऐसा था समा कब थी ये दिलकशी
कलियों की चुनरी ढल्की है
लहरों से मस्ती छल्की है
सपनों की दुनिया झलकी है
मेरे सनम
तेरे लिए मेरे लिए

जागी हुई फ़िज़ाएं हैं
तेरे लिए मेरे लिए
गाती हुई हवाएँ हैं तेरे लिए

आ…ोू…

सुनते हैं ये वादियां
धीरे धीरे हौले हौले
कहते हैं दो दिल दास्ताँ
सुनते हैं ये वादियां
धीरे धीरे हौले हौले
कहते हैं दो दिल दास्ताँ
है जैसे थम गया
मौसम का कारवां
भँवरे जो गुनगुनाते हैं
झोंके सो सनसनाते
कुछ तार झनझनाते हैं
मेरे सनम
तेरे लिए मेरे लिए

जागी हुई फ़िज़ाएं हैं
तेरे लिए मेरे लिए
गाती हुई हवाएँ हैं
तेरे लिए मेरे लिए
फूलों में ताज़गी सी है
राहों में रोशनी सी है
दिन में भी चांदनी सी है
मेरे सनम
तेरे लिए मेरे लिए

जागी हुई फ़िज़ाएं हैं
तेरे लिए मेरे लिए
गाती हुई हवाएँ हैं
तेरे लिए.

Jagi Huyi Fizayen Lyrics in English :

Aagi hui fizayein hain
Tere liye mere liye
Gaati hui hawayein hain
Tere liye mere liye
Phoolon mein taazgi si hai
Raahon mein roshani si hai
Din mein bhi chaandni si hai
Mere sanam
Tere liye mere liye

Jaagi hui fizayein hain
Tere liye mere liye
Gaati hui hawayein hain
Tere liye mere liye
Phoolon mein taazgi si hai
Raahon mein roshani si hai
Din mein bhi chaandni si hai
Mere sanam
Tere liye mere liye

Jaagi hui fizayein hain
Tere liye mere liye
Gaati hui hawayein hain tere liye

Laayi hai kaisi khushi
Tere mere pehle pehle
Pyaar mein khoyi khoyi zindagi
Laayi hai kaisi khushi
Tere mere pehle pehle
Pyaar mein khoyi khoyi zindagi
Kab aisa tha samaa kab thi ye dilkashi
Kaliyon ki chunari dhalki hai
Lehron se masti chhalki hai
Sapnon ki duniya jhalki hai
Mere sanam
Tere liye mere liye

Jaagi hui fizayein hain
Tere liye mere liye
Gaati hui hawayein hain tere liye

Aa…ooo…

Sunte hain ye vaadiyaan
Dheere dheere haule haule
Kehte hain do dil daastaan
Sunte hain ye vaadiyaan
Dheere dheere haule haule
Kehte hain do dil daastaan
Hai jaise tham gaya
Mausam ka karvaan
Bhanvre jo gungunaate hain
Jhonke so sansanaate
Kuchh taar jhanjhanaate hain
Mere sanam
Tere liye mere liye

Jaagi hui fizayein hain
Tere liye mere liye
Gaati hui hawayein hain
Tere liye mere liye
Phoolon mein taazgi si hai
Raahon mein roshani si hai
Din mein bhi chaandni si hai
Mere sanam
Tere liye mere liye

Jaagi hui fizayein hain
Tere liye mere liye
Gaati hui hawayein hain
Tere liye.

See More Songs of Aur Pyaar Ho Gaya 1997