झूमती घटा में ओह Jhoomti Ghata Mein Oh Lyrics in Hindi from Shakti (1982)

Jhoomti Ghata Mein Oh Lyrics in Hindi. झूमती घटा में ओह song from Shakti 1982. It stars Dilip Kumar, Amitabh Bachchan, Raakhee Gulzar, Smita Patil, Kulbhushan Kharbanda, Amrish Puri. Singer of Jhoomti Ghata Mein Oh is Mohammad Salamat. Lyrics are written by Anand Bakshi Music is given by Rahul Dev Burman

Song Name : Jhoomti Ghata Mein Oh
Album / Movie : Shakti 1982
Star Cast : Dilip Kumar, Amitabh Bachchan, Raakhee Gulzar, Smita Patil, Kulbhushan Kharbanda, Amrish Puri
Singer : Mohammad Salamat
Music Director : Rahul Dev Burman
Lyrics by : Anand Bakshi
Music Label : Saregama

Jhoomti Ghata Mein Oh Lyrics in English :

Jhoomti ghata mein oh
Jhoomti ghata mein
Chaand dekho chup gaya
Haaye maare sharam ke
Jhoomti ghata mein
Chaand dekho chup gaya
Haaye maare sharam ke
Pa hi na saka husn tere
Jaise kabhi woh
Kasam se kasam se
Jhoomti ghata mein
Chaand dekho chup gaya
Haaye maare sharam ke
Aasman pe thodi der
Koyi apna rang
Dekhati woh dhanak hai
Aasman pe thodi der
Koyi apna rang dekhati
Woh dhanak hai
Usko shayad aisa hi lage
Hai saare rango pe rango ki

Saare rango pe uska hak hai
Tujhpe jab pade nazar
Woh chhup hi jaati hai
Tujhpe jab pade nazar
Woh chhup hi jaati hai
Haaye maare sharam
Ke haaye maare sharam ke
Pa hi na saki rang tere
Jaise kabhi woh
Kasam se kasam se
Jhoomti ghata mein
Chaand dekho chup gaya
Shor yun machati hai
Yeh lehren josh yun
Dekhta hai samundar
Shor yun machati hai
Yeh lehren josh yun
Dekhta hai samundar
Ousko yun lage hai
Gaehrahi jaise chuphi
Hai haan chuphi hai

Jaise chuppi hai bas uske andhar
Jab teri nazar pade
Woh tham hi jaata hai
Jab teri nazer pade
Woh tham hi jaata hai
Maare sharam ke haaye
Maare sharam ke
Pa hi na saka gehrahi
Teri aankhon ki woh
Kasam se kasam se
Jhoomti ghata mein
Chaand dekho chup gaya
Haaye maare sharam ke
Pa hi na saki rang tere
Jaise kabhi woh
Kasam se kasam se
Kasam se kasam se.

See More Songs of Shakti 1982