जितने घुंघरू जेड Jitne Ghungroo Jade Lyrics in Hindi from Hum Se Na Takrana (1990)

Jitne Ghungroo Jade Lyrics in Hindi. जितने घुंघरू जेड song from Hum Se Na Takrana 1990. It stars Dharmendra, Shatrughan Sinha, Mithun Chakraborty, Kimi Katkar, Anita Raj. Singer of Jitne Ghungroo Jade is Anupama Deshpande, Kavita Krishnamurthy. Lyrics are written by Anand Bakshi Music is given by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)

Song Name : Jitne Ghungroo Jade
Album / Movie : Hum Se Na Takrana 1990
Star Cast : Dharmendra, Shatrughan Sinha, Mithun Chakraborty, Kimi Katkar, Anita Raj
Singer : Anupama Deshpande, Kavita Krishnamurthy
Music Director : Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Lyrics by : Anand Bakshi
Music Label : T-Series

Jitne Ghungroo Jade Lyrics in Hindi :

जान से गए जहाँ से गए
जान से गए जहाँ से गए
कितने आशिक मोहब्बत में काटल हो गए
हो भीड़ वैसी की वैसी वैसी की वैसी
हैं मफतर में

जितने घुँघरू जड़े हैं मेरी पायल में
उतने आशिक़ खड़े हैं मेरी महफ़िल में
जितने घुँघरू जड़े हैं मेरी पायल में
उतने आशिक़ खड़े हैं मेरी महफ़िल में
उतने आशिक़ खड़े हैं मेरी महफ़िल में

जितने घुँघरू जड़े हैं मेरी पायल में
उतने आशिक़ खड़े हैं मेरी महफ़िल में
नाम के वास्ते नाम हैं कुछ मेरा
लोग कहते है मुझको मगर दिलरुबा
नाम के वास्ते नाम है कुछ मेरा
लोग कहते है मुझको मगर दिलरुबा

मुझसे मिलना हो तो लिखलो मेरा पता
हो कहा रहती हू मैं आपके दिल में
जितने घुँघरू जड़े हैं मेरी पायल में
उतने आशिक़ खड़े हैं मेरी महफ़िल में
जितने घुँघरू जड़े हैं मेरी पायल में
उतने आशिक़ खड़े हैं मेरी महफ़िल में

इस तालुक़ को हम तोड़ सकते नहीं
और रिस्ता कही झोड़ सकते नहीं
इस तालुक़ को हम तोड़ सकते नहीं
और रिस्ता कही झोड़ सकते नहीं
एक दूजे को हम छोड़ सकते नहीं
में भी मुश्किल हो तो भी मुश्किल में

जितने घुँघरू जड़े हैं मेरी पायल में
उतने आशिक़ खड़े हैं मेरी महफ़िल में
जितने घुँघरू जड़े हैं मेरी पायल में
उतने आशिक़ खड़े हैं मेरी महफ़िल में

मेरी दिलकश अदाओं का क्या कहना
मेरी दिलकश अदाओं का क्या कहना
इश्क़ की वफाओ का क्या कहना
इश्क़ की वफाओ का क्या कहना

हुस्न की इन झ्फओ का क्या कहना
बिजलिया जिस तरह किसी बदल में
जितने घुँघरू जड़े हैं मेरी पायल में
उतने आशिक़ खड़े हैं मेरी महफ़िल में
उतने आशिक़ खड़े हैं मेरी महफ़िल में

जितने घुँघरू जड़े हैं मेरी पायल में
उतने आशिक़ खड़े हैं मेरी महफ़िल में
जितने घुँघरू जड़े हैं मेरी पायल में
उतने आशिक़ खड़े हैं मेरी महफ़िल में.

Jitne Ghungroo Jade Lyrics in English :

Jan se gaye jahan se gaye
Jan se gaye jahan se gaye
Kitne aashik mohabbat mein katal ho gaye
Ho bhid waisi ki waisi waisi ki waisi
Hain maftar mein

Jitne ghunghroo jade hain meri payal mein
Utne aashiq khade hain meri mahfil mein
Jitne ghunghroo jade hain meri payal mein
Utne aashiq khade hain meri mahfil mein
Utne aashiq khade hain meri mahfil mein

Jitne ghunghroo jade hain meri payal mein
Utne aashiq khade hain meri mahfil mein
Naam ke waste naam hain kuchh mera
Log kahte hai mujhko magar dilruba
Naam ke waste nam hai kuchh mera
Log kahte hai mujhko magar dilruba

Mujhse milna ho to likhlo mera pata
Ho kaha rahti hu main aapke dil mein
Jitne ghunghroo jade hain meri payal mein
Utne aashiq khade hain meri mahfil mein
Jitne ghunghroo jade hain meri payal mein
Utne aashiq khade hain meri mahfil mein

Is taluq ko hum tod sakte nahi
Aur rista kahi jhod sakte nahi
Is taluq ko hum tod sakte nahi
Aur rista kahi jhod sakte nahi
Ek duje ko hum chhod sakte nahin
Me bhi mushqil hu tu bhi mushqil men

Jitne ghunghroo jade hain meri payal mein
Utne aashiq khade hain meri mahfil mein
Jitne ghunghroo jade hain meri payal mein
Utne aashiq khade hain meri mahfil mein

Meri dilkash adao ka kya kahna
Meri dilkash adao ka kya kahna
Ishq ki wafao ka kya kahna
Ishq ki wafao ka kya kahna

Husn ki in jhfao ka kya kahna
Bijliya jis tarah kisi badal mein
Jitne ghunghroo jade hain meri payal mein
Utne aashiq khade hain meri mahfil mein
Utne aashiq khade hain meri mahfil mein

Jitne ghunghroo jade hain meri payal mein
Utne aashiq khade hain meri mahfil mein
Jitne ghunghroo jade hain meri payal mein
Utne aashiq khade hain meri mahfil mein.

See More Songs of Hum Se Na Takrana 1990