कोई है दीवाना Koi Hai Deewana Lyrics in Hindi from Kaala Samrajya (1999)

Koi Hai Deewana Lyrics in Hindi. कोई है दीवाना song from Kaala Samrajya 1999. It stars Suniel Shetty, Monica Bedi, Amrish Puri, Tej Sapru. Singer of Koi Hai Deewana is Arun Bakshi, Suneeta Rao. Lyrics are written by Sameer Music is given by Anand Shrivastav, Milind Shrivastav

Song Name : Koi Hai Deewana
Album / Movie : Kaala Samrajya 1999
Star Cast : Suniel Shetty, Monica Bedi, Amrish Puri, Tej Sapru
Singer : Arun Bakshi, Suneeta Rao
Music Director : Anand Shrivastav, Milind Shrivastav
Lyrics by : Sameer

Koi Hai Deewana Lyrics in Hindi :

कोई है दीवाना
दिल में किसी के दिल में है मस्ती
कोई है दीवाना
दिल में किसी के दिल में है मस्ती
कोई है मस्ताना
लब पे किसी के लब पे है मस्ती

मस्ती चाँद की आँखों में
मस्ती चांदनी रातों में
मस्ती हुस्न के जलवों में
मस्ती इश्क़ को बातो में
मस्ती चाँद की आँखों में
मस्ती चांदनी रातों में
मस्ती हुस्न के जलवों में
मस्ती इश्क़ को बातो में
कोई है दीवाना
दिल में किसी के दिल में है मस्ती
कोई है मस्ताना
लब पे किसी के लब पे है मस्ती

सागर सरब सकीय सबब
हर चीज़ है यहाँ पर
सबनम गुलाम पर्दा हिजाब
क्या आरज़ू है दिलबर
सागर सरब सकीय सबब
हर चीज़ है यहाँ पर
सबनम गुलाम पर्दा हिजाब
क्या आरज़ू है दिलबर
घुँघरू में सदा है पायल की
मत पुछ तमन्ना घायल की
घुँघरू में सदा है पायल की
मत पुछ तमन्ना घायल की
घायल की घायल की घायल की
कोई है दीवाना
दिल में किसी के दिल में है मस्ती
कोई है मस्ताना
लब पे किसी के लब पे है मस्ती

पलकें झुकी है पलकें उठी है
सपनो का राज़ गहरे
बच बच के यार तुम कहना प्यार
धड़कन पे भी है पहरा
पलकें झुकी है पलकें उठी है
सपनो का राज़ गहरे
बच बच के यार तुम कहना प्यार
धड़कन पे भी है पहरा
दुश्मन है जमाना चाहत का
मौका न कभी दे रहत का
दुश्मन है जमाना चाहत का
मौका न कभी दे रहत का
रहत का रहत का रहत का
कोई है दीवाना
दिल में किसी के दिल में है मस्ती
कोई है मस्ताना
लब पे किसी के लब पे है मस्ती.

Koi Hai Deewana Lyrics in English :

Koi hai deewana
Dil mein kisi ke dil mein hai masti
Koi hai deewana
Dil mein kisi ke dil mein hai masti
Koi hai mastana
Lab pe kisi ke lab pe hai masti

Masti chand ki aankho mein
Masti chandani rato mein
Masti husn ke jalwo mein
Masti ishk ko baato mein
Masti chand ki aankho mein
Masti chandani raato mein
Masti husn ke jalwo mein
Masti ishk ko baato mein
Koi hai deewana
Dil mein kisi ke dil mein hai masti
Koi hai mastana
Lab pe kisi ke lab pe hai masti

Sagar sarab saki sabab
Har cheez hai yaha par
Sabnam gulam parda hizab
Kya aarzu hai dilbar
Sagar sarab saki sabab
Har cheez hai yaha par
Sabnam gulam parda hizab
Kya aarzu hai dilbar
Ghunghru mein sada hai payal ki
Mat puchh tamanna ghayal ki
Ghunghru mein sada hai payal ki
Mat puchh tamanna ghayal ki
Ghayal ki ghayal ki ghayal ki
Koi hai deewana
Dil mein kisi ke dil mein hai masti
Koi hai mastana
Lab pe kisi ke lab pe hai masti

Palke jhuki hai palke uthi hai
Sapno ka raaz gahra
Bach bach ke yar tum kahna pyar
Dhadkan pe bhi hai pahra
Palke jhuki hai palke uthi hai
Sapno ka raaz gahra
Bach bach ke yar tum kahna pyar
Dhadkan pe bhi hai pahra
Dushman hai jamana chahat ka
Mauka na kabhi de rahat ka
Dushman hai jamana chahat ka
Mauka na kabhi de rahat ka
Rahat ka rahat ka rahat ka
Koi hai deewana
Dil mein kisi ke dil mein hai masti
Koi hai mastana
Lab pe kisi ke lab pe hai masti.

See More Songs of Kaala Samrajya 1999