लोग औरत को फ़क़त Log Aurat Ko Fakat Lyrics in Hindi from Insaf Ka Tarazu (1980)

Log Aurat Ko Fakat Lyrics in Hindi. लोग औरत को फ़क़त song from Insaf Ka Tarazu 1980. It stars Raj Babbar, Zeenat Aman, Deepak Parashar, Padmini Kolhapure, Iftekhar, Shreeram Lagoo, Simi Garewal, Jagdish Raaj, Vijay Sharma, Sunil Dhawan, Prem Sagar, Om Shiv Puri, Sujit Kumar, Yunus Parvez, Hiralal, Dharmendra. Singer of Log Aurat Ko Fakat is Asha Bhosle. Lyrics are written by Sahir Ludhianvi Music is given by Ravindra Jain

Song Name : Log Aurat Ko Fakat
Album / Movie : Insaf Ka Tarazu 1980
Star Cast : Raj Babbar, Zeenat Aman, Deepak Parashar, Padmini Kolhapure, Iftekhar, Shreeram Lagoo, Simi Garewal, Jagdish Raaj, Vijay Sharma, Sunil Dhawan, Prem Sagar, Om Shiv Puri, Sujit Kumar, Yunus Parvez, Hiralal, Dharmendra
Singer : Asha Bhosle
Music Director : Ravindra Jain
Lyrics by : Sahir Ludhianvi
Music Label : Saregama

Log Aurat Ko Fakat Lyrics in Hindi :

लोग औरत को फ़क़त जिस्म समझ लेते हैं
लोग औरत को फ़क़त जिस्म समझ लेते हैं
रूह भी होती हैं उसमे ये कहाँ सोचते हैं
लोग औरत को फ़क़त जिस्म समझ लेते हैं

रूह क्या होती हैं इससे उन्हें मतलब ही नहीं
वो तो बस तन के तकाजों का कहा मानते हैं
रूह मर जाये तो
इस हकीकत को समझते हैं न पहचानते हैं
लोग औरत को फ़क़त जिस्म समझ लेते हैं

कितनी सदियों से ये वहशत का चलन जारी हैं
कितनी सदियों से हैं क़याम ये गुनाहो का रवा
लोग औरत की हर एक चीख को नग्मा समझे
हो कबीलो का ज़माना हो के शहरो का समां
लोग औरत को फ़क़त जिस्म समझ लेते हैं

जरब से नस्ल बड़े जुलम से तन मेल करे
ये अमल हम हैं बेइलम परिंदो में नहीं
हम जो इंसानो के तहजीबों लिए फिरते हैं
हम सा वेह्शी कोई जंगल के दरिन्दो में नहीं
लोग औरत को फ़क़त जिस्म समझ लेते हैं

एक मैं ही नहीं क्या जानिए कितनी होंगी
जिनको अब आईना ताकने से झिझक आती हैं
जिनके खाबो में न सहरे है न सिन्दुर न सेज
और न मुरदा हु के जीने ग़मो से छूटउ
लोग औरत को फ़क़त जिस्म समझ लेते हैं

एक बुझी ृह लुटे जिस्म के ढांचे में लिए
सोचती हूँ कि कहाँ जाके मुक्कदर फोडू
मैं न जिन्दा हु
और न मुरदा हु
लोग औरत को फ़क़त जिस्म समझ लेते हैं

कौन बतलायेगा मुझको किसे जाकर पूछो
ज़िन्दगी क़हर के सांचो में ढलेगी कब तक
कब तलक आँख न खोलेगा ज़माने का ज़मीर
जुल्म और जब्र की ये रीत चलेगी कब तक
लोग औरत को फ़क़त जिस्म समझ लेते हैं

Log Aurat Ko Fakat Lyrics in English :

Log aurat ko fakat jism samajh lete hain
Log aurat ko fakat jism samajh lete hain
Ruh bhi hoti hain usme ye kahan sochte hain
Log aurat ko fakat jism samajh lete hain

Ruh kya hoti hainm isse unhe matlab hi nahi
Wo to bas tan ke takajo ka kaha maante hain
Ruh mar jaye to, har jism hain chalti hui laash
Is hakikat ko samjhte hain na pahchante hain
Log aurat ko fakat jism samajh lete hain

Kitni sadiyo se ye vehshat ka chalan jari hain
Kitni sadiyo se hain kayam ye gunaho ka rawa
Log aurat ki har ek chikh ko nagma samjhe
Ho kabilo ka zamana ho ke shehro ka sama
Log aurat ko fakat jism samajh lete hain

Jrab se nasl bade julm se tan mel kare
Ye amal hum hain beilam parindo me nahi
Hum jo insaano ke tahjibo liye firte hain
Hum sa vehshi koi jungle ke darindo me nahi
Log aurat ko fakat jism samajh lete hain

Ek main hi nahi kya janiye kitni hongi
Jinko ab aayina takne se jhijhak aati hain
Jinke khaabo me na sahre hai na sindur na sej
Aur na murda hu ke jeene ghamo se chhutu
Log aurat ko fakat jism samajh lete hain

Ek bujhi ruh lute jism ke dhache me liye
Sochti hu ki kahan jake mukkadar fodu
Main na jinda hu, ke marne ka sahara dhundhu
Aur na murda hu, ke jeene ke gamo se chhutu
Log aurat ko fakat jism samajh lete hain

Kaun batlayega mujhko kise jakar puchhu
Zindagi kahar ke saancho me dhalegi kab tak
Kab talak aankh na kholega zamane ka zamir
Julm aur jabr ki ye reet chalegi kab tak
Log aurat ko fakat jism samajh lete hain

See More Songs of Insaf Ka Tarazu 1980