मैं हो गई दीवानी Main Ho Gayi Deewani Lyrics in Hindi from Kasam Suhaag Ki (1989)

Main Ho Gayi Deewani Lyrics in Hindi. मैं हो गई दीवानी song from Kasam Suhaag Ki 1989. It stars Dharmendra, Rekha, Danny Denzongpa, Sadashiv Amrapurkar, Jagdeep, Shakti Kapoor, Gulshan Grover, Suresh Oberoi. Singer of Main Ho Gayi Deewani is Hemlata (Lata Bhatt). Lyrics are written by Hasan Kamal Music is given by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)

Song Name : Main Ho Gayi Deewani
Album / Movie : Kasam Suhaag Ki 1989
Star Cast : Dharmendra, Rekha, Danny Denzongpa, Sadashiv Amrapurkar, Jagdeep, Shakti Kapoor, Gulshan Grover, Suresh Oberoi
Singer : Hemlata (Lata Bhatt)
Music Director : Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Lyrics by : Hasan Kamal
Music Label : T-Series

Main Ho Gayi Deewani Lyrics in Hindi :

सलामत सलामत सलामत
सलामत सलामत
मुबारक मुबारक
नज़र में उसकी सूरत और
जुबां पर नाम उसी का हैं
कभी ाचा न हो दीवाना
पण मेरा ाचा हैं
बिजली थी के शोला था
क्या जाने वो क्या था
बिजली थी के शोला था
क्या जाने वो क्या था
आफत की क़यामत थी
या नूर का जलवा था
दिल थाम लिया हमने
कुछ ऐसा नज़ारा था
मिलते ही नज़र उनसे
मिलते ही नज़र उनसे
मिलते ही नज़र उनसे
एक पंख सी लहराई
और मैं हो गई दीवानी
दीवानी हो गयी दीवानी
मैं हो गई दीवानी
दीवानी हो गयी दीवानी
मैं हो गई दीवानी दीवानी
मैं हो गई दीवानी
दीवानी हो गयी दीवानी
मैं हो गई दीवानी
मैं हो गई दीवानी

होश में आये तो हम
होश गवा बैठे थे
होश गवा बैठे थे
नाज़ बहुत था जिस पर
दिल वो लुटा बैठे थे
दिल वो लुटा बैठे थे
नाम उसका कोई
लेते हैं तो लेते ही
रट रट जो आंख
यद् ए तो हास् देते हैं
आंख से नींद सुकु
दिल चुराने वाला
तेरे सदके मुझे
दीवाना बनाने वाले
फूलो में सितारों में
गुलशन की बहारों में
फूलो में सितारों में
गुलशन की बहारों में
तन्हाई में महफ़िल में
आईने में और दिल में
हर सीन उसी की जब
हर सीन उसी की जब
हर सीन उसी की
जब तस्वीर नज़र आई तो
मैं हो गई दीवानी
दीवानी हो गयी दीवानी
मैं हो गई दीवानी
दीवानी हो गयी दीवानी
मैं हो गई दीवानी दीवानी
मैं हो गई दीवानी
दीवानी हो गयी दीवानी
मैं हो गई दीवानी
मैं हो गई दीवानी

इश्क को जुल्म मोहब्बत
को खता कहए हैं कहते हैं
हर भलि चीज़ को
जग वाले बुरा कहते हैं कहते हैं
उसको जिस रोग में
देखा वो भला लगता हो
मत कहो उसको बुरा
मुझको बुरा लगता हैं
जिसको दुनिया ने
मोहब्बत के न काबिल समझा
वो मसीहा था
जिसे अपने कातिल समझा
कातिल है तो कातिल हैं
वो प्यार के काबिल हैं
कातिल है तो कातिल हैं
वो प्यार के काबिल हैं
वो मेरी मोहब्बत हैं
वो मेरी इबादत हैं
अब उसकी मोहब्बत में
अब उसकी मोहब्बत में
अब उसकी मोहब्बत में
सोहरत होक रुस्वाई
मैं हो गई दीवानी
दीवानी हो गयी दीवानी
मैं हो गई दीवानी
दीवानी हो गयी दीवानी
मैं हो गई दीवानी दीवानी
मैं हो गई दीवानी
दीवानी हो गयी दीवानी
मैं हो गई दीवानी
मैं हो गई दीवानी

हमने दोलत के सराफत के
सितम देखे हैं
हमने गैरो के नकाबों के
भरम देखे हैं
रसम दुनिया से इसी
वास्ते बेगाने हैं
अब अगर होश मैं
हम न है तो दीवाने हैं
रहे उल्फत में
किसी चीज़ की अब छह नहीं
दिल तो दिल जान भी लूट
जाये तो परवाह नहीं
दौलत भी दिखावा हैं
इज़्ज़त भी तमाशा हैं
दौलत भी दिखावा हैं
इज़्ज़त भी तमाशा हैं
दुनिया को बहुत हमने
नज्दिल से देखा हैं
मेरे दिल नाड़ा को
मेरे दिल नाड़ा को
मेरे दिल नाड़ा को
जैसे ही समझ आई तो
मैं हो गई दीवानी
दीवानी हो गयी दीवानी
मैं हो गई दीवानी
दीवानी हो गयी दीवानी
मैं हो गई दीवानी दीवानी
मैं हो गई दीवानी
दीवानी हो गयी दीवानी
मैं हो गई दीवानी
मैं हो गई दीवानी
दीवानी दीवानी
दीवानी दीवानी
दीवानी दीवानी
दीवानी दीवानी
दीवानी दीवानी
दीवानी दीवानी
दीवानी दीवानी
दीवानी दीवानी
है जब तक ज होठो
पर यही अफ़साना रहने दो
खुदा के वास्ते लोगो
मुझे दीवाना रहने दो
दीवानी दीवानी दीवानी दीवानी
दीवानी दीवानी दीवानी दीवानी
दीवानी दीवानी दीवानी दीवानी
दीवानी दीवानी दीवानी दीवानी.

Main Ho Gayi Deewani Lyrics in English :

Salamat salamat salamat
Salamat salamat
Mubarak mubarak
Nazar mein uski surat aur
Jubaa par nam usi ka hain
Kabhi acha na ho deewana
Pan mera acha hain
Bijli thi ke shola tha
Kya jane wo kya tha
Bijli thi ke shola tha
Kya jane wo kya tha
Afat ki kayamat thi
Ya noor ka jalwa tha
Dil tham liya hamne
Kuch aisa nazara tha
Milte hi nazar unse
Milte hi nazar unse
Milte hi nazar unse
Ek pankh si lahrayi
Aur main ho gayi deewani
Deewani ho gayi deewani
Main ho gayi deewani
Deewani ho gayi deewani
Main ho gayi deewani deewani
Main ho gayi deewani
Deewani ho gayi deewani
Main ho gayi deewani
Main ho gayi deewani

Hosh mein aye to ham
Hosh gawa baithe the
Hosh gawa baithe the
Naj bahut tha jis par
Dil wo luta baithe the
Dil wo luta baithe the
Naam uska koi
Leta hain to lete hi
Rote rote jo ankh
Yad aye to has dete hain
Ankh se neend suku
Dil churane wala
Tere sadke mujhe
Deewana banane wale
Phoolo mein sitaro mein
Gulsan ki baharo mein
Phoolo mein sitaro mein
Gulsan ki baharo mein
Tanhayi mein mahfil mein
Ayine mein aur dil mein
Har seen usi ki jab
Har seen usi ki jab
Har seen usi ki
Jab tasvir nazar ayi to
Main ho gayi deewani
Deewani ho gayi deewani
Main ho gayi deewani
Deewani ho gayi deewani
Main ho gayi deewani deewani
Main ho gayi deewani
Deewani ho gayi deewani
Main ho gayi deewani
Main ho gayi deewani

Ishk ko julm mohabbat
Ko khata kahye hain kahte hain
Har bhali cheez ko
Jag wale bura kahte hain kahte hain
Usko jis rog mein
Dekha wo bhala lagta ho
Mat kaho usko bura
Mujhko bura lagta hain
Jisko duniya ne
Mohabbat ke na kabil samjha
Wo masiha tha
Jise apne katil samjha
Katil hai to katil hain
Wo pyar ke kabil hain
Katil hai to katil hain
Wo pyar ke kabil hain
Wo meri mohabbat hain
Wo meri ibadat hain
Ab uski mohabbat mein
Ab uski mohabbat mein
Ab uski mohabbat mein
Soharat hoke ruswayi
Main ho gayi deewani
Deewani ho gayi deewani
Main ho gayi deewani
Deewani ho gayi deewani
Main ho gayi deewani deewani
Main ho gayi deewani
Deewani ho gayi deewani
Main ho gayi deewani
Main ho gayi deewani

Hamne dolat ke sarafat ke
Sitam dekhe hain
Hamne gairo ke nakabo ke
Bharam dekhe hain
Rasam duniya se isi
Waste begane hain
Ab agar hosh meim
Ham na hai to deewane hain
Rahe ulfat mein
Kisi cheez ki ab chah nahi
Dil to dil jan bhi lut
Jaye to parwah nahi
Dolat bhi dikhawa hain
Izzat bhi tamasha hain
Dolat bhi dikhawa hain
Izzat bhi tamasha hain
Duniya ko bahut hamne
Najdil se dekha hain
Mere dil nadaa ko
Mere dil nadaa ko
Mere dil nadaa ko
Jaise hi samjh ayi to
Main ho gayi deewani
Deewani ho gayi deewani
Main ho gayi deewani
Deewani ho gayi deewani
Main ho gayi deewani deewani
Main ho gayi deewani
Deewani ho gayi deewani
Main ho gayi deewani
Main ho gayi deewani
Deewani deewani
Deewani deewani
Deewani deewani
Deewani deewani
Deewani deewani
Deewani deewani
Deewani deewani
Deewani deewani
Hai jab tak ja nhotho
Par yahi afsana rahne do
Khuda ke waste logo
Mujhe deewana rahne do
Deewani deewani deewani deewani
Deewani deewani deewani deewani
Deewani deewani deewani deewani
Deewani deewani deewani deewani.

See More Songs of Kasam Suhaag Ki 1989