मैं नसीब हूँ किसी और का Main Naseeb Hoon Kisi Aur Ka Lyrics in Hindi from Insaniyat (1994)

Main Naseeb Hoon Kisi Aur Ka Lyrics in Hindi. मैं नसीब हूँ किसी और का song from Insaniyat 1994. It stars Amitabh Bachchan, Sunny Deol, Raveena Tandon, Jayaprada, Chunky Pandey, Sonam. Singer of Main Naseeb Hoon Kisi Aur Ka is Anwar Hussain, Lata Mangeshkar. Lyrics are written by Anjaan Music is given by Rajesh Roshan

Song Name : Main Naseeb Hoon Kisi Aur Ka
Album / Movie : Insaniyat 1994
Star Cast : Amitabh Bachchan, Sunny Deol, Raveena Tandon, Jayaprada, Chunky Pandey, Sonam
Singer : Anwar Hussain, Lata Mangeshkar
Music Director : Rajesh Roshan
Lyrics by : Anjaan
Music Label : Venus

Main Naseeb Hoon Kisi Aur Ka Lyrics in Hindi :

मैं नसीब हूँ
मैं नसीब हूँ किसी और का
किसी और के मैं पास हूँ
जो किसी जातां से न बुझ सके
मई जनम जनम की वो प्यास हूँ
मैं नसीब हूँ किसी और का

मुझे ज़ुल्म से क्या डराये तू
मेरा साया छू न सकेगा तू
मुझे ज़ुल्म से क्या डराये तू
मेरा साया छू न सकेगा तू
मेरे जिस्म है किसी और का
किसी और के मैं पास हूँ
मैं नसीब हूँ किसी और का
किसी और के मैं पास हूँ
मैं नसीब हूँ किसी और का

कोई ज़ुल्म तुझपे करे यहाँ
तो जला के रख दूंगा दो जहाँ
तू नसीब है मेरे प्यार का
ये नसीब कभी न हो जुदा
तेरे ख़्वाबों की तेरी यादो की
तेरे साँसों की वही प्यास हूँ
जरा मुड़कर तो इधर
तेरे साथ हूँ तेरे पास हूँ.

Main Naseeb Hoon Kisi Aur Ka Lyrics in English :

Main naseeb hoon
Main naseeb hoon kisi aur ka
Kisi aur ke main paas hoon
Jo kisi jatan se na bujh sake
Mai janam janam ki wo pyas hoon
Main naseeb hoon kisi aur ka

Mujhe zulm se kya daraye tu
Mera saya chhu na sakega tu
Mujhe zulm se kya daraye tu
Mera saya chhu na sakega tu
Mere jism hai kisi aur ka
Kisi aur ke main paas hoon
Main naseeb hoon kisi aur ka
Kisi aur ke main paas hoon
Main naseeb hoon kisi aur ka

Koi zulm tujhpe kare yahan
To jala ke rakh dunga do jahan
Tu naseeb hai mere pyar ka
Ye naseeb kabhi na ho juda
Tere khawabo ki teri yaado ki
Tere saanso ki wahi pyas hoon
Jara mudkar to idhar
Tere saath hu tere paas hoon.

See More Songs of Insaniyat 1994