मजबूर किया मजबूरी Majboor Kiya Majboori Lyrics in Hindi from Majboori (1986)

Majboor Kiya Majboori Lyrics in Hindi. मजबूर किया मजबूरी song from Majboori 1986. It stars Harnam Singh, Sonu , Sunayna. Singer of Majboor Kiya Majboori is Aarti Mukherji. Music is given by N/A

Song Name : Majboor Kiya Majboori
Album / Movie : Majboori 1986
Star Cast : Harnam Singh, Sonu , Sunayna
Singer : Aarti Mukherji
Music Director : N/A
Music Label : Saregama

Majboor Kiya Majboori Lyrics in Hindi :

मजबूर किया मजबूरी ने
तक़दीर के मारे बैठे हैं
तक़दीर के मारे बैठे हैं
यह लोग जो सारे बैठे हैं
यह लोग जो सारे बैठे हैं
खरीदार हमारे बैठे हैं
खरीदार हमारे बैठे हैं
मजबूर किया मजबूरी ने

क्या हाल सुनाए हम अपना
क्या हाल सुनाए हम अपना
अपनों का सहारा जब छोटा
अपनों का सहारा जब छोटा
जो लाज़ का सर पर आँचल था
जो लाज़ का सर पर आँचल था
उसको भी उतारे बैठे हैं
तक़दीर के मारे बैठे हैं
मजबूर किया मजबूरी ने

यह रूप जवानी यह यौवन
यह रूप जवानी यह यौवन
हीरे से चमकता मेरा बदन
हीरे से चमकता मेरा बदन
सब लोग हैं मेरे दीवाने
सब लोग हैं मेरे दीवाने
मेहमान जो सारे बैठे हैं
मेहमान जो सारे बैठे हैं
मजबूर किया मजबूरी ने

छलकेगी जो आँखों की मदिरा
छलकेगी जो आँखों की मदिरा
होठो के प्याले खनकेंगे
होठो के प्याले खनकेंगे
अरमान हज़ारों मचलेंगे
अरमान हज़ारों मचलेंगे
जो दिल में तुम्हारे बैठे हैं
जो दिल में तुम्हारे बैठे हैं
मजबूर किया मजबूरी ने

चहकेगी जो पैरों की पायल
चहकेगी जो पैरों की पायल
दिल होंगे यहां सबके घायल
दिल होंगे यहां सबके घायल
पूछो तोह ज़रा इन लोगो से
पूछो तोह ज़रा इन लोगो से
सौदाई हमारे बैठे हैं
सौदाई हमारे बैठे हैं
मजबूर किया मजबूरी ने
तक़दीर के मारे बैठे हैं
तक़दीर के मारे बैठे हैं
यह लोग जो सारे बैठे हैं
यह लोग जो सारे बैठे हैं
खरीदार हमारे बैठे हैं
खरीदार हमारे बैठे हैं
मजबूर किया मजबूरी ने.

Majboor Kiya Majboori Lyrics in English :

Majboor kiya majboori ne
Taqdeer ke maare baithe hain
Taqdeer ke maare baithe hain
Yeh log jo saare baithe hain
Yeh log jo saare baithe hain
Kharidaar humare baithe hain
Kharidaar humare baithe hain
Majboor kiya majboori ne

Kya haal sunaye hum apna
Kya haal sunaye hum apna
Apno ka sahara jab chhuta
Apno ka sahara jab chhuta
Jo laaz ka sar par aanchal thaa
Jo laaz ka sar par aanchal thaa
Usko bhi utaare baithe hain
Taqdeer ke maare baithe hain
Majboor kiya majboori ne

Yeh roop jawaani yeh yauvan
Yeh roop jawaani yeh yauvan
Heere se chamkta mera badan
Heere se chamkta mera badan
Sab log hain mere deewane
Sab log hain mere deewane
Mehmaan jo saare baithe hain
Mehmaan jo saare baithe hain
Majboor kiya majboori ne

Chhalkegi jo aankhon ki madira
Chhalkegi jo aankhon ki madira
Hotho ke pyaale khankenge
Hotho ke pyaale khankenge
Armaan hazaaron machlenge
Armaan hazaaron machlenge
Jo dil mein tumhare baithe hain
Jo dil mein tumhare baithe hain
Majboor kiya majboori ne

Chhankegi jo pairon ki paayal
Chhankegi jo pairon ki paayal
Dil honge yahaan sabke ghayal
Dil honge yahaan sabke ghayal
Puchho toh zara in logo se
Puchho toh zara in logo se
Saudaai humare baithe hain
Saudaai humare baithe hain
Majboor kiya majboori ne
Taqdeer ke maare baithe hain
Taqdeer ke maare baithe hain
Yeh log jo saare baithe hain
Yeh log jo saare baithe hain
Kharidaar humare baithe hain
Kharidaar humare baithe hain
Majboor kiya majboori ne.

See More Songs of Majboori 1986