मन के मंदिर में जलती रहे Man Ke Mandir Mein Jalti Rahe Lyrics in Hindi from Main Tere Liye (1988)

Man Ke Mandir Mein Jalti Rahe Lyrics in Hindi. मन के मंदिर में जलती रहे song from Main Tere Liye 1988. It stars Suneil Anand, Meenakshi Sheshadri, Rajendra Kumar, Nutan, Om Shivpuri, Puneet Issar, Shashikala, Gulshan Grover. Singer of Man Ke Mandir Mein Jalti Rahe is Anup Ghoshal. Lyrics are written by Vijay Anand Music is given by Bappi Lahiri

Song Name : Man Ke Mandir Mein Jalti Rahe
Album / Movie : Main Tere Liye 1988
Star Cast : Suneil Anand, Meenakshi Sheshadri, Rajendra Kumar, Nutan, Om Shivpuri, Puneet Issar, Shashikala, Gulshan Grover
Singer : Anup Ghoshal
Music Director : Bappi Lahiri
Lyrics by : Vijay Anand
Music Label : HMV

Man Ke Mandir Mein Jalti Rahe Lyrics in Hindi :

हाथ भी जब नहीं हिल सकें ऍन
साज़ भी जब नहीं पास हो
मौत भी हो सामने कड़ी ी
मुश्किल में और हर सांस हो
मन के मंदिर में जलती रहे
गीत संगीत की आरती
मन के मंदिर में जलती रहे
गीत संगीत की आरती
मुझको वरदान दे
मुझको वरदान दे ऐ
माता सरस्वती ी ी
माता सरस्वती
मन के मंदिर में जलती रहे
गीत संगीत की आरती
आ आ आ आ आ आ आ आ
आ आ आ आ आ आ आ आ

गीत गाने से ही तो यहां
मिट’टा हैं दर्द प्राण का
मिट’टा हैं दर्द प्राण का
जिसको कहते संगीत हम
रूप का हैं ये भगवान् का
रूप का हैं ये भगवान् का
मुझको वरदान दे
मुझको वरदान दे ऐ
माता सरस्वती
मन के मंदिर में जलती रहे
गीत संगीत की आरती
आ आ आ आ आ आ
आ आ आ आ आ आ
आ आ आ आ हा आ आ

हाथ भी नहीं जब हिल सके
साज़ भी जब नहीं पास हो
साज़ भी जब नहीं पास हो
मौत भी हो सामने कड़ी
मुश्किल में और हर सांस हो
मुश्किल में और हर सांस हो
मुझको वरदान दे
मुझको वरदान दे ऐ
माता सरस्वती ी
मन के मंदिर में जलती रहे
गीत संगीत की आरती
मन के मंदिर में जलती रहे
गीत संगीत की आरती
गीत संगीत की आरती.

Man Ke Mandir Mein Jalti Rahe Lyrics in English :

Haath bhi jab nahin hil saken aen
Saaz bhi jab nahin paas ho
Maut bhi ho saamne khadi ee
Mushkil mein aur har saans ho
Man ke mandir mein jalti rahe
Geet sangeet ki aarti
Man ke mandir mein jalti rahe
Geet sangeet ki aarti
Mujhko vardaan de
Mujhko vardaan de ae
Maata saraswati ee ee
Maata saraswati
Man ke mandir mein jalti rahe
Geet sangeet ki aarti
Aa aa aa aa aa aa aa aa
Aa aa aa aa aa aa aa aa

Geet gaane se hi to yahaan
Mit’taa hain dard praan ka
Mit’taa hain dard praan ka
Jisko kehte sangeet ham
Roop ka hain ye bhagwaan ka
Roop ka hain ye bhagwaan ka
Mujhko vardaan de
Mujhko vardaan de ae
Maata saraswati
Man ke mandir mein jalti rahe
Geet sangeet ki aarti
Aa aa aa aa aa aa
Aa aa aa aa aa aa
Aa aa aa aa aaa aa aa

Haath bhi nahin jab hil sake
Saaz bhi jab nahin paas ho
Saaz bhi jab nahin paas ho
Maut bhi ho saamne khadi
Mushkil mein aur har saans ho
Mushkil mein aur har saans ho
Mujhko vardaan de
Mujhko vardaan de ae
Maata saraswati ee
Man ke mandir mein jalti rahe
Geet sangeet ki aarti
Man ke mandir mein jalti rahe
Geet sangeet ki aarti
Geet sangeet ki aarti.

See More Songs of Main Tere Liye 1988