मंज़िल की चाह में Manzil Ki Chah Mein Lyrics in Hindi from Devdas (1955)

Manzil Ki Chah Mein Lyrics in Hindi. मंज़िल की चाह में song from Devdas 1955. It stars Dilip Kumar, Vyjayanthimala, Suchitra Sen Motilal. Singer of Manzil Ki Chah Mein is Mohammed Rafi. Lyrics are written by Sahir Ludhianvi Music is given by Sachin Dev Burman

Song Name : Manzil Ki Chah Mein
Album / Movie : Devdas 1955
Star Cast : Dilip Kumar, Vyjayanthimala, Suchitra Sen Motilal
Singer : Mohammed Rafi
Music Director : Sachin Dev Burman
Lyrics by : Sahir Ludhianvi
Music Label : Saregama

Manzil Ki Chah Mein Lyrics in Hindi :

राही ओ राही
मंज़िल की चाह में
राही के वास्ते
सुख के भी रास्ते
दुःख के भी रास्ते
मंज़िल की चाह में
राही के वास्ते
सुख के भी रास्ते
दुःख के भी रास्ते
कहीं घनी छाँव है
कहीं कड़ी धुप है
मंज़िल की चाह में
मंज़िल की चाह में
मंज़िल की चाह में
राही के वास्ते
सुख के भी रास्ते
दुःख के भी रास्ते

ये भी एक रूप है
वो भी एक रूप है
मंज़िल की चाह में
मंज़िल की चाह में
मंज़िल की चाह में
राही के वास्ते
सुख के भी रास्ते
दुःख के भी रास्ते

कई यहां खोएंगे
कई यहां पाएंगे
राही कई अभी जाएंगे
कई अभी आएंगे
ओ राही कई अभी जाएंगे
कई अभी आएंगे
मंज़िल की चाह
में राही के वास्ते
मंज़िल की चाह
में राही के वास्ते
सुख के भी रास्ते
दुःख के भी रास्ते
मंज़िल की चाह में
राही के वास्ते
सुख के भी रास्ते
दुःख के भी रास्ते रही
मंज़िल की चाह में
राही के वास्ते
सुख के भी रास्ते
दुःख के भी रास्ते
मंज़िल की चाह में
राही के वास्ते
सुख के भी रास्ते
दुःख के भी रास्ते.

Manzil Ki Chah Mein Lyrics in English :

Raahi o raahi
Manzil ki chaah mein
Raahi ke vaaste
Sukh ke bhi raaste
Dukh ke bhi raaste
Manzil ki chaah mein
Raahi ke vaaste
Sukh ke bhi raaste
Dukh ke bhi raaste
Kahin ghani chhaanv hai
Kahin kadi dhoop hai
Manzil ki chaah mein
Manzil ki chaah mein
Manzil ki chaah mein
Raahi ke vaaste
Sukh ke bhi raaste
Dukh ke bhi raaste

Ye bhi ek roop hai
Wo bhi ek roop hai
Manzil ki chaah mein
Manzil ki chaah mein
Manzil ki chaah mein
Raahi ke vaaste
Sukh ke bhi raaste
Dukh ke bhi raaste

Kai yahaan khoyenge
Kai yahaan paayenge
Raahi kai abhi jaayenge
Kai abhi aayenge
O raahi kai abhii jaayenge
Kai abhi aayenge
Manzil ki chaah
Mein raahi ke vaaste
Manzil ki chaah
Mein raahi ke vaaste
Sukh ke bhi raaste
Dukh ke bhi raaste
Manzil ki chaah mein
Raahi ke vaaste
Sukh ke bhi raaste
Dukh ke bhi raaste rahi
Manzil ki chaah mein
Raahi ke vaaste
Sukh ke bhi raaste
Dukh ke bhi raaste
Manzil ki chaah mein
Raahi ke vaaste
Sukh ke bhi raaste
Dukh ke bhi raaste.

See More Songs of Devdas 1955