मेरी तरह Meri Tarah Jubin Nautiyal Lyrics in Hindi

Meri Tarah Jubin Nautiyal Lyrics in Hindi. मेरी तरह. It stars Gautam Gulati, Heli Daruwala, Himansh Kohli. Singer of Meri Tarah Jubin Nautiyal is Jubin Nautiyal, Payal Dev. Lyrics are written by Kunaal Vermaa Music is given by Payal Dev

Song Name : Meri Tarah Jubin Nautiyal
Type: Single Song
Star Cast : Gautam Gulati, Heli Daruwala, Himansh Kohli
Singer : Jubin Nautiyal, Payal Dev
Music Director : Payal Dev
Lyrics by : Kunaal Vermaa
Music Label : T-Series

Meri Tarah Jubin Nautiyal Lyrics in Hindi :

कौन है वो दुनिया में जो
तुझे मुझसे बढ़कर चाहने लगा
जिसके लिए तू हाथ मेरा
एक पल में छोड़ के जाने लगा

कौन है वो दुनिया में जो
तुझे मुझसे बढ़कर चाहने लगा
जिसके लिए तू हाथ मेरा
एक पल में छोड़ के जाने लगा

तू सोच समझ कर चाहो उसे
एक दिन मुझसे मिलवाओ उसे
मैं भी तो देखूं प्यार में
वो क्या कर सकता है

क्या वो जो भी कहता है
वो सच में कर सकता है
क्या मेरी तरह वो तुझ पर
हस्स के मर सकता है

क्या वो जो भी कहता है
वो सच में कर सकता है
क्या मेरी तरह वो तुझ पर
हस्स के मर सकता है
हस्स के मर सकता है

बहुत फर्क होता है
यूँ साथ मुस्कुराने में
हाथ थामने में और
ज़िंदगी बिताने में

जीने मरने की बातें
करके भूल जाते हैं
क्या किसी का जाये झूठे
ख्वाब सा दिखाने में

तुम गलियों में अपनी बुलाओ ज़रा
मेरे जितने कांटे बिछाओ ज़रा
बिना उफ़ किये क्या इनपे
वो भी गुज़र सकता है

क्या वो जो भी कहता है
वो सच में कर सकता है
क्या मेरी तरह वो तुझ पर
हस्स के मर सकता है

क्या वो जो भी कहता है
वो सच में कर सकता है
क्या मेरी तरह वो तुझ पर
हस्स के मर सकता है

अब याद रखेगा कौन किसे
ये वक़्त को तय कर लेने दे
करदे खुशियों की बारिश उस पर
आँख मुझे भर लेने दे

ना शोर हुआ आवाज़ हुई
जब जब दिल सच्चा टूटा है
पूछो सबसे सबको अपने
चाहने वालों ने लूटा है

ना आस रहे ना सांस रहे
हम भी पत्थर हो जायेंगे
तुम हो जाओ गैरों के
हम तो खुद के ही ना हो पाएंगे
हो पाएंगे

तेरी धड़कनों के जरिये
मैं भी तो धड़कती हूँ
तुझे कैसे दिल से मेरे
दूर कर सकती हूँ

जैसी भी हो राहें चाहे
हाँ मैं चल सकती हूँ
तुझे देख कर जीती हूँ
तुझपे मर सकती हूँ

तुझपे मर सकती हूँ
तुझपे मर सकती हूँ
तुझपे मर सकती हूँ

Meri Tarah Jubin Nautiyal Lyrics in English :

Kaun hai woh duniya mein jo
Tujhe mujhse badhkar chahne laga
Jiske liye tu haath mera
Ek pal mein chhod ke jaane laga

Kaun hai woh duniya mein jo
Tujhe mujhse badhkar chahne laga
Jiske liye tu haath mera
Ek pal mein chhod ke jaane laga

Tu soch samajh kar chaho use
Ek din mujhse milwao use
Main bhi toh dekhun pyar mein
Woh kya kar sakta hai

Kya woh jo bhi kehta hai
Woh sach mein kar sakta hai
Kya meri tarah woh tujh par
Hass ke mar sakta hai

Kya woh jo bhi kehta hai
Woh sach mein kar sakta hai
Kya meri tarah woh tujh par
Hass ke mar sakta hai
Hass ke mar sakta hai

Bahut fark hota hai
Yun saath muskurane mein
Haath thamne mein aur
Zindagi beetane mein

Jeene marne ki baatein
Karke bhool jaate hain
Kya kisi ka jaaye jhoothe
Khwaab sa dikhane mein

Tum galiyon mein apni bulao zara
Mere jitne kaante bichhao zara
Bina uff kiye kya inpe
Woh bhi guzar sakta hai

Kya woh jo bhi kehta hai
Woh sach mein kar sakta hai
Kya meri tarah woh tujh par
Hass ke mar sakta hai

Kya woh jo bhi kehta hai
Woh sach mein kar sakta hai
Kya meri tarah woh tujh par
Hass ke mar sakta hai

Ab yaad rakhega kaun kise
Yeh waqt ko tai kar lene de
Karde khushiyon ki baarish uss par
Aankh mujhe bhar lene de

Na shor hua aawaz hui
Jab jab dil sacha toota hai
Puchho sabse sabko apne
Chahne walon ne loota hai

Na aas rahe na saans rahe
Hum bhi patthar ho jayenge
Tum ho jayo gairon ke
Hum toh khud ke hi na ho payenge
Ho payenge

Teri dhadkanon ke jariye
Main bhi toh dhadakti hoon
Tujhe kaise dil se mere
Door kar sakti hoon

Jaisi bhi ho raahein chahe
Haan main chal sakti hoon
Tujhe dekh kar jeeti hoon
Tujhpe mar sakti hoon

Tujhpe mar sakti hoon
Tujhpe mar sakti hoon
Tujhpe mar sakti hoon