ना हो कल जब साड़ी Naa Ho Kal Jab Saari Lyrics in Hindi from Love Birds

Naa Ho Kal Jab Saari Lyrics in Hindi. ना हो कल जब साड़ी song from Love Birds. It stars Manorama, Nagma, Prabhudheva, Raja, Vadivelu. Singer of Naa Ho Kal Jab Saari is S. P. Balasubrahmanyam, Sujatha Mohan. Music is given by A.R. Rahman

Song Name : Naa Ho Kal Jab Saari
Album / Movie : Love Birds
Star Cast : Manorama, Nagma, Prabhudheva, Raja, Vadivelu
Singer : S. P. Balasubrahmanyam, Sujatha Mohan
Music Director : A.R. Rahman

Naa Ho Kal Jab Saari Lyrics in Hindi :

ना हो कल जब साड़ी
दुनिया बोलो फिर क्या करोगे
ना हो कल जब साड़ी
दुनिया बोलो फिर क्या करोगे
इन आँखों से तब देखेंगे
नीले अम्बर को हम
चूमेंगे हम इस धरती को
प्यार से रुख्सत ले लेंगे
फिर सीने पे तेरे सर रख लेंगे
तेरे उम्र की दुआ मांगेंगे
ना हो कल जब साड़ी
दुनिया बोलो फिर क्या करोगे

उजड़ने लगेगी  उजड़ने लगेगी
कल जब दुनिया बोलो फिर क्या करोगे
एक एक पल है सौ जीवन सा
तू जो साथ है मेरे
है दो दिल अपने पर एक जा
हम मौत भी मर जाए हमपे
मांगू खुदा से तुझको ही
मैं सारे जहा को भूलके
ना हो कल जब सारी दुनिया
बोलो फिर क्या करोगे
ना हो कल जब सारी दुनिया
बोलो फिर क्या करोगे
इन आँखों से तब देखेंगे
नीले अम्बर को हम
चूमेंगे हम इस धरती को
प्यार से रुख्सत ले लेंगे
फिर सीने पे तेरे सर रख लेंगे
तेरे उम्र की दुआ मांगेंगे

चाहत जब तक है दुनिया
में दुनिया नहीं मिटेगी
काटे चाहे कितने भी हो
कलियाँ खिलती रहेगी
लाखों तूफा आये चाहे
कारवां चलता रहेगा
मिटटी का ये जिस्म मरेगा
प्यार तो जिन्दा रहेगा
ना हो कल जब सारी दुनिया
बोलो फिर क्या करोगे
ना हो कल जब सारी दुनिया
बोलो फिर क्या करोगे
रहे ना रहे हम इस दुनिया
में यादो में तेरी रहेंगे
दूर से ही हम उस दुनिया से
तुझको देखा करेंगे
जीती रहे तू इतने दिनों
तक जितने अम्बर पे तारे
ना हो कल जब सारी दुनिया
बोलो फिर क्या करोगे.

Naa Ho Kal Jab Saari Lyrics in English :

Naa ho kal jab saari
Duniya bolo phir kya karoge
Naa ho kal jab saari
Duniya bolo phir kya karoge
In aankho se tab dekhenge
Nile ambar ko hum
Chumenge hum is dharti ko
Pyar se rukhsat le lenge
Phir seene pe tere sar rakh lenge
Tere umar ki duwa maangenge
Naa ho kal jab saari
Duniya bolo phir kya karoge

Ujadne lagegi  ujadne lagegi
Kal jab duniya bolo phir kya karoge
Ek ek pal hai sau jivan sa
Tu jo saath hai mere
Hai do dil apne par ek jaa
Hum maut bhi mar jaaye humpe
Maangu khuda se tujhko hi
Main saare jaha ko bhulake
Naa ho kal jab saari duniya
Bolo phir kya karoge
Naa ho kal jab saari duniya
Bolo phir kya karoge
In aankho se tab dekhenge
Nile ambar ko hum
Chumenge hum is dharti ko
Pyar se rukhsat le lenge
Phir seene pe tere sar rakh lenge
Tere umar ki duwa maangenge

Chaahat jab tak hai duniya
Mein duniya nahi mitegi
Kaate chaahe kitne bhi ho
Kaliya khilti rahegi
Lakho tufa aaye chaahe
Karva chalta rahega
Mitti ka ye jism marega
Pyar to jinda rahega
Naa ho kal jab saari duniya
Bolo phir kya karoge
Naa ho kal jab saari duniya
Bolo phir kya karoge
Rahe naa rahe hum is duniya
Mein yaado mein teri rahenge
Dur se hi hum us duniya se
Tujhko dekha karenge
Jeeti rahe tu itne dino
Tak jitne ambar pe tare
Naa ho kal jab saari duniya
Bolo phir kya karoge.

See More Songs of Love Birds