नए ज़माने का नया Naye Zamane Ka Naya Lyrics in Hindi from Madh Bhare Nain

Naye Zamane Ka Naya Lyrics in Hindi. नए ज़माने का नया song from Madh Bhare Nain. It stars Kishore Kumar, Beena Roy. Singer of Naye Zamane Ka Naya is Asha Bhosle. Lyrics are written by Shailendra (Shankardas Kesarilal) Music is given by Sachin Dev Burman

Song Name : Naye Zamane Ka Naya
Album / Movie : Madh Bhare Nain
Star Cast : Kishore Kumar, Beena Roy
Singer : Asha Bhosle
Music Director : Sachin Dev Burman
Lyrics by : Shailendra (Shankardas Kesarilal)
Music Label : Saregama

Naye Zamane Ka Naya Lyrics in Hindi :

नए ज़माने का नया
पैग़ाम सुनाने आये हम
जाग रे देश के बन्दे
आलम को जगाने आये हैं
नए ज़माने का नया
पैग़ाम सुनाने आये हम

कोई देवे सच्च की सदा
भगवन का ठेकेदार कोई
और लूट के दुखियारों के घर
बनता है पहरेदार कोई
लूट के दुखियारों के घर
बनता है पहरेदार कोई
रंग बिरंगी दुनिया की
तस्वीर दिखाने
आये हम आये हम
जाग रे देश के बन्दे
जाग रे देश के बन्दे
आलम को जगाने आये हैं
नए ज़माने का नया
पैग़ाम सुनाने आये हम

ये धरती भरी ख़ज़ानों से
फिर भी कोई लाचार है क्यों
हर चौरस्ते पे इंसानों का
ये सस्ता बाज़ार है क्यों
हर चौरस्ते पे
इंसानों का ये सस्ता
बाज़ार है क्यों
भेदभाव की ये ऊंची
दीवार गिराने
आये हम आये हम
जाग रे देश के बन्दे
जाग रे देश के बन्दे
आलम को जगाने आये हैं
नए ज़माने का नया
पैग़ाम सुनाने आये हम

धन दौलत के आसान पे बैठ
तलवार की पूजा
बंद करो बंद करो
ताक़त के नशे में
नफरत के अवतार की
पूजा बंद करो
ताक़त के नशे में
नफरत के अवतार की
पूजा बंद करो
दुनिया को प्यार की रीत
अमन का गीत सिखाने
आये हम आये हम
जाग रे देश के बन्दे
जाग रे देश के बन्दे
आलम को जगाने आये हैं
नए ज़माने का नया
पैग़ाम सुनाने आये हम
जाग रे देश के बन्दे
आलम को जगाने आये हैं
नए ज़माने का नया
पैग़ाम सुनाने आये हम
जाग रे देश के बन्दे.

Naye Zamane Ka Naya Lyrics in English :

Naye zamane ka naya
Paighaam sunaane aaye ham
Jaag re desh ke bande
Aalam ko jagaane aaye ham
Naye zamane ka naya
Paighaam sunaane aaye ham

Koi dewe sachh ki sada
Bhagwan ka thekedaar koi
Aur loot ke dukhiyaaron ke ghar
Banta hai pehredaar koi
Loot ke dukhiyaaron ke ghar
Banta hai pehredaar koi
Rang birangi duniya ki
Tasweer dikhaane
Aaye ham aaye ham
Jaag re desh ke bande
Jaag re desh ke bande
Aalam ko jagaane aaye ham
Naye zamane ka naya
Paighaam sunaane aaye ham

Ye dharti bhari khazaanon se
Phir bhi koi laachaar hai kyun
Har chauraste pe insaanon ka
Ye sasta baazaar hai kyun
Har chauraste pe
Insaanon ka ye sasta
Baazaar hai kyun
Bhedbhaav ki ye oonchi
Deewaar giraane
Aaye ham aaye ham
Jaag re desh ke bande
Jaag re desh ke bande
Aalam ko jagaane aaye ham
Naye zamane ka naya
Paighaam sunaane aaye ham

Dhan daulat ke aasan pe baith
Talwaar ki pooja
Band karo band karo
Taaqat ke nashe mein
Nafrat ke avtaar ki
Pooja band karo
Taaqat ke nashe mein
Nafrat ke avtaar ki
Pooja band karo
Duniya ko pyaar ki reet
Aman ka geet sikhaane
Aaye ham aaye ham
Jaag re desh ke bande
Jaag re desh ke bande
Aalam ko jagaane aaye ham
Naye zamane ka naya
Paighaam sunaane aaye ham
Jaag re desh ke bande
Aalam ko jagaane aaye ham
Naye zamane ka naya
Paighaam sunaane aaye ham
Jaag re desh ke bande.

See More Songs of Madh Bhare Nain