नज़र देखो Nazar Dekho Lyrics in Hindi from Akalmand (1984)

Nazar Dekho Lyrics in Hindi. नज़र देखो song from Akalmand 1984. It stars Ashok Kumar, Jeetendra, Sridevi. Singer of Nazar Dekho is Asha Bhosle. Lyrics are written by Anand Bakshi Music is given by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)

Song Name : Nazar Dekho
Album / Movie : Akalmand 1984
Star Cast : Ashok Kumar, Jeetendra, Sridevi
Singer : Asha Bhosle
Music Director : Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Lyrics by : Anand Bakshi
Music Label : Music India Limited

Nazar Dekho Lyrics in Hindi :

नज़र देखो ऐडा देखो
नज़र देखो ऐडा देखो
निगाहों से मुझे छूके ज़रा देखो
मेरी आँखों में जमाने भर की
मेरी आँखों में जमाने भर की
शराबों का है नशा देखो
नज़र देखो ऐडा देखो
निगाहों से मुझे छूके ज़रा देखो

इशारा करो हुक्म दो नाम लो
इशारा करो हुक्म दो नाम लो
मुझे थाम लो हाथ में जाम लो
न देखो रास्ता किसी बादल का
मेरी जुल्फों की घटा देखो
नज़र देखो खो खो खो ऐडा देखो
निगाहों से मुझे छूके ज़रा देखो

नहीं और कुछ ख़ूबसूरत हूँ मैं
नहीं और कुछ ख़ूबसूरत हूँ मैं
मगर हाँ तुम्हारी जरुरत हूँ मैं
मेरे जलवों के हांसी दामन में
वफ़ा ढुण्डों न जफ़ा ढूँढो
नज़र देखो ऐडा देखो
निगाहों से मुझे छूके ज़रा देखो





बड़ी रंगीन है सजाये इसकी
ज़रा करके यह कहता देखो
नज़र देखो ऐडा देखो
निगाहों से मुझे छूके ज़रा देखो
मेरी आँखों में जमाने भर की
शराबों का है नशा देखो
नज़र देखो ऐडा देखो
निगाहों से मुझे छूके ज़रा देखो
नज़र देखो ऐडा देखो
निगाहों से मुझे छूके ज़रा देखो.

Nazar Dekho Lyrics in English :

Nazar dekho ada dekho
Nazar dekho ada dekho
Nigaahon se mujhe chhuke zara dekho
Meri aankhon mein jamaane bhar ki
Meri aankhon mein jamaane bhar ki
Sharaabon ka hai nasha dekho
Nazar dekho ada dekho
Nigaahon se mujhe chhuke zara dekho

Ishaara karo hukm do naam lo
Ishaara karo hukm do naam lo
Mujhe thaam lo haath mein jaam lo
Na dekho rasta kisi baadal ka,
Meri zulfon ki ghata dekho
Nazar dekho kho kho kho ada dekho
Nigaahon se mujhe chhuke zara dekho

Nahi aur kuchh khubsoorat hoon main
Nahi aur kuchh khubsoorat hoon main
Magar haan tumhaari jarurat hoon main
Mere jalawon ke hansi daaman mein
Wafa dhundon na jafa dhundo
Nazar dekho ada dekho
Nigaahon se mujhe chhuke zara dekho

Aau, huwa khya jo duniya khafa ho gayi
Aau, huwa kya jo koi khata ho gayi
Aau, huwa khya jo duniya khafa ho gayi
Aau, huwa kya jo koi khata ho gayi
Badi rangin hai sajaaye isaki,
Zara karake yeh khata dekho
Nazar dekho ada dekho
Nigaahon se mujhe chhuke zara dekho
Meri aankhon mein jamaane bhar ki
Sharaabon ka hai nasha dekho
Nazar dekho ada dekho
Nigaahon se mujhe chhuke zara dekho
Nazar dekho ada dekho
Nigaahon se mujhe chhuke zara dekho.

See More Songs of Akalmand 1984