पूनम की प्यारी प्यारी रात Poonam Ki Pyaari Pyaari Raat Lyrics in Hindi from Raksha Bandhan

Poonam Ki Pyaari Pyaari Raat Lyrics in Hindi. पूनम की प्यारी प्यारी रात song from Raksha Bandhan. It stars Pallavi Joshi, Lalita Pawar, Sachin, Sarika. Singer of Poonam Ki Pyaari Pyaari Raat is Keshav Rathod, Usha Mangeshkar. Lyrics are written by Ramchandra Baryanji Dwivedi (Kavi Pradeep) Music is given by C. Arjun

Song Name : Poonam Ki Pyaari Pyaari Raat
Album / Movie : Raksha Bandhan
Star Cast : Pallavi Joshi, Lalita Pawar, Sachin, Sarika
Singer : Keshav Rathod, Usha Mangeshkar
Music Director : C. Arjun
Lyrics by : Ramchandra Baryanji Dwivedi (Kavi Pradeep)
Music Label : Saregama

Poonam Ki Pyaari Pyaari Raat Lyrics in Hindi :

ऐ ऐ ऐ ऐ ऐ ऐ
शरद पूनम की रात है
ऐ ऐ हे जी रे
आज चन्द्र उगा है आकाश
अरे ऐ ऐ ऐ
कंचन वर्णि सहेलीयों ो ो
ज़रा जमकर खेलो रास

हो ो पूनम की प्यारी प्यारी रात
हो ो पूनम की प्यारी प्यारी रात
हो रात हो ओ ओ ओ
पूनम की प्यारी प्यारी रात
मेरी साजन से है मुलाक़ात
आज तू मत जाना
मत जाना मत जाना
हो ो पूनम की प्यार प्यारी रात
मत जाना

सूरज से कह दे वह कल नहीं निकले
कल नहीं निकले हो
हो ओ सूरज से कह दे वह कल नहीं निकले
कल नहीं चमके गगन में
हो कल नहीं चमके गगन में
आज की ये बेला है बड़ी अलबेली
बड़ी अलबेली हो
हो आज की ये बेला है बड़ी अलबेली
लाख लाख सपने हैं मनन में
हो लाख लाख सपने हैं मनन में
तू होने ना देना प्रभात
मेरी साजन से है मुलाक़ात
आज तू मत जाना
मत जाना मत जाना
हो ो पूनम की प्यार प्यारी रात
मत जाना

आज मुझे पाना है एक जनम में
एक जनम में हो
हो आज मुझे पाना है एक जनम में
आनंद सौ सौ जनम का
हो आनंद सौ सौ जनम का
पहली पहली बार मुझे प्यार मिलेगा
प्यार मिलेगा हो ओ ओ ओ ओ
पहली पहली बार मुझे प्यार मिलेगा
एक अनोखे बालम का
हो ो एक अनोखे बालम का
ज़रा कर लूं मैं प्रीतम से बात
मेरी साजन से है मुलाक़ात
आज तू मत जाना
मत जाना मत जाना
हो ो पूनम की प्यार प्यारी रात
मत जाना हो ओ ओ ओ
पूनम की प्यारी प्यारी रात
मेरी साजन से है मुलाक़ात
आज तू मत जाना
मत जाना मत जाना
हो ो पूनम की प्यार प्यारी रात
मत जाना.

Poonam Ki Pyaari Pyaari Raat Lyrics in English :

Ae ae ae ae ae ae
Sharad poonam ki raat hai
Ae ae hey jee re
Aaj chandra ugaa hai aakaash
Arre ae ae ae
Kanchan varni saheliyon o o
Zaraa jamkar khelo raas

Ho o poonam ki pyaari pyaari raat
Ho o poonam ki pyaari pyaari raat
Ho raat ho o o o
Poonam ki pyaari pyaari raat
Meri saajan se hai mulaaqaat
Aaj tu mat jaanaa
Mat jaanaa mat jaanaa
Ho o poonam ki pyaar pyaari raat
Mat jaanaa

Sooraj se keh de woh kal nahin nikle
Kal nahin nikle ho
Ho o sooraj se keh de woh kal nahin nikle
Kal nahin chamke gagan mein
Ho kal nahin chamke gagan mein
Aaj ki ye belaa hai badi albeli
Badi albeli ho
Ho aaj ki ye belaa hai badi albeli
Laakh laakh sapne hain mann mein
Ho laakh laakh sapne hain mann mein
Tu hone naa denaa prabhaat
Meri saajan se hai mulaaqaat
Aaj tu mat jaanaa
Mat jaanaa mat jaanaa
Ho o poonam ki pyaar pyaari raat
Mat jaanaa

Aaj mujhe paanaa hai ek janam mein
Ek janam mein ho
Ho aaj mujhe paanaa hai ek janam mein
Anand sau sau janam kaa
Ho anand sau sau janam kaa
Pehli pehli baar mujhe pyaar milegaa
Pyaar milegaa ho o o o o
Pehli pehli baar mujhe pyaar milegaa
Ek anokhe balam kaa
Ho o ek anokhe balam kaa
Zaraa kar loon main preetam se baat
Meri saajan se hai mulaaqaat
Aaj tu mat jaanaa
Mat jaanaa mat jaanaa
Ho o poonam ki pyaar pyaari raat
Mat jaanaa ho o o o
Poonam ki pyaari pyaari raat
Meri saajan se hai mulaaqaat
Aaj tu mat jaanaa
Mat jaanaa mat jaanaa
Ho o poonam ki pyaar pyaari raat
Mat jaanaa.

See More Songs of Raksha Bandhan