प्यार भरा एक खत आया Pyaar Bhara Ek Khat Aaya Lyrics in Hindi from Rehguzar (2006)

Pyaar Bhara Ek Khat Aaya Lyrics in Hindi. प्यार भरा एक खत आया song from Rehguzar 2006. It stars Jimmy Shergill, Saloni Aswani, Rakesh Bedi. Singer of Pyaar Bhara Ek Khat Aaya is Abhijeet Bhattacharya. Lyrics are written by Nusrat Badr Music is given by Aadesh Shrivastava

Song Name : Pyaar Bhara Ek Khat Aaya
Album / Movie : Rehguzar 2006
Star Cast : Jimmy Shergill, Saloni Aswani, Rakesh Bedi
Singer : Abhijeet Bhattacharya
Music Director : Aadesh Shrivastava
Lyrics by : Nusrat Badr
Music Label : Times

Pyaar Bhara Ek Khat Aaya Lyrics in Hindi :

प्यार भरा एक खत आया हैं
जिसमें घर की खुशबु हैं
प्यार भरा एक खत आया हैं
जिसमें घर की खुशबु हैं
पढ़ते पढ़ते भीगी पलकें
पढ़ते पढ़ते भीगी पलकें
आँखों से छलका
आंसू हैं आंसू हैं
प्यार भरा एक खत आया हैं
जिसमें घर की खुशबु हैं

इस बार पिया तुम ना आना
यह ग़म हम तुम सह लेंगे
इस बार पिया तुम ना आना
यह ग़म हम तुम सह लेंगे
कुछ पैसे बच जाएंगे
कुछ पैसे बच जाएंगे
बिटिटया के जेवर ले लेंगे
लिखते लिखते आँख भर आयी
लिखते लिखते आँख भर आयी
दिल पे किसका काबू
हैं क़ाबू हैं
प्यार भरा एक खत आया हैं
जिसमें घर की खुशबु हैं

बूढी माँ की बूढी आँखे
देखे यह घर का हर कोना
बूढी माँ की बूढी आँखे
देखे यह घर का हर कोना
बेटे की थाली रोज परोसे
बेटे की थाली रोज परोसे
जाने किस दिन हो आना
पल पल माँ का दिल रोता हैं
पल पल माँ का दिल रोता हैं
ममता तोह बेकाबू
हैं बेकाबू हैं
प्यार भरा एक खत आया हैं
जिसमें घर की खुशबु हैं

वह पीपल की छाँव घनेरी
दुवाओ जैसा अपना गाँव
वह पीपल की छाँव घनेरी
दुवाओ जैसा अपना गाँव
तुमको पुकारे गाँव की गलियां
तुमको पुकारे गाँव की गलियां
महकते सारे फूल और कलियाँ
बिरह की रातें कट जायेगी होने
को रोशन जुगनू हैं जुगनू हैं
प्यार भरा एक खत आया हैं
जिसमें घर की खुशबु हैं
पढ़ते पढ़ते भीगी पलकें
पढ़ते पढ़ते भीगी पलकें
आँखों से छलका
आंसू हैं आंसू हैं
प्यार भरा एक खत आया हैं
जिसमें घर की खुशबु हैं.

Pyaar Bhara Ek Khat Aaya Lyrics in English :

Pyaar bhara ek khat aaya hain
Jisme ghar ki khushbu hain
Pyaar bhara ek khat aaya hain
Jisme ghar ki khushbu hain
Padhate padhate bhigi palake
Padhate padhate bhigi palake
Aankhon se chhalka
Aansu hain aansu hain
Pyaar bhara ek khat aaya hain
Jisme ghar ki khushbu hain

Iss bar piya tum naa aana
Yeh gham ham tum seh lenge
Iss bar piya tum naa aana
Yeh gham ham tum seh lenge
Kuchh paise bach jaayenge
Kuchh paise bach jaayenge
Bititya ke jewar le lenge
Likhte likhte aankh bhar aayi
Likhte likhte aankh bhar aayi
Dil pe kiska kaabu
Hain kaabu hain
Pyaar bhara ek khat aaya hain
Jisme ghar ki khushbu hain

Budhi maa ki budhi aankhe
Dekhe yeh ghar kaa har kona
Budhi maa ki budhi aankhe
Dekhe yeh ghar kaa har kona
Bete ki thaali roj parose
Bete ki thaali roj parose
Jaane kis din ho aana
Pal pal maa kaa dil rota hain
Pal pal maa kaa dil rota hain
Mamata toh bekaabu
Hain bekaabu hain
Pyaar bhara ek khat aaya hain
Jisme ghar ki khushbu hain

Woh pipal ki chhaanv ghaneri
Duwaao jaisa apna gaanv
Woh pipal ki chhaanv ghaneri
Duwaao jaisa apna gaanv
Tumko pukaare gaanv ki galiya
Tumko pukaare gaanv ki galiya
Mehakte saare phul aur kaliya
Birah ki raate katt jaayegi hone
Ko roshan jugnu hain jugnu hain
Pyaar bhara ek khat aaya hain
Jisme ghar ki khushbu hain
Padhate padhate bhigi palake
Padhate padhate bhigi palake
Aankhon se chhalka
Aansu hain aansu hain
Pyaar bhara ek khat aaya hain
Jisme ghar ki khushbu hain.

See More Songs of Rehguzar 2006