रात यूँ दिल में तेरी Raat Yun Dil Mein Teri Lyrics in Hindi from Janwar (1965)

Raat Yun Dil Mein Teri Lyrics in Hindi. रात यूँ दिल में तेरी song from Janwar 1965. It stars Shammi Kapoor, Rajshree. Singer of Raat Yun Dil Mein Teri is Asha Bhosle, Mohammed Rafi. Lyrics are written by Faiz Ahmad Faiz Music is given by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi

Song Name : Raat Yun Dil Mein Teri
Album / Movie : Janwar 1965
Star Cast : Shammi Kapoor, Rajshree
Singer : Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Music Director : Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Lyrics by : Faiz Ahmad Faiz
Music Label : Saregama

Raat Yun Dil Mein Teri Lyrics in Hindi :

रात यूँ दिल में तेरी
खोयी हुयी याद आयी
जैसे वीराने में
चुपके से बहार आ जाए
ऐसे सेहराओं में हौले
से चले बाद
नसीम जैसे बीमार
कोबे वजह क़रार आ जाए
बुझा जो रौज़ान इ ज़िन्दाँ
तो दिल यह समझा है

के तेरी माँग सितारों से
भर गयी होगी
चमक उठीं
हैं सलाखें
तो हम ने जाना है
के अब सहर तेरे रुख पर
बिखर गयी होगी
न गुल खिले हैं
न उन से मिले न मय पी है
अजीब रंग में
अब के बहार गुज़री है
तुम आये हो
नशाब इ इंतज़ार गुज़री है
तलाश में है सेहर
बार बार गुज़री है

नसीम तेरे शबिस्तां से
हो के आई है
मेरी सेहर में महक है
तेरे बदन की सी
जब तुझे याद कर लिया
सुबह महक महक उठी
जब तेरा ग़म जगा लिया
रात मचल मचल गयी
न जाने किस लिए
उम्मीदवार बैठा हूँ
एक ऐसी राह पे
जो तेरी रहगुज़र भी नहीं

Raat Yun Dil Mein Teri Lyrics in English :

Raat yun dil mein teri
Khoyi huyi yaad aayi
Jaise viraane mein
Chupke se bahaar aa jaaye
Aise sehraaon mein haule
Se chale baad
Nasim jaise bimar
Kobe wajah qaraar aa jaaye
Bujhaa jo rauzan e zindaan
To dil yeh samjhaa hai

Ke teri maang sitaaron se
Bhar gayi hogi
Chamak utthin
Hain salaakhen
To ham ne jaana hai
Ke ab sehar tere rukh par
Bikhar gayi hogi
Na gul khile hain
Na un se mile na mai pi hai
Ajib rang mein
Ab ke bahaar guzri hai
Tum aaye ho
Nashab e intezaar guzri hai
Talaash mein hai sehar
Baar baar guzri hai

Nasim tere shabistaan se
Ho ke aayi hai
Meri sehar mein mehek hai
Tere badan ki si
Jab tujhe yaad kar liya
Subah mehek mehek utthi
Jab tera gham jagaa liya
Raat machal machal gayi
Na jaane kis liye
Ummidwaar baittha hun
Ek aisi raah pe
Jo teri rehguzar bhi nahin

See More Songs of Janwar 1965