शहर में गाओं में Shahar Mein Gaon Mein Lyrics in Hindi from Yalgaar (1992)

Shahar Mein Gaon Mein Lyrics in Hindi. शहर में गाओं में song from Yalgaar 1992. It stars Feroz Khan, Sanjay Dutt, Kabir Bedi, Manisha Koirala. Singer of Shahar Mein Gaon Mein is Kumar Sanu. Lyrics are written by Sudarshan Faakir Music is given by Channi Singh

Song Name : Shahar Mein Gaon Mein
Album / Movie : Yalgaar 1992
Star Cast : Feroz Khan, Sanjay Dutt, Kabir Bedi, Manisha Koirala
Singer : Kumar Sanu
Music Director : Channi Singh
Lyrics by : Sudarshan Faakir
Music Label : Tips Music

Shahar Mein Gaon Mein Lyrics in Hindi :

शहर में गाओं में
धूप में छाँव में
शहर में गाओं में
धूप में छाँव में
खुद को रोका बहुत
फिर भी सोचा बहुत
खुद को रोका बहुत
फिर भी सोचा बहुत
ज़िन्दगी कौन हैं
बन्दगी कौन हैं
ज़िन्दगी कौन हैं
बन्दगी कौन हैं
उफ़ तुम्हारा शबाब
दे रहा हैं जवाब
ज़िन्दगी हो तुम्ही
बंदगी हो तुम्ही
ज़िन्दगी हो तुम्ही
बंदगी हो तुम्ही

एक शहजादी हैं
नाम है शायरी
एक शहजादी हैं
नाम है शायरी
इसकी महफ़िल में हैं
हर तरफ दिलकशी
शेर सुनते रहे
फिर भी उलझे रहे
शायरी कौन हैं
दिलकशी कौन हैं
उफ़ तुम्हारा शबाब
दे रहा है जवाब
शायरी हो तुम्ही
दिलकशी हो तुम्ही
ज़िन्दगी हो तुम्ही
बंदगी हो तुम्ही
शहर में गाओं में
धूप में छाँव में

सुबह बेजान हैं
रोशनी जब नहीं
सुबह बेजान हैं
रोशनी जब नहीं
रात वीरान हैं
चांदनी जब नहीं
हमको सब थी खबर
दिल ने पूछा मगर
रोशनी कौन हैं
चाँदनी कौन हैं
उफ़ तुम्हारा शबाब
दे रहा हैं जवाब
रोशनी हो तुम्ही
चांदनी हो तुम्ही
ज़िन्दगी हो तुम्ही
बंदगी हो तुम्ही
शहर में गाओं में
धूप में छाँव में
शहर में गाओं में
धूप में छाँव में
शहर में गाओं में
धूप में छाँव में
शहर में गाओं में
धूप में छाँव में.

Shahar Mein Gaon Mein Lyrics in English :

Shahar mein gaon mein,
Dhoop mein chhanv mein
Shahar mein gaon mein,
Dhoop mein chhanv mein
Khud ko roka bahut,
Phir bhi socha bahut
Khud ko roka bahut,
Phir bhi socha bahut
Zindagi kaun hain
Bandagi kaun hain
Zindagi kaun hain
Bandagi kaun hain
Uff tumhara shabaab
De raha hain javab
Zindagi ho tumhi,
Bandagi ho tumhi
Zindagi ho tumhi,
Bandagi ho tumhi

Ek shahjadi hain,
Naam hai shayari
Ek shahjadi hain
Naam hai shayari
Iski mahfil mein hain
Har taraf dilkashi
Sher sunte rahe
Phir bhi uljhe rahe
Shayari kaun hain
Dilkashi kaun hain
Uff tumhara shabab
De raha hai javab
Shayari ho tumhi,
Dilkashi ho tumhi
Zindagi ho tumhi,
Bandagi ho tumhi
Shahar mein gaon mein,
Dhoop mein chhanv mein

Subah bejaan hain,
Roshani jab nahin
Subah bejaan hain,
Roshani jab nahin
Raat viraan hain
Chandani jab nahin
Hamko sab thi khabar,
Dil ne puchha magar
Roshani kaun hain,
Chandani kaun hain
Uff tumhara shabaab
De raha hain javab
Roshani ho tumhi,
Chandani ho tumhi
Zindagi ho tumhi,
Bandagi ho tumhi
Shahar mein gaon mein,
Dhoop mein chhanv mein
Shahar mein gaon mein,
Dhoop mein chhanv mein
Shahar mein gaon mein,
Dhoop mein chhanv mein
Shahar mein gaon mein,
Dhoop mein chhanv mein.

See More Songs of Yalgaar 1992