शीशा चाहे टूट भी जाए Sheesha Chahe Toot Bhi Jaaye Lyrics in Hindi from Tum Mere Ho (1990)

Sheesha Chahe Toot Bhi Jaaye Lyrics in Hindi. शीशा चाहे टूट भी जाए song from Tum Mere Ho 1990. It stars Aamir Khan, Juhi Chawla, Ajit Vachani. Singer of Sheesha Chahe Toot Bhi Jaaye is Udit Narayan. Lyrics are written by Majrooh Sultanpuri Music is given by Anand Shrivastav, Milind Shrivastav

Song Name : Sheesha Chahe Toot Bhi Jaaye
Album / Movie : Tum Mere Ho 1990
Star Cast : Aamir Khan, Juhi Chawla, Ajit Vachani
Singer : Udit Narayan
Music Director : Anand Shrivastav, Milind Shrivastav
Lyrics by : Majrooh Sultanpuri
Music Label : Tips Music

Sheesha Chahe Toot Bhi Jaaye Lyrics in Hindi :

शीशा चाहे टूट भी जाए
दिल न किसी का टूटने पाए
शीशा चाहे टूट भी जाए
दिल न किसी का टूटने पाए

शीशा तो फिर मिल जाता है
दिल नहीं वह चीज़
जो बाजार में मिल जाए
यह नहीं वह फूल
जो फिर बाग़ में खिल जाए

दिल नहीं वह चीज़
जो बाजार में मिल जाए
यह नहीं वह फूल
जो फिर बाग़ में खिल जाए

जाओ ख़ुशी से तुम चले जाना
एक गुजारिश करे यह दीवाना
जाओ ख़ुशी से तुम चले जाना
एक गुजारिश करे यह दीवाना
ठहरो
टुकड़े दिल के चुन के उठा लूँ
न कोई टुकड़ा तुम को कहीं चुभ जाए
न कोई टुकड़ा तुम को कहीं चुभ जाए
शीशा तो फिर मिल जाता है

दिल नहीं वह चीज़
जो बाजार में मिल जाए
यह नहीं वह फूल
जो फिर बाग़ में खिल जाए
दिल नहीं वह चीज़
जो बाजार में मिल जाए
यह नहीं वह फूल
जो फिर बाग़ में खिल जाए

रुकिए
ऐसा न हो कहीं जान गँवा लून
रुकिए
ऐसा न हो कहीं जान गँवा लून
बस हम को तो आप का है ग़म
अपना क्या है
बा’आड़ में इल्ज़ाम तुम पे नहीं ाजै
बा’आड़ में इल्ज़ाम तुम पे नहीं ाजै

शीशा तो फिर मिल जाता है
दिल नहीं वह चीज़
जो बाजार में मिल जाए
यह नहीं वह फूल
जो फिर बाग़ में खिल जाए

शीशा चाहे टूट भी जाए
दिल न किसी का टूटने पाए

शीशा तो फिर मिल जाता है
दिल नहीं वह चीज़
जो बाजार में मिल जाए
यह नहीं वह फूल
जो फिर बाग़ में खिल जाए
दिल नहीं वह चीज़
जो बाजार में मिल जाए
यह नहीं वह फूल
जो फिर बाग़ में खिल जाए.

Sheesha Chahe Toot Bhi Jaaye Lyrics in English :

Sheesha chaahe toot bhi jaey
Dil na kisi ka tootne paaey
Sheesha chaahe toot bhi jaey
Dil na kisi ka tootne paaey

Sheesha to phir mil jaata hai
Dil nahi woh cheez
Jo bazaar mein mil jaey
Yeh nahi woh phool
Jo phir baagh mein khil jaey

Dil nahi woh cheez
Jo bazaar mein mil jaey
Yeh nahi woh phool
Jo phir baagh mein khil jaey

Jaao khushi se tum chale jaana
Aik guzaarish karey yeh deewaana
Jaao khushi se tum chale jaana
Aik guzaarish karey yeh deewaana
Thehro, zara main hosh mein aa loon
Tukrey dil ke chun ke utha loon
Na koi tukra tum ko kahin chubh jaey
Na koi tukra tum ko kahin chubh jaey
Sheesha to phir mil jaata hai

Dil nahi woh cheez
Jo bazaar mein mil jaey
Yeh nahi woh phool
Jo phir baagh mein khil jaey
Dil nahi woh cheez
Jo bazaar mein mil jaey
Yeh nahi woh phool
Jo phir baagh mein khil jaey

Rukiye, zara sa khud ko sambhaloon
Aisa na ho kahin jaan ganwa loon
Rukiye, zara sa khud ko sambhaloon
Aisa na ho kahin jaan ganwa loon
Bas ham ko to aap ka hai gham
Apna kya hai, rahain na rahain ham
Ba’ad mein elzaam tum pe nahi aajaey
Ba’ad mein elzaam tum pe nahi aajaey

Sheesha to phir mil jaata hai
Dil nahi woh cheez
Jo bazaar mein mil jaey
Yeh nahi woh phool
Jo phir baagh mein khil jaey

Sheesha chaahe toot bhi jaey
Dil na kisi ka tootne paaey

Sheesha to phir mil jaata hai
Dil nahi woh cheez
Jo bazaar mein mil jaey
Yeh nahi woh phool
Jo phir baagh mein khil jaey
Dil nahi woh cheez
Jo bazaar mein mil jaey
Yeh nahi woh phool
Jo phir baagh mein khil jaey.

See More Songs of Tum Mere Ho 1990