यार ज़ाहिर Yaar Zaahir Lyrics in Hindi

Yaar Zaahir Lyrics in Hindi. यार ज़ाहिर. It stars Neha Sharma, Aashim Gulati. Singer of Yaar Zaahir is Ustad Rashid Khan, Palak Muchhal. Lyrics are written by Irshad Kamil Music is given by Sandesh Shandilya

Song Name : Yaar Zaahir
Type: Single Song
Star Cast : Neha Sharma, Aashim Gulati
Singer : Ustad Rashid Khan, Palak Muchhal
Music Director : Sandesh Shandilya
Lyrics by : Irshad Kamil
Music Label : DRJ Records

Yaar Zaahir Lyrics in Hindi :

यार ज़ाहिर ज़ाहिर जिया कर दे
यार ज़ाहिर ज़ाहिर जिया कर दे
काश के तू चूम के खुदा कर दे

जिस्म ये जंगल नहीं
जिस्म ये जंगल नहीं
हुआ कब से चल मुझे
फिर हरा भरा कर दे

सुना है कोई रूठे तो
रूठे तो बढ़ती चाहतें
सुना है कोई रूठे तो
रूठे तो बढ़ती चाहतें

है गुज़ारिश तू मुझको खफा कर दे
काश के तू चूम के खुदा कर दे

ज़ुल्फ़ें तेरी पहले बनी
बादल बने बाद में
ज़ुल्फ़ें तेरी पहले बनी
बादल बने बाद में

फूलों ने भी गहने
पहने तेरी याद में

मैं ढूंढूं तेरे चेहरे को
चेहरे को बदल में सदा
मैं देखूं सारे फूलों में
फूलों में तेरी ही अदा

यार ज़ाहिर ज़ाहिर जिया कर दे
काश के तू चूम के खुदा कर दे

खुमारी जैसे रूहों पे
रूहों पे चढ़ती चाहतें
सुना है कोई रूठे तो
रूठे तो बढ़ती चाहतें

है गुज़ारिश गुज़ारिश शफा कर दे
काश के तू चूम के खुदा कर दे

जिस्म ये जंगल नहीं
जिस्म ये जंगल नहीं
हुआ कब से चल मुझे
फिर हरा भरा कर दे

Yaar Zaahir Lyrics in English :

Yaar zaahir zaahir Jiya kar de
Yaar zaahir zaahir Jiya kar de
Kaash ke tu choom ke Khuda kar de

Jism yeh jungle nahi
Jism yeh jungle nahi
Huya kab se chal mujhe
Phir hara bhara kar de

Suna hai koi roothe toh
Roothe toh badhti chahatein
Suna hai koi roothe toh
Roothe toh badhti chahatein

Hai guzarish tu mujhko Khafa kar de
Kaash ke tu choom ke Khuda kar de

Zulfein teri pehle bani
Badal bane baad mein
Zulfein teri pehle bani
Badal bane baad mein

Phoolon ne bhi gehne
Pehne teri yaad mein

Main dhoondhon tere chehre ko
Chehre ko badal mein sada
Main dekhun saare phoolon mein
Phoolon mein teri hi aada

Yaar zaahir zaahir Jiya kar de
Kaash ke tu choom ke Khuda kar de

Khumari jaise roohon pe
Roohon pe chadhti chahatein
Suna hai koi roothe toh
Roothe toh badhti chahatein

Hai guzarish guzarish Shafa kar de
Kaash ke tu choom ke Khuda kar de

Jism yeh jungle nahi
Jism yeh jungle nahi
Hua kab se chal mujhe
Phir haara bhara kar de