यह हवाएं सर्द सर्द हैं Yeh Hawayein Sard Sard Hain Lyrics in Hindi from Nasihat (1986)

Yeh Hawayein Sard Sard Hain Lyrics in Hindi. यह हवाएं सर्द सर्द हैं song from Nasihat 1986. It stars Rajesh Khanna, Mithun Chakraborty, Shabana Azmi, Deepti Naval, Amjad Khan, Tanuja, Aruna Irani, Kader Khan. Singer of Yeh Hawayein Sard Sard Hain is Asha Bhosle, Suresh Wadkar. Lyrics are written by Anjaan, Kaifi Azmi Music is given by Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah

Song Name : Yeh Hawayein Sard Sard Hain
Album / Movie : Nasihat 1986
Star Cast : Rajesh Khanna, Mithun Chakraborty, Shabana Azmi, Deepti Naval, Amjad Khan, Tanuja, Aruna Irani, Kader Khan
Singer : Asha Bhosle, Suresh Wadkar
Music Director : Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah
Lyrics by : Anjaan, Kaifi Azmi
Music Label : Venus

Yeh Hawayein Sard Sard Hain Lyrics in Hindi :

यह हवाएं सर्द सर्द हैं
क्यूँ दिलो में गर्मिया
या इलाही यह माजरा क्या है
यह हवाएं सर्द सर्द हैं
यह हवाएं सर्द सर्द हैं
क्यूँ दिलो में गर्मिया
फिर भी इतनी दूरियां क्यों
फिर भी इतनी दूरियां क्यों
दो दिलों के दर्मिया
यह हवाएं सर्द सर्द हैं
यह हवाएं सर्द सर्द हैं
हवाओ के क्या क्या
रूप बदल रहे हैं
जलनेवाले खुद जल रहे हैं

कल थी शोला आज हैं शबनम
यह कैसा अन्दाज़ हैं
यह कैसा अन्दाज़ हैं
मौसम जैसे रंग बदलना
आखिर यह क्या राज़ हैं
आखिर यह क्या राज़ हैं
पत्थर को मोम कर दे
पत्थर को मोम कर दे
मोहब्बत की गर्मिया
यह हवाएं सर्द सर्द हैं
यह हवाएं सर्द सर्द हैं
क्यूँ दिलो में गर्मिया
फिर भी इतनी दूरियां क्यों
फिर भी इतनी दूरियां क्यों
दो दिलों के दर्मिया
यह हवाएं सर्द सर्द हैं

मोहब्बत में
मेरी जान सब चलता हैं
जलनेवाला कभी
खुद भी जलते हैं
आते जाते यूँ टकराना
कुछ तो बात ज़रूर हैं
कुछ तो बात ज़रूर हैं
कोई न समझे कोई न जाने
दिल को क्या मंज़ूर हैं
दिल को क्या मंज़ूर हैं
क्या जाने कब शुरू हो
क्या जाने कब शुरू हो
यह दिलो की दासता

यह हवाएं सर्द सर्द हैं
यह हवाएं सर्द सर्द हैं
क्यूँ दिलो में गर्मिया
फिर भी इतनी दूरियां क्यों
फिर भी इतनी दूरियां क्यों
दो दिलों के दर्मिया
यह हवाएं सर्द सर्द हैं
यह हवाएं सर्द सर्द हैं.

Yeh Hawayein Sard Sard Hain Lyrics in English :

Yeh hawayein sard sard hain
Kyun dilo mein garmiyaa
Ya ilaahi yeh majra kya hai
Yeh hawayein sard sard hain
Yeh hawayein sard sard hain
Kyun dilo mein garmiyaa
Phir bhi itani dooriya kyun
Phir bhi itani dooriya kyun
Do dilo ke darmiyaa
Yeh hawayein sard sard hain
Yeh hawayein sard sard hain
Hawao ke kya kya
Roop badal rahe hain
Jalanewale khud jal rahe hain

Kal thi shola aaj hain shabnam
Yeh kaisa andaaz hain
Yeh kaisa andaaz hain
Mausam jaise rang badalna
Aakhir yeh kya raaz hain
Aakhir yeh kya raaz hain
Patthar ko mom kar de
Patthar ko mom kar de
Mohabbat ki garmiyaa
Yeh hawayein sard sard hain
Yeh hawayein sard sard hain
Kyun dilo mein garmiyaa
Phir bhi itani dooriya kyun
Phir bhi itani dooriya kyun
Do dilo ke darmiyaa
Yeh hawayein sard sard hain

Mohabbat mein
Meri jaan sab chalta hain
Jalanewala kabhi
Khud bhi jalta hain
Aate jaate yun takrana
Kuchh to baat zaroor hain
Kuchh to baat zaroor hain
Koi na samjhe koi na jaane
Dil ko kya manzoor hain
Dil ko kya manzoor hain
Kya jaane kab shuru ho
Kya jaane kab shuru ho
Yeh dilo ki daasta

Yeh hawayein sard sard hain
Yeh hawayein sard sard hain
Kyun dilo mein garmiyaa
Phir bhi itani dooriya kyun
Phir bhi itani dooriya kyun
Do dilo ke darmiyaa
Yeh hawayein sard sard hain
Yeh hawayein sard sard hain.

See More Songs of Nasihat 1986