आशिक़ों ने हुस्न को Aashiqon Ne Husn Ko Lyrics in Hindi from Shrimatiji (1952)

Aashiqon Ne Husn Ko Lyrics in Hindi. आशिक़ों ने हुस्न को song from Shrimatiji 1952. It stars I.S. Johar, Shyama. Singer of Aashiqon Ne Husn Ko is Kishore Kumar, Shamshad Begum. Lyrics are written by Raja Mehdi Ali Khan Music is given by Jimmy

Song Name : Aashiqon Ne Husn Ko
Album / Movie : Shrimatiji 1952
Star Cast : I.S. Johar, Shyama
Singer : Kishore Kumar, Shamshad Begum
Music Director : Jimmy
Lyrics by : Raja Mehdi Ali Khan
Music Label : Saregama

Aashiqon Ne Husn Ko Lyrics in Hindi :

आशिक़ों ने हुस्न को
उलट पलट कर दिया अरे
निकल गयी अकड मकद
सर को नीचे कर दिया
निकल गयी अकड मकद
सर को नीचे कर दिया

देखो देखो दुनिया वालों
हमने पकड़ी तितलियाँ
इश्क़ के इशारों पे
नाचेंगी ये कठपुतलियां
नाचेंगी ये कठपुतलियां

अरे आशिक़ों ने हुस्न
पर जुलम जुलम कर दिया
जो न करना चाहिए था
वो भी आज कर दिया
जो न करना चाहिए था
वो भी आज कर दिया
आशिक़ों को हुस्न को
उलट पलट कर दिया
निकल गयी अकड मकद
सर को नीचे कर दिया
देखो देखो हुस्न की
ये ज़हर भरी प्यालियाँ
ज़हर भरी प्यालियाँ
आशिकों के दिल को दसें
नागिनें ये कालियाँ
नागिनें ये कालियाँ
झूमती हैं हाय
झूमती हैं बीन पर
बजाओ ज़रा तालियां
बजाओ ज़रा तालियां

आशिक़ों ने हुस्न को
तंग तंग कर दिया
इश्क़ की पिटारियों में
बंद बंद कर दिया
इश्क़ की पिटारियों में
बंद बंद कर दिया होय
आशिक़ों को हुस्न को
उलट पलट कर दिया
निकल गयी अकड मकद
सर को नीचे कर दिया
दुलकी दुलकी चाल में
आयीं दिखाती मस्तियाँ
दुलकी दुलकी चाल में
आयीं दिखाती मस्तियाँ
आशिकों के दिलों की
उजाड़ती हैं बस्तियाँ
इश्क़ की लगाम से काबू
में हैं ये हस्तियां
इश्क़ की लगाम से काबू
में हैं ये हस्तियां

आशिक़ों ने हुस्न का हाल
बुरा कर दिया हड्डियों को
पसलियों को चूर चूर
कर दिया हड्डियों को
पसलियों को चूर
चूर कर दिया होय
आशिक़ों को हुस्न को
उलट पलट कर दिया
निकल गयी अकड मकद
सर को नीचे कर दिया
निकल गयी अकड मकद
सर को नीचे कर दिया.

Aashiqon Ne Husn Ko Lyrics in English :

Aashiqon ne husn ko
Ulat pulat kar diya arre
Nikal gayi akad makad
Sar ko neecha kar diya
Nikal gayi akad makad
Sar ko neecha kar diya

Dekho dekho duniya waalon
Hamne pakdi titliyaan
Ishq ke ishaaron pe
Naachengi ye kathputliyaan
Naachengi ye kathputliyaan

Arre aashiqon ne husn
Par julam julam kar diya
Jo na karna chaahiye thha
Wo bhi aaj kar diya
Jo na karna chaahiye thha
Wo bhi aaj kar diya
Aashiqon ko husn ko
Ulat pulat kar diya
Nikal gayi akad makad
Sar ko neecha kar diya
Dekho dekho husn ki
Ye zehar bhari pyaaliyaan
Zehar bhari pyaaliyaan
Aashiqon ke dil ko dasen
Naaginen ye kaaliyaan
Naaginen ye kaaliyaan
Jhoomti hain haaye
Jhoomti hain been par
Bajaao zara taaliyaan
Bajaao zara taaliyaan

Aashiqon ne husn ko
Tang tang kar diya
Ishq ki pitaariyon mein
Band band kar diya
Ishq ki pitaariyon mein
Band band kar diya hoy
Aashiqon ko husn ko
Ulat pulat kar diya
Nikal gayi akad makad
Sar ko neecha kar diya
Dulki dulki chaal mein
Aayin dikhaati mastiyaan
Dulki dulki chaal mein
Aayin dikhaati mastiyaan
Aashiqon ke dilon ki
Ujaadti hain bastiyaan
Ishq ki lagaam se qaaboo
Mein hain ye hastiyaan
Ishq ki lagaam se qaaboo
Mein hain ye hastiyaan

Aashiqon ne husn ka haal
Bura kar diya haddiyon ko
Pasliyon ko choor choor
Kar diya haddiyon ko
Pasliyon ko choor
Choor kar diya hoy
Aashiqon ko husn ko
Ulat pulat kar diya
Nikal gayi akad makad
Sar ko neecha kar diya
Nikal gayi akad makad
Sar ko neecha kar diya.

See More Songs of Shrimatiji 1952