आये बहार बन के Aaye Bahaar Ban Ke Lyrics in Hindi from Raj Hath (1956)

Aaye Bahaar Ban Ke Lyrics in Hindi. आये बहार बन के song from Raj Hath 1956. It stars Pradeep Kumar, Madhubala, Ulhas, Sohrab Modi, Tiwari. Singer of Aaye Bahaar Ban Ke is Mohammed Rafi. Lyrics are written by Hasrat Jaipuri Music is given by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi

Song Name : Aaye Bahaar Ban Ke
Album / Movie : Raj Hath 1956
Star Cast : Pradeep Kumar, Madhubala, Ulhas, Sohrab Modi, Tiwari
Singer : Mohammed Rafi
Music Director : Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Lyrics by : Hasrat Jaipuri
Music Label : Saregama

Aaye Bahaar Ban Ke Lyrics in Hindi :

आये बहार बन के
लुभाकर चले गए
आये बहार बन के
लुभाकर चले गए
क्या राज़ था जो दिल में
छुपकर चले गए
क्या राज़ था जो दिल में
छुपकर चले गए

कहने को वह हसीं
थे आँखें थी बेवफा हो
आँखें थी बेवफा
कहने को वह हसीं
थे आँखें थी बेवफा हाय
दामन मेरी नज़र से
बचाकर चले गए
आये बहार बन के
लुभाकर चले गए

इतना मुझे बताओ मेरे
दिल की धड़कनों हाय
दिल की धड़कनों
इतना मुझे बताओ मेरे
दिल की धड़कनों हाय
वह कौन थे जो ख्वाब
दिखाकर चले गए
आये बहार बन के
लुभाकर चले गए
क्या राज़ था जो दिल में
छुपकर चले गए.

Aaye Bahaar Ban Ke Lyrics in English :

Aaye bahaar ban ke
Lubhaakar chale gaye
Aaye bahaar ban ke
Lubhaakar chale gaye
Kya raaz tha jo dil mein
Chhupakar chale gaye
Kya raaz tha jo dil mein
Chhupakar chale gaye

Kehne ko woh haseen
The aankhen thi bewafa ho
Aankhen thi bewafa
Kehne ko woh haseen
The aankhen thi bewafa haaye
Daaman meri nazar se
Bachaakar chale gaye
Aaye bahaar ban ke
Lubhaakar chale gaye

Itna mujhe bataao mere
Dil ki dhadkanon haaye
Dil ki dhadkanon
Itna mujhe bataao mere
Dil ki dhadkanon haaye
Woh kaun the jo khwaab
Dikhaakar chale gaye
Aaye bahaar ban ke
Lubhaakar chale gaye
Kya raaz tha jo dil mein
Chhupakar chale gaye.

See More Songs of Raj Hath 1956