दाने दाने पे लिखा है Daane Daane Pe Likha Hai Lyrics in Hindi from Baarish (1957)

Daane Daane Pe Likha Hai Lyrics in Hindi. दाने दाने पे लिखा है song from Baarish 1957. It stars Anwar Husain, Dev Anand, Gope, Jagdish, Sethi, Kumkum, Lalita Pawar, Nutan. Singer of Daane Daane Pe Likha Hai is Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra). Lyrics are written by Rajendra Krishan Music is given by Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra)

Song Name : Daane Daane Pe Likha Hai
Album / Movie : Baarish 1957
Star Cast : Anwar Husain, Dev Anand, Gope, Jagdish, Sethi, Kumkum, Lalita Pawar, Nutan
Singer : Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra)
Music Director : Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra)
Lyrics by : Rajendra Krishan
Music Label : Saregama Music

Daane Daane Pe Likha Hai Lyrics in Hindi :

दाने दाने पे लिखा है
खाने वाले का नाम
लेने वाले करोड़
देने वाला एक राम
दाने दाने पे लिखा है
खाने वाले का नाम
लेने वाले करोड़
देने वाला एक राम

कोई कितना अमीर हो
या कितना गरीब
खाये उतना ही
जीतना है उस का नसीब
कोई कितना अमीर हो
या कितना गरीब
खाये उतना ही
जीतना है उस का नसीब
आगे मालिक के
चलता नहीं कोई दाम

लेने वाले करोड़
देने वाला एक राम
दाने दाने पे लिखा है
खाने वाले का नाम
लेने वाले करोड़
देने वाला एक राम

तेरी किसमत की लिखी
हुई है किताब
तेरे एक एक दिन का
है उस में हिसाब
तेरी किसमत की लिखी
हुई है किताब
तेरे एक एक दिन का
है उस में हिसाब
तेरे बस में ना
सुबह है ना तेरी शाम

लेने वाले करोड़
देने वाला एक राम
दाने दाने पे लिखा है
खाने वाले का नाम
लेने वाले करोड़
देने वाला एक राम

कभी गर्मी की मौज
कभी बारिश का रंग
ऐसे चक्कर को देख
सारी दुनिया है दांग
कभी गर्मी की मौज
कभी बारिश का रंग
ऐसे चक्कर को देख
सारी दुनिया है दांग
चाँद सूरज ज़मीन
सब उसके गुलाम

लेने वाले करोड़
देने वाला एक राम
दाने दाने पे लिखा
है खाने वाले का नाम
लेने वाले करोड़
देने वाला एक राम
लेने वाले करोड़
देने वाला एक राम.

Daane Daane Pe Likha Hai Lyrics in English :

Daane daane pe likha hai
Khaane wale kaa naam
Lene wale karod
Dene wala ek raam
Daane daane pe likha hai
Khaane wale kaa naam
Lene wale karod
Dene wala ek raam

Koi kitna amir ho
Yaa kitna garib
Khaaye utana hi
Jitna hai us ka nasib
Koi kitna amir ho
Yaa kitna garib
Khaaye utana hi
Jitna hai us ka nasib
Aage maalik ke
Chalta nahi koi daam

Lene wale karod
Dene wala ek raam
Daane daane pe likha hai
Khaane wale kaa naam
Lene wale karod
Dene wala ek raam

Teri kisamat ki likhi
Hui hai kitaab
Tere ek ek din kaa
Hai us me hisaab
Teri kisamat ki likhi
Hui hai kitaab
Tere ek ek din kaa
Hai us me hisaab
Tere bas me naa
Subah hai naa teri shaam

Lene wale karod
Dene wala ek raam
Daane daane pe likha hai
Khaane wale kaa naam
Lene wale karod
Dene wala ek raam

Kabhi garmi ki mauj
Kabhi baarish kaa rang
Aise chakkar ko dekh
Saari duniya hai dang
Kabhi garmi ki mauj
Kabhi baarish kaa rang
Aise chakkar ko dekh
Saari duniya hai dang
Chaand suraj zamin
Sab usake gulaam

Lene wale karod
Dene wala ek raam
Daane daane pe likha
Hai khaane wale kaa naam
Lene wale karod
Dene wala ek raam
Lene wale karod
Dene wala ek raam.

See More Songs of Baarish 1957