दिल का भरोसा तो नहीं है Dil Ka Bharosa To Nahin Hai Lyrics in Hindi from Shama (1961)

Dil Ka Bharosa To Nahin Hai Lyrics in Hindi. दिल का भरोसा तो नहीं है song from Shama 1961. It stars Nimmi, Vijay Dutt, M. Kumar, Kammo, Tarun Bose, Suraiya, Mumtaz Begum, Tun Tun, Chandabala. Singer of Dil Ka Bharosa To Nahin Hai is Vijay Dutt. Lyrics are written by Kaifi Azmi Music is given by Ghulam Mohammad

Song Name : Dil Ka Bharosa To Nahin Hai
Album / Movie : Shama 1961
Star Cast : Nimmi, Vijay Dutt, M. Kumar, Kammo, Tarun Bose, Suraiya, Mumtaz Begum, Tun Tun, Chandabala
Singer : Vijay Dutt
Music Director : Ghulam Mohammad
Lyrics by : Kaifi Azmi
Music Label : Saregama

Dil Ka Bharosa To Nahin Hai Lyrics in Hindi :

सच कहते हो तुम
दिल का भरोसा तो नहीं है
सच कहते हो तुम
दिल का भरोसा तो नहीं है
महफ़िल में मचल जाए
अब ऐसा तो नहीं है
सच कहते हो तुम
दिल का भरोसा तो नहीं है

क्यूँ हैट’तो नहीं परदे से
बेताब निगाहें
क्यूँ हैट’तो नहीं परदे से
बेताब निगाहें
परदे के उद्धार
मेरी तमन्ना तो नहीं है
परदे के उद्धार
मेरी तमन्ना तो नहीं है

सब हुस्न के कायल हैं
मगर मेरी तरह से
सब हुस्न के कायल हैं
मगर मेरी तरह से
बे-देखे किसी ने तुम्हें
चाहा तो नहीं है
बे-देखे किसी ने तुम्हें
चाहा तो नहीं है

क्यूँ झुकने लगी आँखें
छलकने लगे सागर
क्यूँ झुकने लगी आँखें
छलकने लगे सागर
मैखाने के बाहर
कोई प्यासा तो नहीं है
मैखाने के बाहर
कोई प्यासा तो नहीं है

आ जाओ के हम अपना जहां
आप बसा लें
आ जाओ के हम अपना जहां
आप बसा लें
दुनिया ये
किसी काम की दुनिया तो नहीं है
दुनिया ये
किसी काम की दुनिया तो नहीं है

फरमाने लगे देख के वो
दिल का तड़पना
फरमाने लगे देख के वो
दिल का तड़पना
है दर्द
मगर इतना ज़ियादा तो नहीं है
है दर्द
मगर इतना ज़ियादा तो नहीं है

परवाना ग़ज़ल आज तेरी
कर गयी जादू
परवाना ग़ज़ल आज तेरी
कर गयी जादू
ये फैज़ उसी मस्त नज़र का तो नहीं है
ये फैज़ उसी मस्त नज़र का तो नहीं है

सच कहते हो तुम
दिल का भरोसा तो नहीं है
महफ़िल में मचल जाए
अब ऐसा तो नहीं है
सच कहते हो तुम
दिल का भरोसा तो नहीं है.

Dil Ka Bharosa To Nahin Hai Lyrics in English :

Sach kehte ho tum
Dil ka bharosa to nahin hai
Sach kehte ho tum
Dil ka bharosa to nahin hai
Mehfil mein machal jaaye
Ab aisa to nahin hai
Sach kehte ho tum
Dil ka bharosa to nahin hai

Kyun hat’ti nahin parde se
Betaab nigaahen
Kyun hat’ti nahin parde se
Betaab nigaahen
Parde ke udhar
Meri tamanna to nahin hai
Parde ke udhar
Meri tamanna to nahin hai

Sab husn ke kaayal hain
Magar meri tareh se
Sab husn ke kaayal hain
Magar meri tareh se
Be-dekhe kisi ne tumhen
Chaaha to nahin hai
Be-dekhe kisi ne tumhen
Chaaha to nahin hai

Kyun jhukne lagi aankhen
Chhalakne lagey saagar
Kyun jhukne lagi aankhen
Chhalakne lagey saagar
Maikhaane ke baahar
Koi pyaasa to nahin hai
Maikhaane ke baahar
Koi pyaasa to nahin hai

Aa jaao ke hum apna jahaan
Aap basaa len
Aa jaao ke hum apna jahaan
Aap basaa len
Duniya ye
Kisi kaam ki duniya to nahin hai
Duniya ye
Kisi kaam ki duniya to nahin hai

Farmaane lagey dekh ke wo
Dil ka tadapnaa
Farmaane lagey dekh ke wo
Dil ka tadapnaa
Hai dard
Magar itna ziyaada to nahin hai
Hai dard
Magar itna ziyaada to nahin hai

Parwaana ghazal aaj teri
Kar gayi jaadu
Parwaana ghazal aaj teri
Kar gayi jaadu
Ye faiz usi mast nazar ka to nahin hai
Ye faiz usi mast nazar ka to nahin hai

Sach kehte ho tum
Dil ka bharosa to nahin hai
Mehfil mein machal jaaye
Ab aisa to nahin hai
Sach kehte ho tum
Dil ka bharosa to nahin hai.

See More Songs of Shama 1961