कहते हैं मौसम Kehta Hain Mausam Lyrics in Hindi from Sapne Sajan Ke (1992)

Kehta Hain Mausam Lyrics in Hindi. कहते हैं मौसम song from Sapne Sajan Ke 1992. It stars Karishma Kapoor, Rahul Roy, Jackie Shroff. Singer of Kehta Hain Mausam is Alka Yagnik. Lyrics are written by Sameer Music is given by Nadeem Saifi, Shravan Rathod

Song Name : Kehta Hain Mausam
Album / Movie : Sapne Sajan Ke 1992
Star Cast : Karishma Kapoor, Rahul Roy, Jackie Shroff
Singer : Alka Yagnik
Music Director : Nadeem Saifi, Shravan Rathod
Lyrics by : Sameer
Music Label : Lara Music

Kehta Hain Mausam Lyrics in Hindi :

कहते हैं यह मौसम
छ रहीं हैं कहीं पे घटा
कहते हैं यह मौसम
छ रहीं हैं कहीं पे घटा
पंछी गा रहे हैं
इनसे पूछूँगी तेरा पता
मेरी जुल्फों को छेड़े
दीवानी यह पागल हवा
सपने साजन के
दे रहे अब हमको सदा
कहते हैं यह मौसम
छ रहीं हैं कहीं पे घटा

भँवरे तराने गए
गाके हमें सुनाए
फूलों का दिल हैं जवान
आई जवानी आयी
क्या रुत सुहानी आयी
कितना हसीं है समां
ऐसे में जी करता हैं
करने को कोई खता
कहता है यह मौसम
छ रहीं हैं कहीं पे घटा
पंछी गा रहे हैं
इनसे पूछूँगी तेरा पता
सपने साजन के
दे रहे अब हमको सदा

अपना बनाऊँगी मैं
दिल में बसाउंगी मैं
जब वह मिलेगा मुझे
किसकी दीवानी हूँ मैं
किसकी कहानी हूँ मैं
कैसे बताऊँ तुझे
आज नहीं तो
कल मिल जाएगा उसका पता
कहते हैं यह मौसम
छ रहीं हैं कहीं पे घटा
पंछी गा रहे हैं
इनसे पूछूँगी तेरा पता
सपने साजन के
दे रहे अब हमको सदा
मेरी जुल्फों को छेड़े
दीवानी यह पागल हवा
सपने साजन के
दे रहे अब हमको सदा
सपने साजन के
दे रहे अब हमको सदा.

Kehta Hain Mausam Lyrics in English :

Kehta hain yeh mausam
Chha rahin hain kaheen pe ghata
Kehta hain yeh mausam
Chha rahin hain kaheen pe ghata
Panchhi gaa rahe hain
Inse poochhungi tera pata
Meri zulfon ko chhede
Deewani yeh paagal hawa
Sapane saajan ke
De rahe ab hamko sada
Kehta hain yeh mausam
Chha rahin hain kaheen pe ghata

Bhanvare tarane gaye
Gaake hame sunaaye
Phoolon ka dil hain jawaan
Aai jawaani aayi
Kya rut suhani aayi
Kitna haseen hai sama
Aise mein ji karta hain
Karne ko koi khata
Kehta hai yeh mausam
Chha rahin hain kaheen pe ghata
Panchhi gaa rahe hain
Inse poochhungi tera pata
Sapane saajan ke
De rahe ab hamko sada

Apana banaaungi main
Dil mein basaaungi main
Jab woh milega mujhe
Kiski deewani hoon main
Kiski kahaani hoon main
Kaise bataaun tujhe
Aaj nahin to
Kal mil jaayega uska pata
Kahata hain yeh mausam
Chha rahin hain kaheen pe ghata
Panchhi gaa rahe hain
Inse poochhungi tera pata
Sapane saajan ke
De rahe ab hamko sada
Meri zulfon ko chhede
Deewani yeh paagal hawa
Sapane saajan ke
De rahe ab hamko sada
Sapane saajan ke
De rahe ab hamko sada.

See More Songs of Sapne Sajan Ke 1992