ख़ूबसूरत है वह दिल का मेहमान है Khubsurat Hai Woh Dil Ka Mehman Hai Lyrics in Hindi from Salaami (1994)

Khubsurat Hai Woh Dil Ka Mehman Hai Lyrics in Hindi. ख़ूबसूरत है वह दिल का मेहमान है song from Salaami 1994. It stars Ayub Khan, Samyukta, Roshini Jaffery, Kabir Bedi, Saeed Jaffrey, Goga Kapoor. Singer of Khubsurat Hai Woh Dil Ka Mehman Hai is Kumar Sanu. Lyrics are written by Sameer Music is given by Nadeem Saifi, Shravan Rathod

Song Name : Khubsurat Hai Woh Dil Ka Mehman Hai
Album / Movie : Salaami 1994
Star Cast : Ayub Khan, Samyukta, Roshini Jaffery, Kabir Bedi, Saeed Jaffrey, Goga Kapoor
Singer : Kumar Sanu
Music Director : Nadeem Saifi, Shravan Rathod
Lyrics by : Sameer
Music Label : Time Magnetics

Khubsurat Hai Woh Dil Ka Mehman Hai Lyrics in Hindi :

ख़ूबसूरत है वोह
ख़ूबसूरत है वोह
मेरे मेहबूब की यही पहचान है
मेरे मेहबूब की यही पहचान है
थोड़ी मासूम है
थोड़ी मासूम है
मेरे मेहबूब की यही पहचान है
मेरे मेहबूब की यही पहचान है
ख़ूबसूरत है वोह
ख़ूबसूरत है वोह
मेरे मेहबूब की यही पहचान है
मेरे मेहबूब की यही पहचान है

एक दिन वोह मिली
दर्द-इ-दिल मेरे दिल में जगाके गयी
एक दिन वोह मिली
दर्द-इ-दिल मेरे दिल में जगाके गयी
वोह हसीन दिलरुबा दिल चुराके गयी
मेरी चाहत है वह
मेरी चाहत है वह
मेरे मेहबूब की यही पहचान है
मेरे मेहबूब की यही पहचान है

अजनबी दो दिलों की मुलाक़ात थी
बस घडी दो घडी वोह मेरे साथ थी
अजनबी दो दिलों की मुलाक़ात थी
बस घडी दो घडी वोह मेरे साथ थी
कह ना पाया था मैं दिल में जो बात थी
जानती है मगर मुझसे अनजान है
जानती है मगर मुझसे अनजान है
मेरे मेहबूब की यही पहचान है
मेरे मेहबूब की यही पहचान है

गर कभी फिर मिली तो बताऊंगा मैं
हाल-इ-दिल उस हसीं को सुनाऊंगा मैं
गर कभी फिर मिली तो बताऊंगा मैं
हाल-इ-दिल उस हसीं को सुनाऊंगा मैं
उम्र भर ना उसे भूल पाऊँगा मैं
वह मेरा चैन है
वह मेरा चैन है
मेरे मेहबूब की यही पहचान है
मेरे मेहबूब की यही पहचान है

ख़ूबसूरत है वोह
ख़ूबसूरत है वोह
मेरे मेहबूब की यही पहचान है.
मेरे मेहबूब की यही पहचान है.

Khubsurat Hai Woh Dil Ka Mehman Hai Lyrics in English :

Khoobsurat hai woh, dil ka mehmaan hai
Khoobsurat hai woh, dil ka mehmaan hai
Mere mehboob ki yehi pehchaan hai
Mere mehboob ki yehi pehchaan hai
Thodi masoom hai, thodi nadaan hai
Thodi masoom hai, thodi nadaan hai
Mere mehboob ki yehi pehchaan hai
Mere mehboob ki yehi pehchaan hai
Khoobsurat hai woh, dil ka mehmaan hai
Khoobsurat hai woh, dil ka mehmaan hai
Mere mehboob ki yehi pehchaan hai
Mere mehboob ki yehi pehchaan hai

Ek din voh mili, muskuraake gayi
Dard-e-dil mere dil mein jagaake gayi
Ek din voh mili, muskuraake gayi
Dard-e-dil mere dil mein jagaake gayi
Voh haseen dilrooba dil churaake gayi
Meri chaahat hai woh, mera armaan hai
Meri chaahat hai woh, mera armaan hai
Mere mehboob ki yehi pehchaan hai
Mere mehboob ki yehi pehchaan hai

Ajnabi do dilon ki mulaqaat thi
Bas ghadi do ghadi voh mere saath thi
Ajnabi do dilon ki mulaqaat thi
Bas ghadi do ghadi voh mere saath thi
Keh naa paaya tha main dil mein jo baat thi
Jaanti hai magar mujhse anjaan hai
Jaanti hai magar mujhse anjaan hai
Mere mehboob ki yehi pehchaan hai
Mere mehboob ki yehi pehchaan hai

Gar kabhi phir mili to bataaoonga main
Haal-e-dil us haseen ko sunaaoonga main
Gar kabhi phir mili to bataaoonga main
Haal-e-dil us haseen ko sunaaoonga main
Ummar bhar naa usse bhool paaoonga main
Woh mera chain hai, woh meri jaan hai
Woh mera chain hai, woh meri jaan hai
Mere mehboob ki yehi pehchaan hai
Mere mehboob ki yehi pehchaan hai

Khoobsurat hai woh, dil ka mehmaan hai
Khoobsurat hai woh, dil ka mehmaan hai
Mere mehboob ki yehi pehchaan hai.
Mere mehboob ki yehi pehchaan hai.

See More Songs of Salaami 1994