लोग मुझको खुश समझते है Log Mujhko Khush Samajhte Hai Lyrics in Hindi from Zamindar

Log Mujhko Khush Samajhte Hai Lyrics in Hindi. लोग मुझको खुश समझते है song from Zamindar. It stars Akhtar, Anwari, Shanta Apte, G.N. Butt, M. Ismail, Manorama, Ghulam Mohammad, Durga Mota, S.D. Narang. Singer of Log Mujhko Khush Samajhte Hai is Ghulam Haider. Lyrics are written by Behzad Lucknavi Music is given by Ghulam Haider

Song Name : Log Mujhko Khush Samajhte Hai
Album / Movie : Zamindar
Star Cast : Akhtar, Anwari, Shanta Apte, G.N. Butt, M. Ismail, Manorama, Ghulam Mohammad, Durga Mota, S.D. Narang
Singer : Ghulam Haider
Music Director : Ghulam Haider
Lyrics by : Behzad Lucknavi
Music Label : Columbia Records

Log Mujhko Khush Samajhte Hai Lyrics in Hindi :

लोग मुझको खुश समझते हैं
मगर मैं ग़म में हूँ
जिसको कोई पा नहीं सकता है
उस आलम मैं हूँ

मुझको किस्मत से मिली है
कैसी यह थी ज़िन्दगी
मुझको किस्मत से मिली है
कैसी यह थी ज़िन्दगी
मैं ही नग़में गा रहा था
और मैं ही मातम में हूँ
मैं ही नग़में गा रहा था
और मैं ही मातम में हूँ

सब्र का तो फल मिला है
शुक्र का भी फल मिले
सब्र का तो फल मिला है
शुक्र का भी फल मिले
तू ने जो आलम दिया है
मैं उसी आलम में हूँ
तू ने जो आलम दिया है
मैं उसी आलम में हूँ

फूल से लेकिन बहारों से
बहुत हूँ दूर दूर
फूल से लेकिन बहारों से
बहुत हूँ दूर दूर
कोई मुझको यह बताएं
कौन से मौसम में हूँ
कोई मुझको यह बताएं
कौन से मौसम में हूँ
लोग मुझको खुश समझते हैं
मगर मैं ग़म में हूँ
जिसको कोई पा नहीं सकता है
उस आलम में हूँ.

Log Mujhko Khush Samajhte Hai Lyrics in English :

Log mujhko khush samajhte hain
Magar main gham mein hoon
Jisko koi paa nahi saktaa hai
Us aalam main hoon

Mujhko kismat se mili hai
Kaisi yeh thhi zindagi
Mujhko kismat se mili hai
Kaisi yeh thhi zindagi
Main hi naghmen gaa rahaa tha
Aur main hi maatam mein hoon
Main hi naghmen gaa rahaa tha
Aur main hi maatam mein hoon

Sabr ka to phal milaa hai
Shukr kaa bhi phal miley
Sabr ka to phal milaa hai
Shukr kaa bhi phal miley
Tu ne jo aalam diyaa hai
Main usi aalam main hoon
Tu ne jo aalam diyaa hai
Main usi aalam mein hoon

Phool se lekin bahaaron se
Bahut hoon door door
Phool se lekin bahaaron se
Bahut hoon door door
Koi mujhko yeh bataayen
Kaun se mausam mein hoon
Koi mujhko yeh bataayen
Kaun se mausam mein hoon
Log mujhko khush samajhte hain
Magar main gham mein hoon
Jisko koi paa nahi saktaa hai
Us aalam mein hoon.

See More Songs of Zamindar