मेरे सामने वाली खिड़की में इक चाँद Mere Samne Wali Khidki Mein Ik Chaand Lyrics in Hindi from Padosan (1968)

Mere Samne Wali Khidki Mein Ik Chaand Lyrics in Hindi. मेरे सामने वाली खिड़की में इक चाँद song from Padosan 1968. It stars Sunil Dutt, Saira Banu, Kishore Kumar, Mehmood. Singer of Mere Samne Wali Khidki Mein Ik Chaand is Kishore Kumar. Lyrics are written by Rajendra Krishan Music is given by Rahul Dev Burman

Song Name : Mere Samne Wali Khidki Mein Ik Chaand
Album / Movie : Padosan 1968
Star Cast : Sunil Dutt, Saira Banu, Kishore Kumar, Mehmood
Singer : Kishore Kumar
Music Director : Rahul Dev Burman
Lyrics by : Rajendra Krishan
Music Label : Saregama

Mere Samne Wali Khidki Mein Ik Chaand Lyrics in Hindi :

मेरे सामने वाली खिड़की में
एक चाँद का टुकड़ा रहता है
मेरे सामने वाली खिड़की में
एक चाँद का टुकड़ा रहता है
अफ़सोस ये है के वो हमसे
कुछ उखड़ा उखड़ा रहता है
मेरे सामने वाली खिड़की में
एक चाँद का टुकड़ा रहता है

जिस रोज़ से देखा है उसको
हम शमा जलाना भूल गए
दिल थाम के ऐसे बैठे हैं
कहीं आना जाना भूल गए
अब आठ पहर इन आँखों में
वो चंचल मुखड़ा रहता है
मेरे सामने वाली खिड़की में
एक चाँद का टुकड़ा रहता है

बरसात भी आकर चली गयी
बादल भी गरज कर बरस गए
बरसात भी आकर चली गयी
बादल भी गरज कर बरस गए
पर उसकी एक झलक को हम
ऐ हुस्न के मालिक तरस गए
कब प्यास बुझेगी आँखों की
दिन रात ये दुखड़ा रहता है
मेरे सामने वाली खिड़की में
एक चाँद का टुकड़ा रहता है
अफ़सोस ये है के वो हमसे
कुछ उखड़ा उखड़ा रहता है
मेरे सामने वाली खिड़की में
एक चाँद का टुकड़ा रहता है.

Mere Samne Wali Khidki Mein Ik Chaand Lyrics in English :

Mere saamne waali khidki mein
Ek chaand ka tukda rehta hai
Mere saamne waali khidki mein
Ek chaand ka tukda rehta hai
Afsos ye hai ke vo hamse
Kuchh ukhda ukhda rehta hai
Mere saamne waali khidki mein
Ek chaand ka tukda rehta hai

Jis roz se dekha hai usko
Ham shamaa jalaana bhool gaye
Dil thaam ke aise baithe hain
Kahin aana jaana bhool gaye
Ab aath pahar in aankhon mein
Vo chanchal mukhda rehta hai
Mere saamne waali khidki mein
Ek chaand ka tukda rehta hai

Barsaat bhi aakar chali gayi
Baadal bhi garaj kar baras gaye
Barsaat bhi aakar chali gayi
Baadal bhi garaj kar baras gaye
Par uski ek jhalak ko ham
Ai husn ke maalik taras gaye
Kab pyaas bujhegi aankhon ki
Din raat ye dukhda rehta hai
Mere saamne waali khidki mein
Ek chaand ka tukda rehta hai
Afsos ye hai ke vo hamse
Kuchh ukhda ukhda rehta hai
Mere saamne waali khidki mein
Ek chaand ka tukda rehta hai.

See More Songs of Padosan 1968