मेरी जान दुआ करना Meri Jaan Dua Karna Lyrics in Hindi from Bahaaron Ki Manzil (1991)

Meri Jaan Dua Karna Lyrics in Hindi. मेरी जान दुआ करना song from Bahaaron Ki Manzil 1991. It stars Roopesh Kothari, Mona, Reema Lagoo, Alok Nath, Jeet Upendra, Satish Shah, Paresh Rawal. Singer of Meri Jaan Dua Karna is Sushma Shrestha (Poornima), Udit Narayan. Lyrics are written by Dev Kohli Music is given by Raamlaxman (Vijay Patil)

Song Name : Meri Jaan Dua Karna
Album / Movie : Bahaaron Ki Manzil 1991
Star Cast : Roopesh Kothari, Mona, Reema Lagoo, Alok Nath, Jeet Upendra, Satish Shah, Paresh Rawal
Singer : Sushma Shrestha (Poornima), Udit Narayan
Music Director : Raamlaxman (Vijay Patil)
Lyrics by : Dev Kohli
Music Label : Tips

Meri Jaan Dua Karna Lyrics in Hindi :

जब तक रहे धरती गगन
जब तक रहे धरती गगन
होता रहा मिलान अपना
मेरी जान दुआ करना
मेरी जान दुआ करना

यह प्यार की मीठी ागन
न बुझे कभी मेरे सपना
मेरी जान दुआ करना
मेरी जान दुआ करना

कन्हैया हूँ मैं
तू मेरी बांसुरी
होठों पे मेरे रहेगी सदा
संग संग रहेंगे
हम उम्र भर
मिलके कभी न होंगे जुदा
तेरा संग हो तेरा साथ हो
तेरे हाथ में मेरा हाथ हो
मेरी जान दुआ करना
मेरी जान दुआ करना

बिचा दू मैं आँखे
तेरी राह में
पलकों पे अपनी सजा लूँ तुझे
ज़माने की तुझको नज़र न लगे
निगाहों में अपनी छुपा लू तुझे
तेरे प्यार की सौगात हो
कल फिर यूंही मुलाकात हो
मेरी जान दुआ करना
हो मेरी जान दुआ करना

लबों पे मेरे
जो हमेशा रहा
उल्फत भरा तू वो गीत हैं
मेरे मैं के
तारो को जो छू गया
वो जादू भरा
तेरा संगीत हैं
तेरा ज़िक्र हो तेरी बात हो
तेरा ध्यान ही दिन रात हो
मेरी जान दुआ करना
हो मेरी जान दुआ करना
जब तक रहे धरती गगन
होता रहे मिलान अपना
मेरी जान दुआ करना
मेरी जान दुआ करना
ये प्यार की मीठी ागन
न बुझे कभी मेरे सजना
मेरी जान दुआ करना
मेरी जान दुआ करना.

Meri Jaan Dua Karna Lyrics in English :

Jab tak rahe dharti gagan
Jab tak rahe dharti gagan
Hota raha milan apna
Meri jaan dua karna
Meri jaan dua karna

Yeh pyar ki mithi agan
Na bujhe kabhi mere sapna
Meri jaan dua karna
Meri jaan dua karna

Kanhaiya hoon main
Tu meri bansuri
Hotho pe mere rahogi sada
Sang sang rahenge
Hum umar bhar
Milke kabhi na honge juda
Tera sang ho tera saath ho
Tere hath mein mera hath ho
Meri jaan dua karna
Meri jaan dua karna

Bicha du main aankhe
Teri rah mein
Palko pe apni saja lu tujhe
Zamane ki tujhko nazar na lage
Nigaho mein apni chupa lu tujhe
Tere pyar ki saugat ho
Kal phir yunhi mulakat ho
Meri jaan dua karna
Ho meri jaan dua karna

Labo pe mere
Jo hamesha raha
Ulfat bhara tu wo geet hain
Mere mann ke
Taaro ko jo chu gaya
Wo jadu bhara
Tera sangeet hain
Tera zikr ho teri baat ho
Tera dhyan hi din raat ho
Meri jaan dua karna
Ho meri jaan dua karna
Jab tak rahe dharti gagan
Hota rahe milan apna
Meri jaan dua karna
Meri jaan dua karna
Ye pyar ki mithi agan
Na bujhe kabhi mere sajna
Meri jaan dua karna
Meri jaan dua karna.

See More Songs of Bahaaron Ki Manzil 1991