न किसी की आँख का Na Kisi Ki Aankh Ka Lyrics in Hindi from Shararat (2002)

Na Kisi Ki Aankh Ka Lyrics in Hindi. न किसी की आँख का song from Shararat 2002. It stars Abhishek Bachchan, Hrishitaa Bhatt, Amrish Puri. Singer of Na Kisi Ki Aankh Ka is Talat Aziz. Lyrics are written by Sameer Music is given by Sajid Ali, Wajid Ali

Song Name : Na Kisi Ki Aankh Ka
Album / Movie : Shararat 2002
Star Cast : Abhishek Bachchan, Hrishitaa Bhatt, Amrish Puri
Singer : Talat Aziz
Music Director : Sajid Ali, Wajid Ali
Lyrics by : Sameer
Music Label : Tips Music

Na Kisi Ki Aankh Ka Lyrics in Hindi :

न किसी की आँख का नूर हूँ
न किसी की आँख का नूर हूँ
न किसी के दिल का क़रार हूँ
जो किसी के काम न आ सके
मैं वह एक मुस्ठ-इ-गुबार हूँ
न किसी की आँख का नूर हूँ

मेरा रंग रूप बिगड़ गया
मेरा यार महजसे बिछड़ गया
जो चमन फ़िज़ा में उजड़ गया
मैं उसी की फ़ासले बहार हूँ
न किसी की आँख का नूर हूँ
न किसी के दिल का क़रार हूँ

मैं कहाँ रहूँ मैं खहन बासु
न यह मुझसे खुश न वह मुझसे खुश
मैं ज़मीं की पीट का बोझ हूँ
मैं फ़लक के दिल का गुबार हूँ
न किसी की आँख का नूर हूँ

पड़े फातिहा कोई आये क्यों
कोई चार फूल चढ़ाए क्यों
कोई आके शामा झलाये क्यों
कोई आके शामा झलाये क्यों
मैं वह बे-कासी का मज़ार हूँ
न किसी की आँख का नूर हूँ
न किसी के दिल का क़रार हूँ
जो किसी के काम न आ सके
मैं वह एक मुस्ठ-इ-गुबार हूँ
न किसी की आँख का नूर हूँ.

Na Kisi Ki Aankh Ka Lyrics in English :

Na kisi ki aankh ka noor hoon
Na kisi ki aankh ka noor hoon
Na kisi ke dil ka karar hoon
Jo kisi ke kaam na aa sake
Main woh ek musth-e-gubaar hoon
Na kisi ki aankh ka noor hoon

Mera rang roop bigad gaya
Mera yaar muhjse bichad gaya
Jo chaman fiza mein ujad gaya
Main usi ki faasle bahar hoon
Na kisi ki aankh ka noor hoon
Na kisi ke dil ka karar hoon

Main kahan rahoon main khahan basu
Na yeh mujhse khush na woh mujhse khush
Main zamin ki peet ka boj hoon
Main falak ke dil ka gubaar hoon
Na kisi ki aankh ka noor hoon

Pade faatiha koyi aaye kyon
Koyi chaar phool chadaye kyon
Koyi aake shama jhalaye kyon
Koyi aake shama jhalaye kyon
Main woh be-kasi ka mazaar hoon
Na kisi ki aankh ka noor hoon
Na kisi ke dil ka karar hoon
Jo kisi ke kaam na aa sake
Main woh ek musth-e-gubaar hoon
Na kisi ki aankh ka noor hoon.

See More Songs of Shararat 2002