रात की हूँ रानी Raat Ki Hoon Rani Lyrics in Hindi from Isi Ka Naam Zindagi (1992)

Raat Ki Hoon Rani Lyrics in Hindi. रात की हूँ रानी song from Isi Ka Naam Zindagi 1992. It stars Aamir Khan, Farha Naaz, Pran, Shakti Kapoor, Asrani, Tej Sapru. Singer of Raat Ki Hoon Rani is Shobha Joshi. Lyrics are written by Indeevar (Shyamalal Babu Rai) Music is given by Bappi Lahiri

Song Name : Raat Ki Hoon Rani
Album / Movie : Isi Ka Naam Zindagi 1992
Star Cast : Aamir Khan, Farha Naaz, Pran, Shakti Kapoor, Asrani, Tej Sapru
Singer : Shobha Joshi
Music Director : Bappi Lahiri
Lyrics by : Indeevar (Shyamalal Babu Rai)
Music Label : Tips

Raat Ki Hoon Rani Lyrics in Hindi :

रात की हूँ रानी
रात की हूँ रानी मेरी
जालिम हैं जवानी
जब मैं आती चम् से
चम् से चम् से
महफ़िल हो जाती हैं दीवानी
महफ़िल हो जाती हैं दीवानी

रात की हूँ रानी मेरी
जालिम हैं जवानी
जब मैं आती चम् से
चम् से चम् से
महफ़िल हो जाती हैं दीवानी
महफ़िल हो जाती हैं दीवानी

हुस्न की है मेरी खूबी
मुझे आँख जमाना मारे
मुझपे हो गए दीवाने
न जाने कितने सारे
किसी का दिल न जले
ख़ुशी में फूले फले
ज़िन्दगी में न हो ग़म
मस्ती में पीला
जब मैं आती चम् से
चम् से चम् से
महफ़िल हो जाती हैं दीवानी
महफ़िल हो जाती हैं दीवानी
रात की हूँ रानी
मेरी ज़ालिम हैं जवानी
जब मैं आती चम् से
चम् से चम् से
महफ़िल हो जाती हैं दीवानी
महफ़िल हो जाती हैं दीवानी

हाथो का जाम छलकाता
कोई चाहे मुझको छूना
जब हाथ नहीं मैं आती
हो जाता हैं नासा दूना
फिर वह खूब पिए
बिना कोई बात किये
मुझपे मारके भी वह
मेरे खातिर ही जिए
जब मैं आती चम् से
चम् से चम् से
महफ़िल हो जाती हैं दीवानी
महफ़िल हो जाती हैं दीवानी
रात की हूँ रानी मेरी
जालिम है जवानी
जब मैं आती चम् से
चम् से चम् से
महफ़िल हो जाती हैं दीवानी
महफ़िल हो जाती हैं दीवानी

मैं झूम के लेती हूँ
अंगड़ाई जब मस्तानी
हर कोई ये कहता हैं
मैं हूँ उसकी दिलजानी
ऐसे दिलवाले जभी
मिल जाते हैं कभी
मन के फूल
मेरे खिल जाते हैं कभी
जब मैं आती चम् से
चम् से चम् से
महफ़िल हो जाती हैं दीवानी
महफ़िल हो जाती हैं दीवानी
रात की हूँ रानी मेरी
जालिम है जवानी
जब मैं आती चम् से
चम् से चम् से
महफ़िल हो जाती हैं दीवानी
महफ़िल हो जाती हैं दीवानी.

Raat Ki Hoon Rani Lyrics in English :

Raat ki hoon rani
Raat ki hoon rani meri
Jalim hain jawani
Jab main aati cham se
Cham se cham se
Mahfil ho jati hain deewani
Mahfil ho jati hain deewani

Raat ki hoon rani meri
Jalim hain jawani
Jab main aati cham se
Cham se cham se
Mahfil ho jati hain deewani
Mahfil ho jati hain deewani

Husn ki hai meri khuby
Mujhe aankh jamana mare
Mujhpe ho gaye deewane
Na jane kitne sare
Kisi ka dil na jale
Khushi mein fule fale
Zindagi mein na ho gham
Masti mein pale
Jab main aati cham se
Cham se cham se
Mahfil ho jati hain deewani
Mahfil ho jati hain deewani
Raat ki hoon rani
Meri zalim hain jawani
Jab main aati cham se
Cham se cham se
Mahfil ho jati hain deewani
Mahfil ho jati hain deewani

Hatho ka jaam chhalkata
Koi chahe mujko chhuna
Jab hath nahi main aati
Ho jata hain nasa doona
Phir woh khub piye
Bina koi baat kiye
Mujpe marke bhi woh
Mere khatir hi jiye
Jab main aati cham se
Cham se cham se
Mahfil ho jati hain deewani
Mahfil ho jati hain deewani
Raat ki hoon rani meri
Jalim hai jawani
Jab main aati cham se
Cham se cham se
Mahfil ho jati hain deewani
Mahfil ho jati hain deewani

Main jhoom ke leti hoon
Angdayi jab mastani
Har koi ye kahta hain
Main hoon uski diljani
Aise dilwale jabhi
Mil jate hain kabhi
Man ke phool
Mere khil jate hain kabhi
Jab main aati cham se
Cham se cham se
Mahfil ho jati hain deewani
Mahfil ho jati hain deewani
Raat ki hoon rani meri
Jalim hai jawani
Jab main aati cham se
Cham se cham se
Mahfil ho jati hain deewani
Mahfil ho jati hain deewani.

See More Songs of Isi Ka Naam Zindagi 1992