तेरे ख्याल को दिल से Tere Khayal Ko Dil Se Lyrics in Hindi from Shair

Tere Khayal Ko Dil Se Lyrics in Hindi. तेरे ख्याल को दिल से song from Shair. It stars Dev Anand, Suraiya, Agha, Shyama, Murad, Dulari. Singer of Tere Khayal Ko Dil Se is Lata Mangeshkar. Lyrics are written by Shakeel Badayuni Music is given by Ghulam Mohammad

Song Name : Tere Khayal Ko Dil Se
Album / Movie : Shair
Star Cast : Dev Anand, Suraiya, Agha, Shyama, Murad, Dulari
Singer : Lata Mangeshkar
Music Director : Ghulam Mohammad
Lyrics by : Shakeel Badayuni
Music Label : Saregama

Tere Khayal Ko Dil Se Lyrics in Hindi :

तेरे ख्यालों को दिल से
लगाये बैठे है
हम इंतज़ार की दुनिया
बसाए बैठे है
मोहब्बत पर बहार आती
मोहब्बत पर बहार आती
जहाँ गुलज़ार हो जाता

अगर बेताब नजरो को
अगर बेताब नजरो को
तेरा दीदार हो जाता
मेरे दिल की ख़ुशी बन कर
अगर तुम सामने आते
सामने आते
मेरे दिल की ख़ुशी बन कर
अगर तुम सामने आते
सामने आते
तो शायद आँखों आँखों में
तो शायद आँखों आँखों में
कोई इकरार हो जाता

मिला है दिल से दिल
ये भी सहारा कम नहीं मुझको
कम नहीं मुझको
मिला है दिल से दिल
ये भी सहारा कम नहीं मुझको
कम नहीं मुझको
नज़र से जब नज़र मिलती
नज़र से जब नज़र मिलती
तो बेड़ा पार हो जाता
मोहब्बत पर बहार आती
जहां पर गुलज़ार होता.

Tere Khayal Ko Dil Se Lyrics in English :

Tere khyalo ko dil se
Lagaye baithe hai
Hum intezar ki duniya
Basaye baithe hai
Mohabbat par bahar aati
Mohabbat par bahar aati
Jaha gulzar ho jata

Agar betab najro ko
Agar betab najro ko
Tera didar ho jata
Mere dil ki khushi ban kar
Agar tum samne aate
Samne aate
Mere dil ki khushi ban kar
Agar tum samne aate
Samne aate
To sayad aankho aankho mein
To sayad aankho aankho mein
Koi ikrar ho jata

Mila hai dil se dil
Ye bhi sahara kam nahi mujhko
Kam nahi mujhko
Mila hai dil se dil
Ye bhi sahara kam nahi mujhko
Kam nahi mujhko
Nazar se jab nazar milti
Nazar se jab nazar milti
To beda par ho jata
Mohabbat par bahar aati
Jaha par gulzar hota.

See More Songs of Shair