तुम रूठी रहो मैं मनाता रहूँ Tum Roothi Raho Mai Manata Rahu Lyrics in Hindi from Aas Ka Panchhi (1961)

Tum Roothi Raho Mai Manata Rahu Lyrics in Hindi. तुम रूठी रहो मैं मनाता रहूँ song from Aas Ka Panchhi 1961. It stars Rajendra Kumar, Vyjayanthimala. Singer of Tum Roothi Raho Mai Manata Rahu is Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh). Lyrics are written by Hasrat Jaipuri Music is given by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi

Song Name : Tum Roothi Raho Mai Manata Rahu
Album / Movie : Aas Ka Panchhi 1961
Star Cast : Rajendra Kumar, Vyjayanthimala
Singer : Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Music Director : Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Lyrics by : Hasrat Jaipuri
Music Label : Saregama

Tum Roothi Raho Mai Manata Rahu Lyrics in Hindi :

तुम रूठी रहो
मैं मनाता रहूँ
तुम रूठी रहो
मैं मनाता रहूँ
की इन अदाओं पे और प्यार आता है
इन अदाओं पे और प्यार आता है
थोड़े शिकवे भी हों
कुछ शिकायत भी हो
थोड़े शिकवे भी हों
कुछ शिकायत भी हो
तो मज़ा जीने का और भी आता है
मज़ा जीने का और भी आता है

हाय दिल को चुराकर ले गया
मुंह छुपा लेना हमसे वो आपका
मुंह छुपा लेना हमसे वो आपका
देखना वो बिगड़ कर फिर हमें
और दांतों में उंगली का दाबना
और दांतों में उंगली का दाबना
ो मुझे तेरी क़सम
यही सामान मार गया
इसी जलवे पे तेरे
दोनों जहां हार गया
तुम रूठी रहो
मैं मनाता रहूँ
की इन अदाओं पे और प्यार आता है
इन अदाओं पे और प्यार आता है
थोड़े शिकवे भी हों
कुछ शिकायत भी हो
तो मज़ा जीने का और भी आता है
मज़ा जीने का और भी आता है

ये न समझो कि तुमसे दूर हूँ
ये न समझो कि तुमसे दूर हूँ
तेरे जीवन की प्यार भरी ास हूँ
तेरे जीवन की प्यार भरी ास हूँ
चाँद के संग जैसे है चांदनी
वैसे मैं भी तेरे दिल के पास हूँ
वैसे मैं भी तेरे दिल के पास हूँ
है वो दिल ही नहीं जो न धडकना जाने
और दिलदार नहीं जो न तडपना जाने
और दिलदार नहीं जो न तडपना जाने
थोड़े शिकवे भी हों
कुछ शिकायत भी हो
तो मज़ा जीने का और भी आता है
मज़ा जीने का और भी आता है
तुम रूठी रहो
मैं मनाता रहूँ
की इन अदाओं पे और प्यार आता है
इन अदाओं पे और प्यार आता है

चाहे कोई डगर हो प्यार की
ख़त्म होगी न तेरी-मेरी दास्ताँ
ख़त्म होगी न तेरी-मेरी दास्ताँ
दिल जलेगा तो होगी रौशनी
तेरे दिल में बनाया मैंने आशियाँ
तेरे दिल में बनाया मैंने आशियाँ
ो शरद पूनम की रंग भरी चांदनी
मेरी सब कुछ मेरी तक़दीर मेरी ज़िन्दगी
तुम रूठी रहो
मैं मनाता रहूँ
की इन अदाओं पे और प्यार आता है
इन अदाओं पे और प्यार आता है
थोड़े शिकवे भी हों
कुछ शिकायत भी हो
तो मज़ा जीने का और भी आता है
मज़ा जीने का और भी आता है.

Tum Roothi Raho Mai Manata Rahu Lyrics in English :

Tum roothi raho
Main manaataa rahoon
Tum roothi raho
Main manaataa rahoon
Ki in adaaon pe aur pyaar aataa hai
In adaaon pe aur pyaar aataa hai
Thode shiqwe bhi hon
Kuchh shikaayat bhi ho
Thode shiqwe bhi hon
Kuchh shikaayat bhi ho
To mazaa jeene kaa aur bhi aataa hai
Mazaa jeene kaa aur bhi aataa hai

Haay dil ko churaakar le gayaa
Munh chhupaa lenaa hamse wo aapkaa
Munh chhupaa lenaa hamse wo aapkaa
Dekhnaa wo bigad kar phir hamen
Aur daanton mein ungli kaa daabnaa
Aur daanton mein ungli kaa daabnaa
O mujhe teri qasam
Yahi samaan maar gayaa
Isi jalwe pe tere
Donon jahaan haar gayaa
Tum roothi raho
Main manaataa rahoon
Ki in adaaon pe aur pyaar aataa hai
In adaaon pe aur pyaar aataa hai
Thode shiqwe bhi hon
Kuchh shikaayat bhi ho
To mazaa jeene kaa aur bhi aataa hai
Mazaa jeene kaa aur bhi aataa hai

Ye na samjho ki tumse door hoon
Ye na samjho ki tumse door hoon
Tere jeewan ki pyaar bhari aas hoon
Tere jeewan ki pyaar bhari aas hoon
Chaand ke sang jaise hai chaandni
Waise main bhi tere dil ke paas hoon
Waise main bhi tere dil ke paas hoon
Haay wo dil hi nahin jo na dhadaknaa jaane
Aur dildaar nahin jo na tadapnaa jaane
Aur dildaar nahin jo na tadapnaa jaane
Thode shiqwe bhi hon
Kuchh shikaayat bhi ho
To mazaa jeene kaa aur bhi aataa hai
Mazaa jeene kaa aur bhi aataa hai
Tum roothi raho
Main manaataa rahoon
Ki in adaaon pe aur pyaar aataa hai
In adaaon pe aur pyaar aataa hai

Chaahe koi dagar ho pyaar ki
Khatm hogi na teri-meri daastaan
Khatm hogi na teri-meri daastaan
Dil jalegaa to hogi roshni
Tere dil mein banaayaa maine aashiyaan
Tere dil mein banaayaa maine aashiyaan
O sharad poonam ki rang bhari chaandni
Meri sab kuchh meri taqdeer meri zindagi
Tum roothi raho
Main manaataa rahoon
Ki in adaaon pe aur pyaar aataa hai
In adaaon pe aur pyaar aataa hai
Thode shiqwe bhi hon
Kuchh shikaayat bhi ho
To mazaa jeene kaa aur bhi aataa hai
Mazaa jeene kaa aur bhi aataa hai.

See More Songs of Aas Ka Panchhi 1961