ये वो जगह है Ye Wo Jagah Hai Lyrics in Hindi from Bhanwara (1944)

Ye Wo Jagah Hai Lyrics in Hindi. ये वो जगह है song from Bhanwara 1944. It stars K L Sehgal, Aroonm Kamla Chatterjee, Yakub, Monica Desai, Kesari F. Singer of Ye Wo Jagah Hai is Kundan Lal Saigal. Lyrics are written by Kidar Nath Sharma (Kedar Sharma) Music is given by Khemchand Prakash

Song Name : Ye Wo Jagah Hai
Album / Movie : Bhanwara 1944
Star Cast : K L Sehgal, Aroonm Kamla Chatterjee, Yakub, Monica Desai, Kesari F
Singer : Kundan Lal Saigal
Music Director : Khemchand Prakash
Lyrics by : Kidar Nath Sharma (Kedar Sharma)
Music Label : Saregama

Ye Wo Jagah Hai Lyrics in Hindi :

ये वो जगह है
जहां घर लुटाए जाते है
ये वो जगह है
जहां घर लुटाए जाते है
फिल्म स्टूडियो जवां दिल यहाँ
उल्लू बनाये जाते हैं
जवां दिल यहाँ
उल्लू बनाये जाते हैं
हाँ बनाये जाते हैं
ये शहरी दुनिया है
इलाज़ इश्क़ का होता है
भाप बिजली से
इलाज़ इश्क़ का होता है
भाप बिजली से
सिगार पिके यहाँ
दिल जलाए जाते हैं
सिगार पिके यहाँ
दिल जलाए जाते हैं

करम करीम का है
जो सफ़ेद पाउडर से
करम करीम का है
जो सफ़ेद पाउडर से
सियाह-रुखहो के
अँधेरे मिटाए जाते हैं
सियाह-रुखहो के
अँधेरे मिटाए जाते हैं
बनायी फ़िल्मी
खुदाओं ने सैकड़ों लैला
बनायी फ़िल्मी
खुदाओं ने सैकड़ों लैला
जो कॉलेजों में
अब मजनु बनाये जाते है
जो कॉलेजों में
अब मजनु बनाये जाते है

जो काम मांगे हैं बेकार
कार वालों से
जो काम मांगे हैं बेकार
कार वालों से
बजा के भोंपू
बजा के भोंपू
बेचारे डराये जाते हैं
बजा के भोंपू
बेचारे डराये जाते हैं.

Ye Wo Jagah Hai Lyrics in English :

Ye wo jagah hai
Jahaan ghar lutaaye jaate hai
Ye wo jagah hai
Jahaan ghar lutaaye jaate hai
Film studio jawaan dil yahaan
Ulloo banaaye jaate hain
Jawaan dil yahaan
Ulloo banaaye jaate hain
Haan banaaye jaate hain
Ye shehri duniya hai
Ilaaz ishq ka hotaa hai
Bhaap bijli se
Ilaaz ishq ka hotaa hai
Bhaap bijli se
Cigar peeke yahaan
Dil jalaaye jaate hain
Cigar peeke yahaan
Dil jalaaye jaate hain

Karam kareem ka hai
Jo safed powder se
Karam kareem ka hai
Jo safed powder se
Siyaah-rukhhon ke
Andhere mitaaye jaate hain
Siyaah-rukhhon ke
Andhere mitaaye jaate hain
Banaayi filmi
Khudaaon ne saikdon laila
Banaayi filmi
Khudaaon ne saikdon laila
Jo collegon mein
Ab majnu banaaye jaate hai
Jo collegon mein
Ab majnu banaaye jaate hai

Jo kaam maange hain bekaar
Car waalon se
Jo kaam maange hain bekaar
Car waalon se
Bajaa ke bhonpoo
Bajaa ke bhonpoo
Bechaare daraaye jaate hain
Bajaa ke bhonpoo
Bechaare daraaye jaate hain.

See More Songs of Bhanwara 1944